Discussion on Love in General Forum at TeluguPeople.com
TeluguPeople
  are the trend-setters

 
General Forum: Love
Main Aur Meri Tanhaayi...
  Page: 1 of 4   Next > >  


Now you can Read Only. Login to post messages
Email ID:
Password:
Remember me on this computer
frds

Posted by: Mr. Kiran Kumar Jonnalagadda At: 16, Dec 2004 9:19:36 PM IST
Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon Har Ek Pal Meri Kahani Hai Har Ek Pal Meri Hasti Hai Har Ek Pal Meri Jawaani Hai Rishton Ka Roop Badalta Hai, Buniyaden Khatam Nahin Hoti Khwaabon Ki Aur Umango Ki, Miyaden Khatam Nahin Hoti Ek Phool Mein Tera Roop Basa Ek Phool Mein Meri Jawaani Hai Ek Chehra Teri Nishaani Hai, Ek Chehra Meri Nishaani Hai Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon... Tujhko Mujhko Jeevan Amrit, Ab In Haathon Se Peena Hai Inki Dhadkan Mein Basna Hai, Inki Saanson Mein Jeena Hai Tu Apni Adaaen Baksh Inhen Maein Apni Wafaen Deta Hoon Jo Apne Liye Sochi Thi Kabhi, Woh Saari Duaen Deta Hoon Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon...

Posted by: UK At: 16, Dec 2004 8:50:12 PM IST
Chalo dildaar chalo Chaand ke paar chalo Hum hai tayaar chalo Chalo dildaar chalo Chaand ke paar chalo Hum hai tayaar chalo Aao kho jaaye sitaaron mein kahin Hum hai tayaar chalo Aao kho jaaye sitaaron mein kahin Chhod de aaj yeh duniya yeh zameen Duniya yeh zameen Chalo dildaar chalo Chaand ke paar chalo Hum hai tayaar chalo Hum nashe mein hai sambha lo hamein tum Hum hai tayaar chalo Hum nashe mein hai sambha lo hamein tum Neend aati hai jaga lo hamein tum Jaga lo hamein tum Chalo dildaar chalo Chaand ke paar chalo Hum hai tayaar chalo Oh oh, oh oh, oh oh oh, oh oh oh Oh oh oh, oh oh, oh oh oh Zindagi khatm bhi ho jaaye agar Zindagi khatm bhi ho jaaye agar Na kabhi khatm ho ulfat ka safar Ulfat ka safar Chalo dildaar chalo Chaand ke paar chalo Hum hai tayaar chalo Chalo dildaar chalo Chaand ke paar chalo Hum hai tayaar chalo Chalo dildaar chalo Chaand ke paar chalo Hum hai tayaar chalo ...................... ...................... ....................

Posted by: UK At: 15, Dec 2004 7:03:53 PM IST
Ek Ajnabi Hasina Se Yoon Mulaqaat Ho Gayi Phir Kya Hua, Yeh Na Poocho Kuch Aisi Baat Ho Gayi Ek Ajnabi Hasina Se Yoon Mulaqaat Ho Gayi... Woh Achaanak Aa Gayi Yoon Nazar Ke Saamne Jaise Nikal Aaya Ghata Se Chaand Chehre Pe Zulfein Bikhri Hui Theen Din Mein Raat Ho Gayi Ek Ajnabi Hasina Se Yoon Mulaqaat Ho Gayi... Jaane Man Jaane Jigar Hota Maein Shaayar Agar Kehta Ghazal Teri Adaaon Par Maine Yeh Kaha To Mujhse Khafa Woh Jaane Hayat Ho Gayi Ek Ajnabi Hasina Se Yoon Mulaqaat Ho Gayi... Khoobsurat Baat Yeh Chaar Pal Ka Saath Yeh Saari Umar Mujhko Rahega Yaad Maein Akela Tha Magar Ban Gayi Woh Humsafar Woh Mere Saath Ho Gayi Ek Ajnabi Hasina Se Yoon Mulaqaat Ho Gayi...

Posted by: UK At: 3, Dec 2004 1:45:30 PM IST
Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua Tumse pyaar hua Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua Tumse pyaar hua Chhaayi hai betaabi Meri jaan, kaho main kya karoon Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua Tumse pyaar hua Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua Tumse pyaar hua Oh, kho gaya main khayaalon mein Ab neend bhi nahin aankhon mein Karvatein bas badalta hoon Ab jaagta hoon main raaton mein Ab doori na sehni, har lamha kehta hai Na jaane haal mera aisa kyoon rehta hai Main deewana tera ban gaya jaane jaana Main fasaana tera ban gaya jaane jaana Haseena gori gori, churaaya chori chori Churaaya dil chori chori chori chori chori Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua Tumse pyaar hua Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua Tumse pyaar hua Aarzoo hai mere sapnon ki Baitha rahoon teri baahon mein Sirf tu mujhe chaahe ab Itna asar ho meri aahon mein Tu keh de haske to tod doon main rasmon ko Marke bhi na bhooloon main teri kasmon ko Main to aaya hoon yahan pe bas tere liye Tera tan mann sab hai mere liye Hai kya haseen nazaara, sama hai pyaara pyaara Gale laga le yaara yaara yaara yaara yaara Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua Tumse pyaar hua Chhaayi hai betaabi Meri jaan, kaho main kya karoon Kya karoon, kya karoon, kya karoon

Posted by: UK At: 2, Dec 2004 9:21:37 AM IST
Pal pal dil ke paas tum rehthi ho Jeevan meethi pyaas yeh kehthi ho Pal pal dil ke paas tum rehthi ho Har shyaam aankhon par tera aanchal laheraaye Har raath yaadon ki baaraath le aaye Main saans leta hoon teri khushboo aathi hai Ek maheka maheka sa paigaam laathi hai Mere dil ki dhadkan bhi tere geet gaathi hai Pal pal dil ke paas tum rehthi ho Kal tujhko dekha tha maine apne aangan mein Jaise keh rahi thi tum mujhe baandh lo bandhan mein Yeh kaisa rishtha hai, yeh kaise sapne hai Begaane hokar bhi kyoon lagthe apne hai Main soch mein rehta hoon darr darrke kehtha hoon Pal pal dil ke paas tum rehthi ho Tum sochogi kyoon itna main tumse pyaar karoon Tum samjhogi deewana main bhi ikraar karoon Deewaanon ki yeh baatein deewaane jaanthe hain Jalne mein kya maza hai parwaane jaanthe hain Tum yunhi jalaate rehna aa aakar khwaabon mein Pal pal dil ke paas tum rehthi ho Jeevan meethi pyaas yeh kehthi ho Pal pal dil ke paas tum rehthi ho

Posted by: UK At: 30, Nov 2004 11:22:21 PM IST
Zindagi jab bhi teri bazm mein laathi hai hamen Ye zamin chaand se behathar nazar aathi hai hamen Surkh phoolon se mahak uthaathi hain dil ki rahen Din dhale yun teri aawaaz bulaathi hai hamen Yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se Raat ke pichhale prahaar roz jagaathi hai hamen Har mulaqat ka anjaam judaai kyun hai Ab tho har waqth yahi baat sathaathi hai hamen

Posted by: UK At: 29, Nov 2004 5:01:51 PM IST
Aksar Tanhayi Mein Is Dil Ne Pukara Yeh Soch Ke Hum Ne To Har Lamha Guzara Tha Jaanejaan Kehna Tha Aap Se Kash Aap Hamare Hote Kash Aap Hamare Hote Aksar Tanhayi Mein Is Dil Ne Pukara Yeh Soch Ke Hum Ne To Har Lamha Guzara Tha Jaanejaan Kehna Tha Aap Se Kash Aap Hamare Hote Kash Aap Hamare Hote Saamne Baith Ke Is Chehre Ka Deedar Kare Ho Saamne Baith Ke Is Chehre Ka Deedar Kare Yeh Tamanna Ke Tumhe Chaahe Tumhe Pyaar Kare Dil Hi Dil Mein Tumko Hum Pyaar Bahut Karte The Yeh Bhi Sach Hai Ke Zamane Se Bahut Darrte The Chaahat Ki Armaan Tha Pyaas Thi Kash Aap Hamare Hote Kash Aap Hamare Hote Phool Sehra Mein Mushkilon Se Khila Karta Hai Phool Sehra Mein Mushkilon Se Khila Karta Hai Aisa Mehboob Naseebo Se Mila Karta Hai Mil Gaye Tum Jo Hume Ab Rabb Se Maange Kya Ho Apni To Hai Yeh Dua Ho Kabhi Hum Na Juda Bechaini Kehti Thi Raat Din Kash Aap Hamare Hote Ho Kash Aap Hamare Hote Aksar Tanhayi Mein Is Dil Ne Pukara Yeh Soch Ke Hum Ne To Har Lamha Guzara Tha Jaanejaan Kehna Tha Aap Se Kash Aap Hamare Hote Kash Aap Hamare Hote

Posted by: UK At: 28, Nov 2004 1:40:29 PM IST
Saawan ka mahina pawan kare sorrr Saawan ka mahina pawan kare shorrr Mmmmmmm Mmmmm, pawan kare sorrr Pawan kare shorrrrrrr Arre baba shor nahin, sorrr sorrr sorrr Pawan kare sorrrrrrr Haan, jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr Saawan ka mahina pawan kare sorr Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr Saawan ka mahina pawan kare sorr Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr Rama gajab dhaaye yeh purvaiyaan Naiya sambhaalo kit khoye ho khivaiyaan Rama gajab dhaaye yeh purvaiyaan Naiya sambhaalo kit khoye ho khivaiyaan Purvaiyaan ke aage chale na koi zorr Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr Oh, Saawan ka mahina pawan kare sorr Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr Maujva kare kya jaane humko ishaara Jaana kahan hai poochhe nadiya ki dhaara Maujva kare kya jaane humko ishaara Jaana kahan hai poochhe nadiya ki dhaara Marzi hai tumhaari le jaao jis orr Jiyara re jhoome re aise re jaise banma naache morr Oh, Saawan ka mahina pawan kare sorr Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr Jinke balam bairi gaye hai bidesava Aayi hai leke unke pyaar ka sandesava Kaali matwaali ghataaein ghanghor Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr Saawan ka mahina pawan kare sorr Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr Jiyara re jhoome re aise re jaise banma naache morr

Posted by: UK At: 27, Nov 2004 1:19:01 PM IST
Ae mere humsafar, ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki Ae mere humsafar, ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega thoofan Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan Kaise naa milegi manzil pyaar ki Ae mere humsafar, ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoomke kadam ek baar Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoom ke kadam ek baar Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar Roke kab ruki hai manzil pyaar ki Ae mere humsafar, ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki Ae mere humsafar, ek zara intezaar Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki

Posted by: UK At: 22, Nov 2004 3:11:13 PM IST
  Page: 1 of 4   Next > >  
 
Advertisements
Advertisements
Advertisements
Beauty and Skin Care
For all your favorite branded products of Beauty, Skin Care, Perfumes, Makeup and more!
News
Headline News
Cinema News
Business
Special Stories
Devotion
NRI News
Social Media
Facebook
Movie Gallery
Devotional Gallery
Twitter
Photo Galleries
News Gallery
Cinema Gallery
Beauty Gallery
Fashion Gallery
Sports Gallery
Travel Gallery
Devotion
Classifieds
Jobs
Real Estate
Automobile
Personals

Search TeluguPeople.com

(C) 2000-2025 TeluguPeople.com, All Rights Reserved.