
|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| Kya yahi pyaar hai
haan yahi pyaar hai
dil tere bin kahin lagta nahin vakt gujarta nahin
Kya yahi pyaar hai
haan yahi pyaar hai
dil tere bin kahin lagta nahin vakt gujarta nahin
Kya yahi pyaar hai
haan yahi pyaar hai
pehle main samjha kutch aur vajah in baaton ki
lekin ab jaana kahan neend gayi meri raaton ki
jaagte rehti hun main bhi chaand nikalta nahin
dil tere bin kahin lagta nahin vakt gujarta nahin
Kya yahi pyaar hai ... bolo na
haan yahi pyaar hai
kaise bhoolungi tu yaad humesha aayega
tere jaane se jeena mushkil ho jaayega
ab kutch bhi dil pe koi Zor to chalta nahin
dil tere bin kahin lagta nahin vakt gujarta nahin
Kya yahi pyaar hai ... bolo na
haan yahi pyaar hai
jaise phoolon ke mausam me ye dil khilte hai
premi aise hi kya pathjhar me bhi milte hai
rut badle duniyaan badle pyaar badalta nahin
dil tere bin kahin lagta nahin vakt gujarta nahin
Kya yahi pyaar hai ... bolo na
haan yahi pyaar hai
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 4, Sep 2004 0:13:42 AM IST Naino mein badra chhaaye bijali si chamke aaye
aise me balam mohe garwa lagaa le
Naino mein badra chhaaye bijali si chamke aaye
aise me balam mohe garwa lagaa le
Naino mein badra chhaaye bijali si chamke aaye
madhira me Doobi akhiyan
chanchal hai donon sakhiyan
madhira me
madhira me Doobi akhiyan
chanchal hai donon sakhiyan
jalti rahenge kaahe
palkon ke pyaari bakiyaan
sharmaake denge dohe madhira ke pyaale
Naino mein badra chhaaye bijali si chamke aaye
aise me balam mohe garwa lagaa le
Naino mein badra chhaaye bijali si chamke aaye
Prem diwaani hun main
sapnon ki raaNi hun main
Prem diwaani
Prem diwaani hun main
sapnon ki raaNi hun main
pichale janam se teri prem kahaani hun main
haa is janam me bhi tu apna bana le
Naino mein badra chhaaye bijali si chamke aaye
aise me balam mohe garwa lagaa le
Naino mein badra chhaaye bijali si chamke aaye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Sep 2004 10:45:56 PM IST PCS...TY :) You are absolutely right about life..."Aanewala pal jaanewaala hai" is another masterpiece of the great Gulzaar saheb...
Life is full of those passing MOMENTS...
Like a great writer said...
"Zindagi ka safar hai ye kaisa safar
koi samjha nahin koi jaana nahin
hai ye kaisi Dagar chalte hain sab magar
koi samjha nahin koi jaana nahin ..."
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Sep 2004 8:56:39 PM IST :) Priya...yes, this is cute song...
u gotta love Kamal's manerisms n facial expressions sometimes...he is a gifted actor...
khaas karke mujhe ye stanza bohut pasand hai is gaane me ...
"pehnoongi main tere haathon se kangana
pehnoongi main tere haathon se kangana
jaayegi meri Doli tere hi angana
chaahe kutch kar le
chaahe kutch kar le Zamaana
chaahe kutch kar le Zamaana "
"chaahe kutch kar le Zamaana" --- see how rebellious one acts in LOVE (a Beautiful Thing)...:)
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Sep 2004 8:41:09 PM IST HonTon may aisi baat main dabaa ke chali aayi
khul jaaye vohi baat to duhaayi hai duhaayi
HonTon may aisi baat main dabaa ke chali aayi
khul jaaye vohi baat to duhaayi hai duhaayi
haa re haan baat jis me pyaar to hai Zahar bhi hai haaye
HonTon may aisi baat main dabaa ke chali aayi
khul jaaye vohi baat to duhaayi hai duhaayi
raat kaali naagin si huyi hai jawaan
raat kaali naagin si huyi hai jawaan
haaye Dayya kis ko Dasega ye sama
haaye Dayya kis ko Dasega ye sama
jo dekhun peeche muDke to pag may paayal taDape
aage chalun to dhaDakti hai saari anganaaye
Honton me haaye
HonTon may aisi baat main dabaa ke chali aayi
khul jaaye vohi baat to duhaayi hai duhaayi
haa re haan baat jis me pyaar to hai Zahar bhi hai haaye
HonTon may aisi baat main dabaa ke chali aayi
khul jaaye vohi baat to duhaayi hai duhaayi
aise mera jaala sa tan lehraa
aise mera jaala sa tan lehraa
arre haan haan haan
laT kahin jaaye goonghaT kahin jaaye
laT kahin jaaye goonghaT kahin jaaye
arre ab chunta TooTe meri bindiya chooTe
ab to ban ke khayamat leti hun angDaaye
HonTon me haaye
HonTon may aisi baat main dabaa ke chali aayi
khul jaaye vohi baat to duhaayi hai duhaayi
haa re haan baat jis me pyaar to hai Zahar bhi hai haaye
HonTon may aisi baat main dabaa ke chali aayi
khul jaaye vohi baat to duhaayi hai duhaayi
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Sep 2004 8:21:21 PM IST Tere Mere beech me ...
Tere Mere beech me kaisa hai ye bandhan anjaana
kaisa hai ye bandhan
kaisa hai ye bandhan anjaana
kaisa hai ye bandhan anjaana
main ne nahin jaana tu ne nahin jaana
main ne nahin jaana tu ne nahin jaana
Tere Mere beech me kaisa hai ye bandhan anjaana
Ek Dor kheenche juda dauDa chala aaye
Ek Dor kheenche juda dauDa chala aaye
kachche daage me bandha chala aayen
aise jaise koi
aise jaise koi diwaana
aise jaise koi diwaana
main ne nahin jaana tu ne nahin jaana
Tere Mere beech me kaisa hai ye bandhan anjaana
oho appudiya...
aaaahaaaha jaise sab samajh gaya
pehnoongi main tere haathon se kangana
pehnoongi main tere haathon se kangana
jaayegi meri Doli tere hi angana
chaahe kutch kar le
chaahe kutch kar le Zamaana
chaahe kutch kar le Zamaana
main ne nahin jaana tu ne nahin jaana
Tere Mere beech me kaisa hai ye bandhan anjaana
kaisa hai ye bandhan anjaana
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Sep 2004 8:10:55 PM IST aanewaala pal jaanewaala hai
aanewaala pal jaanewaala hai
ho sake to is me jindagi bitado
pal ye jo jaanewaala hai
aanewaala pal jaanewaala hai
ho sake to is me jindagi bitado
pal ye jo jaanewaala hai
ek baar yun mili masoom si kali
ek baar yun mili masoom si kali
khilte huye kahan khush paash men chali
dekha to yahin hai DoonDa to nahin hai
pal ye jo jaanewaala hai
aanewaala pal jaanewaala hai
ho sake to is me jindagi bitado
pal ye jo jaanewaala hai
ek baar vakt se lamha ki raat kahin
ek baar vakt se lamha ki raat kahin
vahan daasta mili lamha kahin nahin
toDa sa hansaa ke thoDa sa rulaake
pal ye bhi jaanewaala hai
aanewaala pal jaanewaala hai
ho sake to is me jindagi bitado
pal ye jo jaanewaala hai
aanewaala pal jaanewaala hai
ho sake to is me jindagi bitado
pal ye jo jaanewaala hai
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Sep 2004 7:54:08 PM IST Nisultaana re...pyaar ka mausam aaya
Nisultaana re...pyaar ka mausam aaya
arre haaye re hari hari chaaya
bolo na bolo mukh se gori chuDi chunri bole
yahin batiyaan sun sun ke jiya mera Dole
Nisultaana re...pyaar ka mausam aaya
balam babuwa be dardi saawan aaya aaja
balam babuwa be dardi saawan aaya aaja
mil jaaye more sayyan jab teri bayya
phir bhani chayya main machal ke gaavun
sun ja karun baina tab mile chayana
tab hanse nayana jab tujhe main paavun
piya mora jiya tujhi se laaga
jiye koi kaise yahi bataa ja
balam babuwa be dardi saawan aaya aaja
saawan aaya aaja
saawan aaya aaja
saawan aaya aaja
Nisultaana re...pyaar ka mausam aaya
arre haaye re hari hari chaaya
bolo na bolo mukh se gori chuDi chunri bole
yahin batiyaan sun sun ke jiya mera Dore
Nisultaana re...pyaar ka mausam aaya
balam babuwa be dardi saawan aaya aaja
Nisultaana re...
Nisultaana re...
Nisultaana re...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Sep 2004 6:43:29 PM IST Neend na mujh ko aaye dil mera ghabraaye
chupe ke chup ke koi aa ke khoya pyaar jagaayen
Neend na mujh ko aaye dil mera ghabraaye
chupe ke chup ke koi aa ke khoya pyaar jagaayen
soya huva sansaar hai soya huva sansaar
soya huva sansaar hai soya huva sansaar
main jagoon yahan tu jaage vahan
ek dil me dard dabaayen
Neend na mujh ko aaye dil mera ghabraaye
chupe ke chup ke koi aa ke khoya pyaar jagaayen
ek beech me deewar hai ek beech me deewar
ek beech me deewar hai ek beech me deewar
main taDpoon yahan tu taDpe vahan
Neend na mujh ko aaye dil mera ghabraaye
chupe ke chup ke koi aa ke khoya pyaar jagaayen
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Sep 2004 1:31:33 AM IST do nt beat urself...u did really good writing the lyrics off ur best memory...:)
nahin yaar main Dara nahin...I was just being careful in not getting into something that cud complicate my brain cell function...:p;)
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Sep 2004 0:55:44 AM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|