TeluguPeople
  are the trend-setters

 
Articles: Humour
Baazigar to Bhajigar
- Mr. Siri Siri
  Page: 1 of 1    
Baazigar to Bhajigar Baaziger: 'Kuch pane ke liye bhi kuch khona padta hai, aur kuch pa kar khone wale ko Baziger kehte hain'. Bhaji Ghar: 'Pet bharne ke liye kuch khana padta hai, aur kuch khane ki cheezien bechne wali jaga ko Bhaji Ghar kehte hain.' * Mohabbatien: 'Ek ladki thi dewani si, Ek ladke pe woh marti thi, nazren jhuka ke, sharma ke, galion se guzrti thi, chori chori chupke chupke chitthiyan likha karti thi, kuch kehna tha shayad us ko, jane kis se darti thi,jab bhi milti thi mujh se, mujh se poocha karti thi, yeh pyar kaise hota hai, yeh pyar kaise hota hai, aur main sirf yahi keh pata tha' Musebatien: 'Ek ladka tha pagal sa, ek moti pe woh marta tha , nazrien chupa ke, dar dar ke, date pe jaya karta tha, kuch kehna tha sayad us ko, magar us moti se darta tha, jab bhi milta tha bechara mujh se mujh se poocha karta tha, ' main chutkara kaise paoooon, main chutkara kaise paooon', aur main sirf yahi keh pata tha ('abe to aise lafron main padta hi kyun hai )' * Darr: 'kkkkkkkkkkkkkkkk Kiran' Marr: woh: 'kkkkk' , samne wala: 'kya bhai' , woh: 'kkkkkkkk', samne wala : 'kya bhai kya ho gaya', woh: 'kkkkkkk', samne wale ne thappad laga di, 'kya kab se kkkkkkkkkk kar raha hai be' * Kuch Kuch hota hai: 'Pyar dosti hai, agar woh meri sab se acchi dost nahi ban sakti to main us se pyaar kar hi nahi sakta' Kuch Kuch Zaroor ho raha hai: 'Date bahaut zaroori hai, agar woh mere saath date par nahi aa sakti, to main us se pyaar kya pyaar ka abba bhi nahi kar sakta' (Samajhti kya hai apne aap ko)' * Sholay: 'Are oh samba, Kitne admi the re, hahahaha, Jo dar gaya samjho mar gaya' Tolay: 'Mummmmyyyy, kitne toley hain mere sar main', Mummy : 'Jo pakra gaya samjho mar gaya' * Kante: 'Ek din hum sab ko narakh main to jana hi hai, yeh kam karo aur lambi gadi main jao nahi to pedal' Chante: 'Ek din hum sab ko date par to jana hi hai, ek kam karo, GF ko bus main bithao, aur khud jao pedal (Paise bacaho) * Kabhi Khushi Kabhi Ghum: 'Parampara Dad, Parampara, pehle aap gaye the phir bhaiya gaye the aur ab mujhe jana chahiye' Kabhi tum Kabhi hum: 'Parampara Dad, Parampara, pehle aap date par jate the, phir bhaiya jane lage, ab main bhi jaooon ga'

Be first to comment on this Article!

  Page: 1 of 1    



 
Advertisements
Advertisements
Advertisements
Beauty and Skin Care
For all your favorite branded products of Beauty, Skin Care, Perfumes, Makeup and more!
News
Headline News
Cinema News
Business
Special Stories
Devotion
NRI News
Social Media
Facebook
Movie Gallery
Devotional Gallery
Twitter
Photo Galleries
News Gallery
Cinema Gallery
Beauty Gallery
Fashion Gallery
Sports Gallery
Travel Gallery
Devotion
Classifieds
Jobs
Real Estate
Automobile
Personals

Search TeluguPeople.com

(C) 2000-2025 TeluguPeople.com, All Rights Reserved.