Discussion on Love in General Forum at TeluguPeople.com
TeluguPeople
  are the trend-setters

 
General Forum: Love
Dedications
< < Previous   Page: 15 of 118   Next > >  


Now you can Read Only. Login to post messages
Email ID:
Password:
Remember me on this computer
okie @dance?

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 27, Sep 2005 11:27:44 PM IST
:) @staring...ab kya bolun :p

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 27, Sep 2005 11:02:22 PM IST
of course I know not only your next one but your next 5 moves tabhi to tum humesha mere haath me chess game haar jaati ho ;)

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 27, Sep 2005 9:56:22 PM IST
auron ke mujhe pataa nahin, but to me you are so predictable :p

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 27, Sep 2005 9:36:10 PM IST
"ab kya misaal dun" is from the movie "Aarti"...@gardan, phir "choo le kadam" to 'chacolate' jaisa sunaa diya hoga na? :p

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 27, Sep 2005 9:09:59 PM IST
aab kya misaal doon main tumhaare shabaab ki insaan ban gayi hai kiraN maahtaab ki aab kya misaal doon... chehare me gul gaya hai haseen chandini ka noor aankhon me hai chaman ki jaWaan raaat ka suroor "gardan hai ek jhuki huyi Daali...Daali gulaab ki" aab kya misaal doon main tumhaare shabaab ki aab kya misaal doon... "gesun khule to shaam ke dil se dhuvaan vuTe choo le kadam to jhuk ke na phir aasmaan uThe sau baar jhilmilaayen shamaa...shamaa aftaab ki" aab kya misaal doon... deeWaaron dar ka rang ye aanchal ye pair haNN ghar ka mere charaag hai booThaa sa ye badan tasveer ho tum hi mere jannat ke jannat ke kwaab ki aab kya misaal doon main tumhaare shabaab ki insaan ban gayi hai kiraN maahtaab ki aab kya misaal doon...

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 27, Sep 2005 6:54:24 PM IST
baaghon me...baaghon me kaise ye phool khilte hain ho khilte hain khilte hain bhanwaron se jab phool milte hain ho milte hain baaghon me rangeLi rutu aake rang deti hai iinko rangeLi rutu aake rang deti hai iinko nahin sunti koyi hogi choom leti hai iinko phoolon ko... phoolon ko honTon se rang doop milte hain ho milte hain ho ho ho baaghon me... mausam bahaaron ke lagte hain kyun pyaare mausam bahaaron ke lagte hain kyun pyaare hanste hain rote hain kaliyon ke sang taaren kaliyon ke... kaliyon ke khilne se dil bhi khilte hain ho khilte hain baaghon me... achcha aab tum bol aisa kab hotaa hai achcha aab tum bol aisa kab hotaa hai baDe vo ho mat cheDo aisa tab hotaa hai jab tere... "jab tere nayanon se mere nayan milte hain ho milte hain" baaghon me... baaghon me kaise ye phool khilte hain ho khilte hain khilte hain bhanwaron se jab phool milte hain ho milte hain baaghon me...

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 27, Sep 2005 1:01:58 AM IST
aanchal me saja lena kaliyaan julfon me sitaaren bhar lena aise hi kabhi jab shaam Dhale tab yaad humen bhi kar lena aanchal me saja lena kaliyaan... aaya tha yahan be gaana sa...aaya tha yahan be gaana sa chal doonga kahin diwaana sa...chal doonga kahin diwaana sa deewaane ki khaatir tum koyi ilzaam na apne sar lena aise hi kabhi jab shaam Dhale tab yaad humen bhi kar lena aanchal me saja lena kaliyaan... rasta jo mile anjaan koyi...rasta jo mile anjaan koyi aa jaaye agar toofan koyi...aa jaaye agar toofan koyi apne ko akela jaan ke tum aankhon me na aansun bhar lena aise hi kabhi jab shaam Dhale tab yaad humen bhi kar lena aanchal me saja lena kaliyaan julfon me sitaaren bhar lena aanchal me saja lena kaliyaan...

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 20, Sep 2005 8:47:27 PM IST
khoya khoya chaand khulaa aasmaan aankhon me saari raat jaayegi tum ko bhi kaise neend aayegi ho khoya khoya chaand khulaa aasmaan aankhon me saari raat jaayegi tum ko bhi kaise neend aayegi ho khoya khoya chaand masti bhari haWa jo chali masti bhari haWa jo chali khil khil gayi ye dil ki kali maN ki gali me hai khalbali ke unko to bulaavo ho khoya khoya chaand khulaa aasmaan aankhon me saari raat jaayegi tum ko bhi kaise neend aayegi ho khoya khoya chaand taaren chale nazaaren chale taaren chale nazaaren chale sang sang mere vo saare chale chaaron taraf ishaare chale kisi ke to ho jaao ho khoya khoya chaand khulaa aasmaan aankhon me saari raat jaayegi tum ko bhi kaise neend aayegi ho khoya khoya chaand aisi hi raat bheegi si raat aisi hi raat bheegi si raat haathon me haath hote vo saath ke lete unse dil ki yeh baat ab to na sataao ho khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon me saari raat jaayegi tum ko bhi kaise neend aayegi oh oh khoya khoya chaand "hum miT chale jin ke liye hum miT chale hai jin ke liye bin kuch kahen vo chup chup rahe koi zara ye unse kahen na aise aazmaavo" ho khoya khoya chaand khula aasmaan aankhon me saari raat jaayegi tum ko bhi kaise neend aayegi ho khoya khoya chaand khoya khoya chaand khoya khoya chaand khoya khoya chaand khoya khoya chaand khoya khoya chaand

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 20, Sep 2005 0:01:27 AM IST
mujhe pyaar ki zindagi denewaale kabhi gum na dena khushi denevaale mujhe pyaar ki zindagi denewaale kabhi gum na dena khushi denevaale mujhe pyaar ki zindagi denewaale... mohabbat ke vaade bhulaa to na doge kahin mujh se daaman chhuDaa to na doge mohabbat ke vaade bhulaa to na doge kahin mujh se daaman chhuDaa to na doge mere dil ki duniya hai tere hawaale "zamaane me tum se nahin koyi pyaara ye jaan bhi tumhaari ye dil bhi tumhaara jo na ho yakeen to kabhi aazmaa le" mujhe pyaar ki zindagi denewaale kabhi gum na dena khushi denevaale bharosa hai hum ko mohabbat pe teri to phir hans ke dekho nigaahon me meri ye Dar hai zamaana judaa kar na Daale mujhe pyaar ki zindagi denewaale kabhi gum na dena khushi denevaale mujhe pyaar ki zindagi denewaale

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 16, Sep 2005 7:23:17 PM IST
< < Previous   Page: 15 of 118   Next > >  
 
Advertisements
Advertisements
Advertisements
Beauty and Skin Care
For all your favorite branded products of Beauty, Skin Care, Perfumes, Makeup and more!
News
Headline News
Cinema News
Business
Special Stories
Devotion
NRI News
Social Media
Facebook
Movie Gallery
Devotional Gallery
Twitter
Photo Galleries
News Gallery
Cinema Gallery
Beauty Gallery
Fashion Gallery
Sports Gallery
Travel Gallery
Devotion
Classifieds
Jobs
Real Estate
Automobile
Personals

Search TeluguPeople.com

(C) 2000-2025 TeluguPeople.com, All Rights Reserved.