
|
|

|
General Forum: Love | | **Hindi Antyakshari*** | |
| chaudavian ka chaand ho ya aaftaab ho
jo bhi tum khuda ki kasam la jawaab ho
chaudavian ka chaand ho ya aaftaab ho
jo bhi tum khuda ki kasam la jawaab ho
chaudavian ka chaand ho
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Jun 2004 1:07:27 AM IST hai apanaa dil to aavaaraa,
na jaane kis pe aayegaa
hasiinone bulaayaa,
gale se bhii lagaayaa
bahut samajhaayaa,
yahii na samajhaa
bahut bholaa
hai bechaaraa,
na jaane kis pe aayegaa
hai apanaa dil to aavaaraa ...
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 8, Jun 2004 9:47:48 PM IST haa, maine bhii pyaar kiyaa
pyaar se kab inakaar kiyaa
bhiigii-bhiigii raaten,
miiThii-miiThii baaten
aur maine dil ko nisaar kiyaa
haa, maine bhii pyaar kiyaa
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 6, Jun 2004 11:17:55 AM IST na koi umang hai na koi tarang hai
meri jindagi hai kya ek kaTi patang hai
na koi umang hai na koi tarang hai
meri jindagi hai kya ek kaTi patang hai
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Jun 2004 0:33:28 AM IST
ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya
pyaar hi me kho gaya
ye zindagi usi ki hai
jo dil yahan na mil sake milenge us jahaan me
jo dil yahan na mil sake milenge us jahaan me
khilenge hasraton se phool baagh ye aasmaan me
ye zindagi chali gayi jo pyaar me to kya huva...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Jun 2004 0:22:27 AM IST mujhe dard-e-dil ka pata na tha
mujhe aap kis liye mil gaye
main akele yun hi maze me tha
mujhe aap kis liye mil gaye
mujhe dard-e-dil ka pata na tha
mujhe aap kis liye mil gaye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Jun 2004 0:17:06 AM IST ye sama sama hai yaar ka
kisi ki intjaar ka
dil na churaale kahi mera
mausam bahaar ka
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Jun 2004 0:09:13 AM IST hai tere saath meri vafaa
hai tere saath meri vafaa main nahin to kya
jinda rahe ga pyaar mera main nahin to kya
main nahin to kya main nahin to kya
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Jun 2004 11:54:18 PM IST na tu zameen ke liye hai na aasamaan ke liye
tera wajood hai tera wajood hai ab
sirf daastaan ke liye
na tu zameen ke liye hai na aasamaan ke liye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Jun 2004 10:25:51 PM IST dere dere mere zindigi me aana
dere dere dilko churaana
tumse pyaar hume hai kitnaa jaane jaana
thumse milkar tumko hai bataana
Posted by: Mrs. Saila Sarigala At: 2, Jun 2004 10:06:26 PM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|