Discussion on Love in General Forum at TeluguPeople.com
TeluguPeople
  are the trend-setters

 
General Forum: Love
Main Aur Meri Tanhayi !
  Page: 1 of 2   Next > >  


Now you can Read Only. Login to post messages
Email ID:
Password:
Remember me on this computer
Dekho chhodke kis raste vo jaate hain Saare raste vaapas mere dil ko aate hain Nahin saamne Nahin saamne ye alag baat hai Nahin saamne ye alag baat hai Mere paas hai Mere paas hai tu mere paas hai Mere paas hai tu mere paas hai Mere saath hai mere saath hai Tera naam maine liya hain yahaan Mujhe yaad tune kiya hai vahaan Tera naam maine liya hain yahaan Mujhe yaad tune kiya hai vahaan Bade zor ki aaj barsaat Bade zor ki aaj barsaat Mere paas hai tu mere paas hai Mere paas hai tu mere paas hai Mere saath hai mere saath hai Bichhad ki bhi mujhse juda to nahin Khafa hai magar bewafa to nahin Bichhad ki bhi mujhse juda to nahin Khafa hai magar bewafa to nahin Mere haath mein hi tera haath hai Mere haath mein hi tera haath hai Mere paas hai tu mere paas hai Mere paas hai tu mere paas hai Mere saath hai mere saath hai Mere paas hai mere paas hai Mere saath hai mere saath hai Mere paas hai mere paas hai

Posted by: Sanvi Sarma At: 3, Feb 2005 5:03:17 PM IST
Tanhaai, tanhaai Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi Har khushi so gayi, zindagi kho gayi Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai - 2 (Khwaab mein dekha tha ek aanchal Maine apne haathon mein Ab toote sapnon ke shishe Chubte hai in aankhon mein) - 2 Kal koi tha yahin, ab koi bhi nahin Banke naagin jaise hai saanson mein laheraayi Tanhaai, tanhaai, palkon pe kitne aansu hai laayi - 2 (Kyoon aisi umeed ki maine Jo aise naakaam hui Door banaayi thi manzil To raste mein hi shaam hui) - 2 Ab kahan jaaoon main, kisko samjhaaoon main Kya maine chaaha tha aur kyoon kismat mein aayi Tanhaai, tanhaai, jaise andhero ki ho gehraayi Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi Har khushi so gayi, zindagi kho gayi Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai - 2 Tanhaai, tanhaai, tanhaai, tanhaai

Posted by: Sanvi Sarma At: 2, Feb 2005 7:22:57 PM IST
Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na Tera Dupatta Aaj Bhi Tere Sar Se Sarakta Hoga Na Baalon Mein Tere Aaj Bhi Phool Koi Sajta Hoga Na Dhandi Havaein Raaton Mein Tujhko Thapkiya Deti Hogi Na Chaand Ki Thandak Khwaabon Mein Tujhko Leke To Jaati Hogi Na Sooraj Ki Kirnen Subah Ko Teri Neendein Udaati Hogi Na Mere Khayaalon Mein Sanam Khud Se Bhi Baatein Karti Hogi Na Main Dekhta Hoon Chhup Chhupke Tumko Mehsoos Karti Hogi Na Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na Tadev Lagnam Suridam Tadev Naarabalam Chandra Balan Tadev Vidya Balam Daiv Balan Tadev Lakshmi Pate Tendra Yugam Swarami Shubmangal Sawadha Kaagaz Pe Meri Tasveer Jaisi Kuchh To Banati Hogi Na Ulat Palatke Dekh Ke Usko Jee Bhar Ke Hansti Hogi Na Hanste Hanste Aankhein Tumhari Bhar Bhar Aati Hogi Na Mujhko Dhaka Tha Dhoop Mein Jisse Vo Aanchal Bhigoti Hogi Na Saawan Ki Rimjhim Mera Taraana Yaad Dilati Hogi Na Ek Ek Meri Baatein Tumko Yaad To Aati Hogi Na Yaad To Aati Hogi Na Yaad To Aati Hogi Na Kya Tum Mere In Sab Sawaalon Ka Kuchh To Jawaab Dogi Na

Posted by: Sanvi Sarma At: 2, Feb 2005 7:04:48 PM IST
Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain Tum hoti to kaisa hota, tum yeh kehti, tum voh kehti Tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hansti Tum hoti to aisa hota, tum hoti to vaisa hota Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain Yeh kahan aa gaye hum Yunhi saath saath chalte Teri baahon mein hai jaanam Mere jism-o-jaan pighalte Yeh kahan aa gaye hum Yunhi saath saath chalte Yeh raat hai, yeh tumhaari zulfein khuli hui hai Hai chaandni ya tumhaari nazrein se meri raatein dhuli hui hai Yeh chaand hai ya tumhaara kangan Sitaarein hai ya tumhaara aanchal Hawa ka jhonka hai ya tumhaare badan ki khushboo Yeh pattiyon ki hai sarsaraahat ke tumne chupke se kuch kaha hai Yeh sochta hoon main kab se gumsum Ke jab ki mujhko bhi yeh khabar hai Ke tum nahin ho, kahin nahin ho Magar yeh dil hai ke keh raha hai Ke tum yahin ho, yahin kahin ho O, tu badan hai main hoon chhaaya Tu na ho to main kahan hoon Mujhe pyaar karne waale Tu jahan hai main vahan hoon Hamein milna hi tha hamdam Issi raah pe nikalte Yeh kahan aa gaye hum Yunhi saath saath chalte Mm, meri saans saans maheke Koi bheena bheena chandan Tera pyaar chaandni hai Mera dil hai jaise aangan Koi aur bhi mulaayam Meri shaam dhalte dhalte Yeh kahan aa gaye hum Yunhi saath saath chalte Majboor yeh haalaat, idhar bhi hai udhar bhi Tanhaai ki ek raat, idhar bhi hai udhar bhi Kehne ko bahut kuch hai, magar kisse kahe hum Kab tak yunhi khaamosh rahe aur sahe hum Dil kehta hai duniya ki har ek rasm utha de Deevaar jo hum dono mein hai, aaj gira de Kyoon dil mein sulagte rahe, logon ko bata de Haan humko mohabbat hai, mohabbat hai, mohabbat Ab dil mein yehi baat, idhar bhi hai udhar bhi Yeh kahan aa gaye hum Yunhi saath saath chalte Yeh kahan aa gaye hum

Posted by: Sanvi Sarma At: 2, Feb 2005 7:02:08 PM IST
Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna Yaara seeli seeli, yaara seeli seeli O yaara seeli seeli, dhola seeli seeli Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna Yeh bhi koi jeena hai, yeh bhi koi jeena hai Yeh bhi koi marna Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli (Tooti hui choodiyon se jodoon yeh kalaai main Pichhli gali mein jaane kya chhod aayi main) - 2 Beeti hui galiyon se, beeti hui galiyon se Phir se guzarna Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli O yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli (Pairon mein na saaya koi, sar pe na saanyi re Mere saath jaaye na meri parchhaayi re) - 2 Baahar ujaala hai, baahar ujaala hai Andar viraana Yaara seeli seeli, o dhola seeli seeli O yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli Yaara, dhola, yaara, dhola, yaara, dhola

Posted by: Sanvi Sarma At: 2, Feb 2005 7:00:11 PM IST
Hey Hey Aahaa Hmm Hmm Aahaa Ahaa Haa Haaa Aahaa Umm Hmmm Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera, Mera Mera Mera Likh Diya Naam Iss Mein Tera, Tera Tera Tera Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera Likh Diya Naam Iss Mein Tera Soona Aangan Tha Jeevan Mera Bas Gayaa Pyaar Jiss Mein Teraa (Toot Na Jaaye Sapne Main Darta Hoon Nis Din Sapnon Mein Dekha Karta Hoon) (2) Naina Kajaraare Matavaare Yeh Ishaare Khaali Darpan Tha Yeh Mann Mera Rach Gayaa Roop Iss Mein Tera Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera Likh Liya Naam Iss Pe Teraa (Chain Ganvaayaa Maine Nindiya Ganvaayi Saari Saari Raat Jaagu Doon Main Duhaayi) (2) Kahoon Kya Main Aage Nehaa Laage Jee Na Laage Koi Dushmann Tha Yeh Mann Mera Ban Gaya Meet Jaa Ke Teraa Koraa Kaagaz Tha Yeh Mann Mera Likh Diyaa Naam Iss Mein Tera Baagon Mein Phuulon Ke Khilane Se Pehle Tere Mere Nainon Ke Milane Se Pehle Haan, Baagon Mein Phuulon Ke Khilane Se Pehle Tere Mere Nainon Ke Milane Se Pehle Kahaan Thi Yeh Baaten Mulaakaaten Aisi Raaten Tootaa Taaraa Tha Yeh Mann Mera Ban Gayaa Chaand Hoke Tera Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera Likh Liyaa Naam Iss Pe Tera Aa Aa Aaa Aa Aaa Aa Aaa O Hooo Hoo Hoo

Posted by: Sanvi Sarma At: 2, Feb 2005 6:57:29 PM IST
Film : Aitbaar Awaz Di Hai aaj ek najar ne Ya hai ye dil ko ghuma Dohara rahi hai jaise phajaye Bhuli huyi dasata Awaz Di Hai aaj ek najar ne Ya hai ye dil ko ghuma Dohara rahi hai jaise phajaye Bhuli huyi dasata Aaa...aa... Loutayi hai phir ruti bahare Kitana hasin hai sama Duniya se kehdo na hamko pukare Hum khogaye yeha... Loutayi hai phir ruti bahare Kitana hasin hai sama Duniya se kehdo na hamko pukare Hum khogaye yeha...

Posted by: Anusha At: 14, Dec 2004 10:46:47 AM IST
"Ye doulat bhi lelo Ye shohrat bhi lelo Bhale chinle mujh se meri jawani Magar mujko loutado bachpan ka savan" My all time fav. song..thanks for posting Anusha.. ...tum itanaa jo, muskuraa rahe ho kyaa gam hai, jis ko chhupaa rahe ho aankho mein namee, hasee labon par kyaa haal hai, kyaa dikhaa rahe ho ban jaayenge jahar peete peete ye ashk jo peete jaa rahe ho jin jakhmon ko wakt bhar chalaa hai tum kyo unhe chhede jaa rahe ho rekhaaon kaa khel hain mukaddar rekhaaon se maat khaa rahe ho ....

Posted by: Ms. Suma At: 14, Dec 2004 3:05:54 AM IST
Jagjit : Ye doulat bhi lelo Ye shohrat bhi lelo Bhale chinle mujh se meri jawani Magar mujko loutado bachpan ka savan Vo kagaj ki kasti Vo barish ka pani Ye doulat bhi lelo Ye shohrat bhi lelo Bhale chinle mujh se meri jawani Magar mujko loutado bachpan ka savan Vo kagaj ki kasti Vo barish ka pani Vo kagaj ki kasti Vo barish ka pani

Posted by: Anusha At: 13, Dec 2004 7:27:32 PM IST
yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum jhuumatii bahaar hai kahaa.N ho tum pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2 (o, kho gaye ho aaj kis khayaal me.n o, dil fa.nsaa hai bebasii ke jaal me.n ) - 2 matalabii jahaa.N meharabaa.n ho tum yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2 (o, raat Dhal chukii hai subah ho gayii o, mai tumhaarii yaad leke kho gayii ) - 2 ab to merii daastaa.N ho tum yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2 (o, tum to mere zi.ndagii ke baaG ho o, tum to merii raah ke chiraaG ho ) - 2 mere liye aasamaa.N ho tum yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2

Posted by: Mrs. Rohini Rohini At: 8, Dec 2004 4:46:48 PM IST
  Page: 1 of 2   Next > >  
 
Advertisements
Advertisements
Advertisements
Beauty and Skin Care
For all your favorite branded products of Beauty, Skin Care, Perfumes, Makeup and more!
News
Headline News
Cinema News
Business
Special Stories
Devotion
NRI News
Social Media
Facebook
Movie Gallery
Devotional Gallery
Twitter
Photo Galleries
News Gallery
Cinema Gallery
Beauty Gallery
Fashion Gallery
Sports Gallery
Travel Gallery
Devotion
Classifieds
Jobs
Real Estate
Automobile
Personals

Search TeluguPeople.com

(C) 2000-2025 TeluguPeople.com, All Rights Reserved.