Discussion on Love in General Forum at TeluguPeople.com
TeluguPeople
  are the trend-setters

 
General Forum: Love
Gaana hotho aisi.....
  Page: 1 of 2   Next > >  


Now you can Read Only. Login to post messages
Email ID:
Password:
Remember me on this computer
Jo vaada kiya woh nibhaana padega Roke zamaana chaahe roke khudaai Tumko aana padega Tarasthi nigaahon ne aawaz dee hai Mohabbat ki aahon ne awaaz dee hai Jaane hayaa jaane adaa chodo tarsaana Tumko aana padega Ye maana hamein jaan se jaana padega Par ye samajh lo tumne jab jhi pukaara Humko aana padega... Hum apni wafaa pe na ilzaam lenge Tumhe dil diya hai tumhe jaan bhi denge Jab ishq ka sauda kiya, phir kya ghabraana Humko aana padega Chamakthe hain jab tak yeh chaand aur taare Na tootenge ab keh do paimaan hamaare Ek doosra jab de sadaa hoke dewaana Humko Aana Padega

Posted by: UK At: 13, Dec 2006 10:03:03 AM IST
No, it iz UK from Khammam-Dist...LOLz

Posted by: UK At: 13, Dec 2006 9:32:23 AM IST
are umakantha fom Nalgomda???

Posted by: Sigalo Malli At: 13, Dec 2006 9:25:53 AM IST
Mmm Mmm Mmm Mmmm la la la la Hey hey hey hey ah ha Subhaan allaah subhaan allah subhaan allah Subhaan allaah subhaan allah subhaan allah Valle valle Valle valle Valle valle Chaand sifaarish jo karta hamari detha woh tumko batha Sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain humko khatha Ziddh hain ab toh hain khud ko mitaana hona hain tujhmein fanaa Chaand sifaarish jo karta hamari detha woh tumko batha Sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain humko khata Valle valle Valle valle Teri adaa bhi hain jhonke wali chhu ke gujar jaane de Teri lachak hain ke jaise daali dil mein utar jaane de Aaja baahon mein karke bahana hona hain tujhmein fanaa Chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata Sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain humko khata Subhaan allaah subhaan allah subhaan allah Subhaan allaah subhaan allah subhaan allah hain jo iraaden bata doon tumko sharma hi jaaogi tum Dhadakanen jo suna doon tumko ghabraa hi jaaogi tum Humko aata nahi hain chhupaana hona hain tujhmein fanaa Chaand sifarish jo karta hamari deta woh tumko bata Sharm-o-haya pe parde gira ke karni hain hamko khata Ziddh hain ab toh hain khud ko mitana hona hain tujhmein fanaa (Waha waa Waha waa...)

Posted by: UK At: 13, Dec 2006 9:22:56 AM IST
Cool links Kiran. Thanks :)

Posted by: Nishigandha At: 9, Nov 2006 11:42:12 PM IST
Yep Kiran...I will go on postin my Fav songz & go on postin the linkz for thoze @ YouTube... Anyhw, thanx again...

Posted by: UK At: 9, Nov 2006 10:38:00 PM IST
Oh! wowwwww Kiran....Thanx... (We can download all theze songs from Mozilla Browser with an Add-on...) Thanx anyhw...

Posted by: UK At: 8, Nov 2006 9:19:44 PM IST
Ghar se nikalthe he, kuch door chalthe he Raste main hai uska ghar, kal subah dekha tho Baal banaathi vo, khidki main aayi nazar Ghar se nikalthe he, kuch door chalthe he Raste main hai uska ghar, kal subah dekha tho Baal banaathi vo, khidki main aayi nazar Ghar se nikalte hi... Masoom chehra, neechi nigaahain Bholi se ladki, bholi adaayen Jo apsara hai, na vo pari hai Lekin yeh uski, jadoogari hai Deewana kar de vo, ek rang bhar de vo Sharma ke dekhe jidhar Ghar se nikalte he... Kartha hoon uski, ghar ke main phere Hasne lage hain, ab dost mere Sach kah raha hoon, uski ki kasam hai Main phir bhi khush hoon, buss ek gam hai Jisse pyaar kartha hoon, main jispe martha hoon Usko nahi hai khabar. Ghar se nikalte he... Ladki hai jaise, koi paheli Kal jo mili mujhko, uski saheli Maine kaha usko, jaake yeh kahna Achha nahi hai, yoon door rahna Kal shaam nikle vo, Ghar se tahelne ko Milna jo chaahe agar Ghar se nikalte he....

Posted by: UK At: 8, Nov 2006 8:10:23 PM IST
Chhodo kal ki baathein, kal ki baat puraani Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani Hum hindustani, hum hindustani Chhodo kal ki baathein, kal ki baat puraani Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani Hum hindustani, hum hindustani Aaj puraani zanjeeron ko thod chuke hain Kya dekhe uss manzil ko jo chhod chuke hain Chaand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana Naye jagat se hum bhi naata jod chuke hain Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani Hum hindustani hum hindustani Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani Hum hindustani, hum hindustani Aao mehnat ko apna imaan banaaye Apne haathon ko apna bhagwaan banaaye Ram ki is dharti ko gautam ki bhoomi ko Sapnon se bhi pyaara hindustan banaaye Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani Hum hindustani hum hindustani Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani Hum hindustani, hum hindustani Har zarra hai moti, aankh uthaakar dekho Maati mein sona hai, haath badhaakar dekho Sone ki yeh ganga hai, chaandi ki yamuna Chaaho to patthar pe dhaan ugaakar dekho Naya khoon hai, nayi umangein, ab hai nayi jawaani Hum hindustani, hum hindustani Chhodo kal ki baatein, kal ki baat puraani Naye daur mein likhenge milkar nayi kahaani Hum hindustani, hum hindustani Hum hindustani, hum hindustani...

Posted by: UK At: 18, Oct 2006 8:50:38 PM IST
:)) LOLz...

Posted by: UK At: 18, Oct 2006 8:48:09 PM IST
  Page: 1 of 2   Next > >  
 
Advertisements
Advertisements
Advertisements
Beauty and Skin Care
For all your favorite branded products of Beauty, Skin Care, Perfumes, Makeup and more!
News
Headline News
Cinema News
Business
Special Stories
Devotion
NRI News
Social Media
Facebook
Movie Gallery
Devotional Gallery
Twitter
Photo Galleries
News Gallery
Cinema Gallery
Beauty Gallery
Fashion Gallery
Sports Gallery
Travel Gallery
Devotion
Classifieds
Jobs
Real Estate
Automobile
Personals

Search TeluguPeople.com

(C) 2000-2025 TeluguPeople.com, All Rights Reserved.