
|
|

General Forum: Love | Dedications | |
| " lagne lage ho tum kitne pyaare
hone lage hum to dil se tumhaare
lagne lage ho tum kitne pyaare
hone lage hum to dil se tumhaare
tum bhi sanam pyaar karlo
thoDa ikraar yaar kar lo kar lo na aayi sanam
lagne lage ho tum kitne pyaare
hone lage hum to dil se tumhaare
lagne lage ho tum kitne pyaare
hone lage hum to dil se tumhaare
tum bhi sanam pyaar karlo
thoDa ikraar yaar kar lo kar lo na aayi sanam
tum ne diya dil ko dard-e-jigar dard-e-jigar
nazron me bas tum ho aatho pehar aatho pehar
har vaqt dhadkan bhi tumko pukare
hone lage hum to dil se tumhare
tum bhi sanam pyaar karlo
thoDa ikraar yaar kar lo kar lo na aayi sanam
tum ne churaaya hain mera karaar mera karaar
tum ne kiya dil ko be-ikhtiyaar be-ikhtiyaar
samjha karo janam mere ishaaire
hone lage hum to dil se tumhare
tum bhi sanam pyaar karlo
thoda ikraar yaar kar lo kar lo na aayi sanam
lagne lage ho tum kitne pyaare
hone lage hum to dil se tumhaare
lagne lage ho tum kitne pyaare
hone lage hum to dil se tumhaare
tum bhi sanam pyaar karlo
thoDa ikraar yaar kar lo kar lo na aayi sanam "
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 11, Jan 2006 7:48:50 AM IST you mean email or a regular hand written letter? @likhe jo khat tujhe :p
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 11, Jan 2006 7:35:50 AM IST Thank You :-) nahin mujhe kuchch problem nahin hai, I was just amazed at your thought of shopping while dancing :-(
~~~
ho goriyaa re...ho goriyaa re
tere aane se saz gayi humari ye TooTi phooTi naav
tere aane se saz gayi humari ye TooTi phooTi naav
naiyaa to humaaraa ghar aanganaa
iss se hi paanaa aur maangnaa
geharii nadi ka kor na chhoDa
leharen sajaa re manavaa me jor
ho goriyaa re...ho goriyaa re
tere aane se saz gayi humari ye TooTi phooTi naav
tere aane se saz gayi humari ye TooTi phooTi naav
apanaa to nit ye hi kaam hai
aane jaane vaalon ko salaam hai
kabhi kabhi aanaa is naav me
ek ghar teraa hai mere gaanv me
ho goriyaa re...ho goriyaa re
tere aane se saz gayi humari ye TooTi phooTi naav
tere aane se saz gayi humari ye TooTi phooTi naav
ho goriyaa re...ho goriyaa re
tere aane se saz gayi humari ye TooTi phooTi naav
tere aane se saz gayi humari ye TooTi phooTi naav
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Jan 2006 5:59:03 AM IST " teraa cheharaa mujhe gulaab lage
dono aalam me laajawaab lage
din ko dekhun to aaftaab lage
shab ko dekhun to maahataab lage
roz milate ho par nahin milate
aisaa milanaa bhi mujh ko khwaab lage
paDhataa rehataa hun teri soorat ko
teri soorat mujhe kitaab lage
teraa cheharaa mujhe gulaab lage
dono aalam me laajawaab lage
din ko dekhun to aaftaab lage
shab ko dekhun to maahataab lage
teri aankhon ki mastiyaan taubaa
mujh ko chhalaki huyi sharaab lage
jab bhi chamke ghaTa me bijali
mujh ko teraa hi vo shabaab lage
teraa cheharaa mujhe gulaab lage
dono aalam me laajawaab lage
din ko dekhun to aaftaab lage
shab ko dekhun to maahataab lage
tujh ko dekhun to kis tarah dekhun
rukh pe kiraNon ke sau naqaab lage
pyaar shaayad isee ko kehate hain
ek mujh se hi kyun hijaab lage
teraa cheharaa mujhe gulaab lage
dono aalam me laajawaab lage
din ko dekhun to aaftaab lage
shab ko dekhun to maahataab lage "
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 8, Jan 2006 7:01:59 PM IST Both Salsa n Tango are my fav, so koyi bhi chalega...uffffo, tum aur tumhaari shopping...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 8, Jan 2006 6:48:11 PM IST haan haan aaz to poora din dance hi karne ka hai, aa jaavo saat me naachenge beech bazaar ...haha
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 8, Jan 2006 1:32:34 AM IST Partner, "tum sa nahin dekha" :p do you remember Shammi's histrionics in this song? :)
~~~
"yun to hum ne laakh hanseen dekhe hain
tum saa nahi dekhaa ho tum saa nahin dekhaa"
uuf ye nazar uuf ye adaa kaun na aab hogaa fidaa
zulfen hain yaa badaliyaan aankhen hain yaa bijaliyaan
jaane kis kiski aayegi sazaa
"yun to hum ne laakh hanseen dekhe hain
tum saa nahi dekhaa ho tum saa nahin dekhaa"
tum bhi hanseen rut bhi hanseen
aaz ye dil bas me nahin raaste khaamosh hain
'dhaDakanen madahosh hain piye bin aaz humen chaDhaa hain nashaa'
"yun to hum ne laakh hanseen dekhe hain
tum saa nahi dekhaa ho tum saa nahin dekhaa"
tum na agar bologe sanam mar to nahin jaayenge hum
kyaa pari yaa hoor ho itanee kyun magaroor ho
maan ke to dekho kabhi kiseekaa kahaa
"yun to hum ne laakh hanseen dekhe hain
tum saa nahi dekhaa ho tum saa nahin dekhaa"
"yun to hum ne laakh hanseen dekhe hain
tum saa nahi dekhaa ho tum saa nahin dekhaa"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 7, Jan 2006 7:12:45 PM IST 'shabaab par hai jawaani' is from Pankaj Udhas's "Aafreen" album :) kabhi suna nahin tum ne ye album? bohut badiya album hai..."ishq nachaaya jis ko yaar, vo naache beech bazaar" :)
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 7, Jan 2006 7:05:29 PM IST " ye bejaan cheezon ki kee thi namaayish
ye vunche ye kaliyaan ye taaren haTaa do
jahan se guzarna hai uus mehjabeen ko
vahan mere seene ki dhaDkan bichaa do
shabaab par hai jawaani nazar lage na kahin
shabaab par hai jawaani nazar lage na kahin
bane na koyi kahaani nazar lage na kahin
shabaab par hai jawaani nazar lage na kahin
nazar Tahartee nahin vo shabaab paaya hai
nazar Tahartee nahin vo shabaab paaya hai
nazar Tahartee nahin vo shabaab paaya hai
bahaar bharti hai paani nazar lage na kahin
bahaar bharti hai paani nazar lage na kahin
bane na koyi kahaani nazar lage na kahin
bane na koyi kahaani nazar lage na kahin
shabaab par hai jawaani nazar lage na kahin
andheri raat me raahon pe yun na nikalaa kar
andheri raat me raahon pe yun na nikalaa kar
andheri raat me raahon pe yun na nikalaa kar
andheri raat me raahon pe yun na nikalaa kar
tu chaandini ki hai raaNi nazar lage na kahin
bane na koyi kahaani nazar lage na kahin
shabaab par hai jawaani nazar lage na kahin
dhanak sitaaren ghaTa roshni sabaa khushboo
dhanak sitaaren ghaTa roshni sabaa khushboo
dhanak sitaaren ghaTa roshni sabaa khushboo
ye sab hai teri nishaani nazar lage na kahin
ye sab hai teri nishaani nazar lage na kahin
bane na koyi kahaani nazar lage na kahin
shabaab par hai jawaani nazar lage na kahin
bane na koyi kahaani nazar lage na kahin
shabaab par hai jawaani nazar lage na kahin
nazar lage na kahin ..."
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 6, Jan 2006 11:30:29 PM IST jhukee jhukee si nazar beqaraar hai ki nahin
dabaa dabaa saa sahin dil me pyaar hai ki nahin
tu apane dil ki jawaan dhaDakanon ko gin ke bataa
meri tarah teraa dil beqaraar hai ki nahin
dabaa dabaa saa sahin dil me pyaar hai ki nahin
jhukee jhukee si nazar beqaraar hai ki nahin
dabaa dabaa saa sahin dil me pyaar hai ki nahin
vo pal ke jis me mohabbat jawaan hoti hai
uus ek pal ka tujhe intezaar hai ki nahin
dabaa dabaa saa sahin dil me pyaar hai ki nahin
jhukee jhukee si nazar beqaraar hai ki nahin
dabaa dabaa saa sahin dil me pyaar hai ki nahin
teri ummeed pe Thukaraa rahaa hun duniyaa ko
tujhe bhi apane pe ye aitbaar hai ki nahin
dabaa dabaa saa sahin dil me pyaar hai ki nahin
jhukee jhukee si nazar beqaraar hai ki nahin
dabaa dabaa saa sahin dil me pyaar hai ki nahin
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 30, Dec 2005 2:59:14 AM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|