
|
|

General Forum: Poetry | Ek sher arj kiya hai .... | |
| kAYEE bAAr kIsI nE pAtA mUJHsE pOOcHA mErI tAQdEEr kA
mErI mOHAbbAt kE kOrE kAAgAZ pAr bAnI HUYI tAsvEEr kA
nA bAtAA sAkA HUn AUr nA HI KHUd jAAn sAkA HUn mAIn
rAng UUn gOrE HAAtHOn mE mErE IsHQ kI lAkEEr kA
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 5, Mar 2005 2:16:04 AM IST tUm nE YE gHOOnGHAt jO sAjAA rAKHA HAI
JAltI mOHAbbAt kO jIndA dAFnA dIYA HAI
UTHAAnA IIs gHOOnGHAt kO HUmAArE pYAAr mE
mAr jAAnA cHAAHtE HAIn AAb tErI IIN bAAHOn mE
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 5, Mar 2005 0:44:04 AM IST Ghar se Nikle to ho, Sochaa bhi Kidhar Jaaogey,
Har Taraf Tez hawayein hain Bikhar Jaaogey!
Posted by: Murali za az At: 4, Mar 2005 9:06:14 PM IST sHOlAA-E-IsHQ sAr-E-ArsH kO jAb cHOOnE lagAA
UUDH gAYI vO mErE sEEnE sE sHArAArAA bAn kAr
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 4, Mar 2005 6:34:50 PM IST HAdh kI HAdh sE gUZArnA kOYI AAp sE sEEKHE
YUn mOHAbbAt mE jAAn lUtAAnA kOYI AAp sE sEEKHE
HUm tO dIl dEkE BHI AAp kE HO nA sAkE
dIl sE dIl kO cHUrAAnA kOYI AAp sE sEEKHE
YE jO sHEEsHA-E-dIl cHUrAAYA HAI AApnE
IIs dIl kO sAmBHAlnA kOYI AAp sE sEEKHE
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 4, Mar 2005 2:45:02 AM IST Kal Mila Waqt tho Zulfain Teri Suljha Doonga
Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main
Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain
Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main
Posted by: Murali za az At: 3, Mar 2005 9:13:15 PM IST lO HUm nE dUnIYA sE gUm nA bAAnTnE kE lIYE kAHA dOstOn sE nAHIn
YE dOst dUnIYA mE kAHAn rEHtE YE rEHtE HAIn HUmAArE dIl mE
~~~
You have good evening too, Si-taara.
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Mar 2005 4:18:31 AM IST ZIndAgI mE HAIn KHUsHI AUr gUm dHOOp AUr cHAAnv jAIsE
nIYAt HAI YE HUmAArI bAAnTlO dUnIYAA sE ApnI HAr kUsHI
pAr gUm kO sEH lO AkElA YE dAUlAt kOYEE bAAnTnEWAAlI cHEEZ nAHIn
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Mar 2005 3:44:40 AM IST nA HUm nE kUcHH sAmJHA nA HUmEn kUcHH pAtA
mOHAbbAt kE YAAd mE HUm YUn HI kUcHH lAbZ bOl dIYE
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Mar 2005 3:01:59 AM IST tute dil ki hasraton ka dil main basera rahega
aankh meri jo royegi to dard tera rahega
kuch is tarah samaya hai rag rag main tera pyar
ankhari saans rahane tak labon pe tera naam rahega
Posted by: Murali za az At: 3, Mar 2005 1:42:11 AM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|