
|
|

General Forum: Love | Jab dil akela ho ♪♪♪ | |
| 'kabhi kabhi mere dil mein khayaal aataa hai
ki zindagi teri zulfon ki narm chhaavon mein
guzarane paati to shaadaab ho bhi sakati thi
ye rang jo gum ki syaahi jo dil pe chaayi hai
teri nazar ki shuaanon mein kho bhi sakati thi
magar ye ho na sakaa...
magar ye ho na sakaa aur aab ye aalam hai
ki tu nahin tera gum, teri justuzu bhi nahin
guzar rahin hai kuchh iis tarah zindagi jaise
iise kisee ke sahaare ki aarzu bhi nahin
'zamaane bhar ke dukhon ko lagaa chukaa hun gale
guzar rahaa hun kuchh anajaani reh-guzaaron se
muheeb saaye meri simaT bharte aate hain
hayaat-o-maut ke par-haal khaar-zaaron se'
na koyi raah, na manzil, na roshnee ka suraag
bhaTak rahin hai andheron mein zindagi meri
inhin andheron mein reh jaavungaa kabhi kho kar
main jaantaa hun mere ham-nafas, magar yun hin
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aataa hai'
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 1, Nov 2006 8:47:43 AM IST aa jaa re...aa jaa re aab meraa dil pukaaraa
ro ro ke gum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa
aa jaa re...aa jaa re aab meraa dil pukaaraa
ro ro ke gum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa
ho ghabaraaye haaye ye dil...ho ghabaraaye haaye ye dil
sapanon me aa ke kabhi mil...sapanon me aa ke kabhi mil
maut meri taraF aane lagi jaan teri taraF jaane lagi
bol shaam-e-judaayi kyaa karen...bol shaam-e-judaayi kyaa karen
aaS mil ne ki taDapaane lagi
aa jaa re...aa jaa re aab meraa dil pukaaraa
ro ro ke gum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa
aap ne beemaar-e-gum ko dekh le ho sake to tu hum ko dekh le
tu ne dekhaa na hogaa ye samaa...tu ne dekhaa na hogaa ye samaa
kaise jaataa hai dam ko dekh le
aa jaa re...aa jaa re aab meraa dil pukaaraa
ro ro ke gum bhi haaraa badnaam na ho pyaar meraa
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Oct 2006 9:55:47 PM IST tum bhi na maano.. main bhi na maanoo
par tum bhi jaano.. par main bhi jaanoo
hai kaam mujhe.. bahut kaam mujhe
lagtaa hai kamii har vakth mujhe...
Posted by: Nishigandha At: 28, Sep 2006 1:46:43 AM IST maaf karo.. chhodo.. chalo.. jaane do yaar
ruswaa karo na.. na na na na
ruswaa karo na.. ha
:))
Posted by: Nishigandha At: 28, Sep 2006 1:18:51 AM IST is it shayri thread?
Posted by: Mr. The Fountainhead (A.K.A Fake ID) At: 28, Sep 2006 1:17:16 AM IST :))
nahin nahin.. abhi nahin
abhi karo intezaar.. chhodo naa
Posted by: Nishigandha At: 28, Sep 2006 0:58:12 AM IST !! Amrapali !!
tumhen yaad karte karte.. jaayegee rain saaree
tum le gaye ho apane.. sang niind bhee humaaree
tumhen yaad karte karte.. jaayegee rain saaree
tum le gaye ho apane.. sang niind bhee humaaree
tumhen yaad karte karte.. jaayegee rain saaree
man hain ke jaa basaa hai.. anajaan yek nagar me
kuchh khojataa hain paagal.. khoyee huyee dagar me
itane bade mahal me.. ghabaraoo main bechaaree
tum le gaye ho apane.. sang niind bhee humaaree
tumhen yaad karte karte.. jaayegee rain saaree
birahaa kee is chitaa se.. tum hee muze nikaalo
jo tum naa aa sako to.. muze swapn mein bulaa lo
muze ayese mat jalaao.. meree pareet hain kawaanree
tum le gaye ho apane.. sang niind bhee humaaree
tumhen yaad karte karte.. jaayegee rain saaree
tum le gaye ho apane.. sang niind bhee humaaree
tumhen yaad karte karte..
tumhen yaad karte karte..
Posted by: Nishigandha At: 28, Sep 2006 0:09:34 AM IST "jab bhi yeh dil udaas hota hai
jaane kaun aas paas hota hai
honT chup chaap bolte ho jab
saans kuch tez tez chalti ho
aankhen jab de rahi ho awaazen
thanDi aanhon may saans jalti ho
thanDi aanhon may saans jalti ho
jab bhi yeh dil udaas hota hai
jaane kaun aas paas hota hai
aankh may tairti hain tasveeren
tera chehra tera khayaal liye
aayene dekhta hai jab mujh ko
ek masoom sa sawaal liye
ek masoom sa sawaal liye
jab bhi yeh dil udaas hota hai
jaane kaun aas paas hota hai
"koyi vaada nahin kiya lekin
kyun tera intezaar rehta hai
be-vajeh jab qarar mil jaaye
dil baDa beqarar rehta hai
dil baDa beqarar rehta hai"
jab bhi yeh dil udaas hota hai
jaane kaun aas paas hota hai
jab bhi yeh dil udaas hota hai
jaane kaun aas paas hota hai"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 27, Jul 2006 11:54:56 PM IST "dil ki zameen pe ek haseen chehra
saanson ke paas hai zindagi ke jaisa
dil ki zameen pe ek haseen chehra
saanson ke paas hai zindagi ke jaisa
aankhon ke tale diya sa jale akele guzara kiya jaayena
tanha aab na rahaa jaye tanha
tanha aab na rahaa jaye tanha
tanha aab na rahaa jaye tanha
tanha aab na rahaa jaye tanha
ujali se raaton may baaton ki khushbo hogi
gaayegi phir saari khamoshiya
jhilmil si rimjim si Ccupke se tu raine
miT jaayegi ek din ye dooriyan
jeena hai sadaa aab tere bina akele guzara kiya jaayena
tanha aab na rahaa jaye tanha
tanha aab na rahaa jaye tanha
tanha aab na rahaa jaye tanha
tanha aab na rahaa jaye tanha
aankhon hi aankhon se dekha hai chookar tum ko
resham se bhi jyaada naram ho tum
boondon ke jaise tum iis dil pe barsi ho tum
honTon pe aayi jo pyaas ho tum
seene se lage aur tu bhi kahe akele guzaraa kiya jaayena
tanha aab na rahaa jaye tanha
tanha aab na rahaa jaye tanha
tanha aab na rahaa jaye tanha
tanha aab na rahaa jaye tanha"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 24, Jul 2006 0:58:18 AM IST "kahaan ho tum zaraa aawaaz do ham yaad karate hain
kabhi bharate hain aahen aur kabhi fariyaad karate hain
kahaan ho tum zaraa aawaaz do ham yaad karate hain
kabhi bharate hain aahen aur kabhi fariyaad karate hain
kahaan ho tum zaraa aawaaz do...
judaa bulbul hai apane phool se aur ro ke kehati hai
saari duniyaa diyaa vo zulm ho sayyaad karte hain
kahaan ho tum zaraa aawaaz do ham yaad karate hain
kabhi bharate hain aahen aur kabhi fariyaad karate hain
jahaan hain aur aab jis haal me hain hum tumhaare hain
tumhin aabaad ho dil me tumhin ko yaad karte hain
kahaan ho tum zaraa aawaaz do ham yaad karate hain
kabhi bharate hain aahen aur kabhi fariyaad karate hain
humaari bebatsi ye hai ki hum kuchh keh nahin sakte
vafaa badnaam hoti hai agar fariyaad karte hain
kahaan ho tum zaraa aawaaz do ham yaad karate hain
kabhi bharate hain aahen aur kabhi fariyaad karate hain
tere kadamon me rehne ki tamannaa dil me rakhte hain
judaa duniyaa ne hum ko kar diyaa fariyaad karate hain
kahaan ho tum zaraa aawaaz do ham yaad karate hain
kabhi bharate hain aahen aur kabhi fariyaad karate hain"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 21, Jul 2006 11:10:02 PM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|