
|
|

|
General Forum: Love | | **Hindi Antyakshari*** | |
| Roj shaam aatiti
magar aisi nati
roj roj gataa chaatiti
magar easi nati
ye aaj mere ginadigime koun aagayaa.......
Posted by: Mrs. Saila Sarigala At: 17, Jun 2004 2:19:55 PM IST darpan ko dekhaa, tuune
jab jab kiyaa shringaar
phuulon ko dekhaa, tuune
jab jab aaI bahaar
ek badanasiib huun main
mujhe nahIn dekhaa ek baar
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 17, Jun 2004 8:39:56 AM IST ye nayan Dare Dare
ye jaan bhare bhare
jaraa peene do
kal ki kis ko khabar
ek raat ho ke niDar
mujhe jeene do ...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 17, Jun 2004 1:48:52 AM IST vo hain zara kafa kafa to nayan yun churaye hain
ke ho ho ho ho ho
vo hain zara kafa kafa to nayan yun churaye hain
ke ho ho ho ho ho
na bol tum kya karoon vo hans ke yun bulaye hain
ke ho ho ho ho ho
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 17, Jun 2004 1:07:57 AM IST ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa
kahaa do dilo.n ne, kii ho.nge na mil kar, kabhii ham juda
ye raate.n, ye mausam, nadii kaa kinaaraa, ye cha.nchal havaa
(VA)
Posted by: Mr. Kalyan Chakravarthy At: 17, Jun 2004 0:37:31 AM IST yun hasraton ke daag mohabbat ne dho liye
khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye
yun hasraton ke daag mohabbat ne dho liye
khud dil se dil ki baat kahi aur ro liye
yun hasraton ke daag mohabbat ne dho liye...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 16, Jun 2004 10:23:17 PM IST ye chaand saa roshan cheharaa,
zulfon kaa rang sunaharaa
ye jhiil sii niilii aankhen,
koI raaz hai iname gaharaa
taariif karuun kyaa usakii,
jisane tumhen banaayaa
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 16, Jun 2004 10:21:24 PM IST Raina Beeti jaaye shaam naa aaye
Raina Beeti jaaye shaam naa aaye
nindiyaan na aaye nindiyaan aaye
Raina Beet jaaye shaam naa aaye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 16, Jun 2004 10:14:50 PM IST kahanaa hai,
kahanaa hai,
aaj tumse ye pahalii baar, ...ho
tum hii, to lAi ho,
jIvan me mere,
pyaar pyaar pyaar
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 16, Jun 2004 9:13:57 PM IST hai tere saath meri vafaa
hai tere saath meri vafaa
mai nahin to kya
jinda rahega pyaar mera
main nahin to kya
main nahin to kya
main nahin to kya
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 16, Jun 2004 8:54:47 PM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|