
|
|

|
General Forum: Love | | **Hindi Antyakshari*** | |
| Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Choolete Ho Taar Jo Dil Ke
Tum Hi Batao Tum Se Milke
Jaanu Dil Koi Kyon Na Hare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Jism Damakta Jaadoo Jaadoo
Zulf Ghaneri Khushboo Khushboo
Saasein Hamari Mehki Mehki
Nazren Tumhari Behki Behki
Tumhara Badan Hai Jaise Chaman
Hosh Uda De Yeh Nazare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Koi Nasha Hai Chalka Chalka
Hosh Bacha Hai Halka Halka
Hum Hai Jaise Khoye Khoye
Jage Lekin Soye Soye
Machalti Raho Pigalti Raho
Baahon Ke Ghere Mein Humare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Choolete Ho Taar Jo Dil Ke
Tum Hi Batao Tum Se Milke
Jaanu Dil Koi Kyon Na Hare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Hum To Deewane Hai Tumhaare
Raaz Yeh Kaise Khol Rahi Ho
Tum Aankhon Se Bol Rahi Ho
Jaadoo Aate Hai Tumko Sare
Tauba Tumhaare Yeh Ishaare
Posted by: Mrs. MadhaviReddy Madhu At: 6, Jul 2004 2:37:46 PM IST Kaash ke tujhse main kabhi milta to kya hota
Tujhe na kabhi chain se rehne deta
Na main bhi kabhi chain se yaar sotha...(Tha)
Posted by: UK At: 6, Jul 2004 1:57:59 PM IST Dil ko hazaar baar roka roka roka rokaaa...
Dil ko hazaar baar toka toka toka tokaaa...
Dil hi hawaa wonka Zoka zoka zoka zokaaa...
Dil ko bachaana ..dhokaana khaana ...
dhoka hi pyaar yaar pyaar hi dhooka ...
Dil ko hazaar baar roka roka roka rokaaa...
Dil ko hazaar baar toka toka toka tokaaa...
Dil hi hawaa wonka Zoka zoka zoka zokaaa...
Dil ko bachaana ..dhokaana khaana ...
dhoka hi pyaar yaar pyaar hi dhooka ...
Dil ko hazaar baar roka roka roka rokaa.......
Posted by: Mrs. MadhaviReddy Madhu At: 6, Jul 2004 11:54:14 AM IST yaar chulabulaa hai
hansiin dilarubaa hai
jhuuTh bolataa hai
magar zaraa zaraa
to bolo jii
phir kyaa kare diivaanaa
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 1, Jul 2004 7:12:52 AM IST Ghazab kiya tere waade pe aitbaar kiya
tamam raat khayamat ka intZaar kiya
GhaZab kiya...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 30, Jun 2004 10:27:56 PM IST na ye chaand hogaa,
na taare rahenge
magar ham hameshaa,
tumhaare rahenge
na ye chaand hogaa
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 30, Jun 2004 10:01:29 PM IST na kisi ki aankh ka noor hun
na kisi ke dil ka karaar hun
jo kisi ke kaam na aa sake
main vo ek musht gubaar hun
na kisi ki aankh ka noor hun
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 30, Jun 2004 9:02:26 PM IST ham matavAle naujavAn,
manzilon ke ujAle
log karen badanAmI,
kaise ye duniyaa vAle
karen bhalAI ham,
bure bane.n har dam
is jahAN kI, rIt nirAlI
pyAr ko samajhe,
hAy re hAy sitam
ham matavAle naujavAn ...
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 30, Jun 2004 8:38:24 PM IST logon na maaro ise
yahin to mera dildaar hain
logon na maaro ise
yahin to mera dildaar hain
dil se jo dil Takraaye
nahin dushmani ye pyaar hai
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 30, Jun 2004 7:53:55 PM IST Dam Dam digaa digaa
mousam bhigaa bhigaa
bin piye maito gira
mito gira hai allah
surat Apka subhanalla..
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 30, Jun 2004 8:41:01 AM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|