TeluguPeople
  are the trend-setters

 
Articles: Poetry
Hum ne pyaar main paaya..
- Mr. nandz nandu
  Page: 1 of 1    
Hum ne pyaar main paaya to kyaa paya Kabhi khud ro diye kabhi Tum ko Rulaya Halat-e-ghum main beh gaya jho aansoon Who Zindagi main phir kabhi na behne paya Saza mujhe mili aur jaza unhain bi Aisa bhi kya insaaf me hai sir jhukaya Himmat nahee thi us main Saath mere dene ki Ab tak na jaane vo kaise chal paya Kisi ajnabi ko mera likha suna raha tha woh Bikhre hue khawabon ke Purzey udha raha tha woh Umr bhar pista raha who rishtoon ki chaki mein Baaqi rahe rishtoon se daaman churra raha tha woh Apni zidd to woh puri na kar saka Ruthey huway bachoon ko mana raha tha woh... Sehra me khile phool ko bachane ke liye Apne ashkoon se uski pyaas mita raha tha woh Uski yaadoon ko kuch is tarah bhula raha tha Apne haathoon apna likha mita raha tha woh Sirf kirdaar hi to badle they usne Apni hi kahani suna raha tha woh! Hum apni deewangi se jaane jaate hain Wo apni berukhi se pehchaane jaate hain Roz miltey hai lekin, kuchh kehte sunte nahi Mere saamne wo meri dhadkan badhaane aate hain Shab bhar intzaar mein hum taare dekhaa karte hai Sabera hone se pehle wo chand bujhane aate hain Bas ek nazar ke liye hum din bhar taraste hain Wo shaam ko gamalon ko paani pilaane aate hain Mere is haalaat pe hansanaa nahi MUSAFIR too Ishq main sabke saame aise zamaane aate hain ...

Read 2 Comment(s) posted so far on this Article!

  Page: 1 of 1    



 
Advertisements
Advertisements
Advertisements
Beauty and Skin Care
For all your favorite branded products of Beauty, Skin Care, Perfumes, Makeup and more!
News
Headline News
Cinema News
Business
Special Stories
Devotion
NRI News
Social Media
Facebook
Movie Gallery
Devotional Gallery
Twitter
Photo Galleries
News Gallery
Cinema Gallery
Beauty Gallery
Fashion Gallery
Sports Gallery
Travel Gallery
Devotion
Classifieds
Jobs
Real Estate
Automobile
Personals

Search TeluguPeople.com

(C) 2000-2025 TeluguPeople.com, All Rights Reserved.