
|
|

|
General Forum: Love | | **Hindi Antyakshari*** | |
| ye chaand saa roshan cheharaa,
zulfon kaa rang sunaharaa
ye jhiil sii niilii aaNkhen,
koI raaz hai inamen gaharaa
taariif karuuN kyaa usakii,
jisane tumhen banaayaa
taariif karuun kyaa usakii,
jisane tumhen banaayaa ...
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 25, Oct 2004 9:54:29 PM IST Kajra mohabbat waala
ankhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haai re main teri qurbaan
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 25, Oct 2004 9:04:08 PM IST Na chaahoon sona chaandi,
na chaahoon heera moti
Yeh mere kis kaam ke
Na maangoon bangla baadi,
na maangoon ghoda gaadi
Yeh to hain bas naam ke
Deti hai dil de badle mein dil ke
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 25, Oct 2004 8:51:24 PM IST Ghanan ghanan ghanan
Ghanan ghanan ghir ghir aaye badra
Ghane ghan ghor kaare chhaye badra
Dhamak dhamak goonje badra ke danke
Chamak chamak dekho bijuriya chamke
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 25, Oct 2004 8:37:20 PM IST ye fizaaye…hey..sun lo gaaye
Zindagi hai haseen aur jawaan
Har lamha hai meherbaan,
har pal hai khushi
Paa hi gaya ye kaarvaan,
manzil pyaar ki
hai JVL !
go on polishing
you will shine
practise makes perfect
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 25, Oct 2004 8:26:22 PM IST Ayya baaboyi Vinayakam gaaru, mee speed ki memu thattukoleka pothunnamu. Nenu okati post chesi refresh kotte lopale mee post vacchesthondhi. Even Mrs. Shakti gaaru kooda pichha fast unnaru. Great andi ee age lo intha speed, I mean burra chaala fast gaa undhi sir. naadhi ee age key moddhu baari poyindhi ani naaa doubt :)
"Gore gore mukhde pe kaala kaala chashma
Arey Gore gore mukhde pe kaala kaala chashma
Tohbaa khudaa khair kare khoob hai karishmaa
khoob hai karishma aa"
Posted by: Janakiram Lakkapragada At: 25, Oct 2004 7:28:06 PM IST na jaao saiyyaa, chhudaa ke baiyyaa
kasam tumhaare mai ro padoongi
machal rahaa hai suhaag meraa
jo tum naa honge, to kyaa karungi
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 25, Oct 2004 4:52:42 PM IST tum bin jiivan kaise biitaa,
puuchho mere dil se, puuchho mere dil se
saavan ke din aae, biitii yaade.n laae
kaun jhukaakar aa.Nkhe.n, mujhako paas biThaae
kaisaa thaa pyaaraa ruup tumhaaraa,
puuchho mere dil se, puuchho mere dil se
tum bin jiivan ...
Posted by: Mrs. ψ శకి౨ ψ At: 25, Oct 2004 8:13:06 AM IST Yaad kiya dil ne kahaan ho tum
Jhoomti bahaar hai kahaan ho tum
Pyaar se pukaar lo jahaan ho tum
pyaar se pukaar lo jahaan ho tum..
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 25, Oct 2004 7:02:43 AM IST Raahon me unse mulaakaat hoogayee
Rahoon me unse mulakaat hoo gayee
Jise darthey they vahi baath ho gayi..
Thanks Vinayakam gaaru.
Posted by: Janakiram Lakkapragada At: 25, Oct 2004 6:53:08 AM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|