
|
|

|
General Forum: Love | | **Hindi Antyakshari*** | |
| yaa dil kii suno duniyaavaalo
yaa mujhko abhii chup rahane do
mai Gam ko khushii kaise kah duun
jo kahate hai unko kahane do..
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 21, Sep 2004 5:35:01 PM IST khuda bhi aasman se jab zameen par dekhta hoga
mere mehboob ko kisne banaya sochta hoga
khuda bhi aassman se...
Posted by: Mr. akunduri kumar At: 21, Sep 2004 8:33:46 AM IST mai to bhuul chalii baabul kaa desh
piyaa kaa ghar pyaaraa lage
koii maike ko de do sandes
piyaa kaa ghar pyaaraa lage ...
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 21, Sep 2004 7:19:21 AM IST Tuj sang preet lagaayi sajna
Tuj sang preet lagaayi sajna sajna sajna o raama
Tuj sang preet lagaayi sajna sajna sajna o rama
Tuj sang preet lagaayi sajna sajna sajna o rama
haaye be dardi haaye bedardi
Tuj sang preet lagaayi sajna sajna sajna o rama
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 21, Sep 2004 1:42:06 AM IST vo shaam kutch aZeeb thi Ye shaam bhi aZeeb hai
vo kal bhi paas paas thi Woh aaj bhi kareeb hai
vo shaam kutch aZeeb thi Ye shaam bhi aZeeb hai
vo kal bhi paas paas thi Woh aaj bhi kareeb hai
vo shaam kutch aZeeb thi
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 21, Sep 2004 0:03:15 AM IST ye kyaa huA,
kaise huA,
kab huA,
kyuun huA,
jab huA, tab huA
o chhoDo, ye naa socho,
ye kyaa huA...(va)
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 18, Sep 2004 7:21:43 PM IST Rahe naa rahen ham,
mahakaa karenge
ban ke kalii,
ban ke sabaa,
baaGe vafaa me ..(ma).
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 18, Sep 2004 5:49:18 PM IST ye chaand saa roshan cheharaa,
zulfon kaa rang sunaharaa
ye jhiil sii niilii aankhen,
koI raaz hai iname geharaa
taariif karuuN kyaa usakii,
jisane tumhen banaayaa
taariif karuuN kyaa usakii,
jisane tumhen banaayaa
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 18, Sep 2004 1:46:13 PM IST raahii mil gaye raahon me,
baaten huyI nigaahon me
dil samjhaa ham samjhe iqaraar ho gayaa
vallaah pyaar ho gayaa pyaar ho gayaa
ab to pyaar ho gayaa pyaar ho gayaa
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 18, Sep 2004 7:49:02 AM IST Rulaake gaya sapna mera
Rulaake gaya sapna mera
baiTTi hun kab ho savera
Rulaake gaya sapna mera
vohi hai game dil vohi hai chanda taaren haaye vohi hum be sahaare
vohi hai game dil vohi hai chanda taaren vohi hum be sahaare
aadhi raat vohi hai aur har baat vohi hai
phir bhi na aaya lutera
Rulaake gaya sapna mera
baiTTi hun kab ho savera
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 18, Sep 2004 1:42:10 AM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|