
|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| well if you say so...mujhe pata hi nahin tha ke ye sar dard waala cheez hai...mujhe sar dard hargiZ nahin chaahiye to phir is gurly stuff ko rehne denge...:p seems complicated to me...:)
wah wah..."Aaja sanam" kya gaana hai... lovely song...whenever I hear this song I feel all jumpy n like dancin...here is the complete lyrics of this song...Lata Ji ka jawaab nahin...
~~~~~~~~~~
Aaja sanam madhur chaandni main hum tum
mile to viraanne me bhi aajayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan
jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur machalta hai dil
more saajan le chal mujhe taaron ke paas
lagta nahin hai dil yahan
lagta nahin hai dil yahan
Bheegi bheegi raat main
dil ka daman thaam le
khoi khoi jindagi har dam tera naam le
chaand ki pehli nazar
keh rahi hai pyaar kar
zindagi hai Ek safar kaun jaane kal kidhar
chaand ki pehli nazar
keh rahi hai pyaar kar
zindagi hai Ek safar kaun jaane kal kidhar
Aaja sanam madhur chaandni main hum tum
mile to viraanne me bhi aajayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan
jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur machalta hai dil
more saajan le chal mujhe taaron ke paas
lagta nahin hai dil yahan
lagta nahin hai dil yahan
Dil Ye chaahe aaj to
baadal ban uD jaavoon main
dulhan jaisa aasmaan dharti par le aavoon main
chand ka Dhola saje
jhoom taaron me mache
jhoom ke duniyaan kahe
pyaar me do dil mile
chand ka Dhola saje
jhoom taaron me mache
jhoom ke duniyaan kahe
pyaar me do dil mile
Aaja sanam madhur chaandni main hum tum
mile to viraanne me bhi aajayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan
jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur machalta hai dil
more saajan le chal mujhe taaron ke paas
lagta nahin hai dil yahan
lagta nahin hai dil yahan
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Sep 2004 0:02:09 AM IST aaNkhon me qayaamat ke kaajal
hoThon pe gazab kii laalii hai
bandaaparvar kahiye kisakii
taqdiir sanvarane vaalii hai
sazake...
sazake main tumhaarii baahon ke
jo aag lagaa dii paanii me
qurabaan tumhaarii aaNkhon ke
jo bhar den rang javaanii me
mar jaaUN tumhaare gaalon par
jin me ke gulon kii laalii hai
bandaaparvar ...
o ho ho...
ye aapakii mastii kaa aalam
ye bahake hue jazabaat mere
kuchh kah na sakaa mai.n diivaanaa
kahate hai magar haalaat mere
yaa aap nashe me DUbe hain
yaa merii nazar matavaalii hai
bandaaparvar ...
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 1, Sep 2004 11:13:51 PM IST haha...okie...deal...so go on teach me some gurly stuff...;)
here is another Hemant Da's song...
~~~
Na Ye chaand hoga Na Taaren rahenge
magar hum hamesha tumhare rahenge
Na Ye chaand hoga
bichaD kar chale jaayen tum se kahin
to Ye na samajh na mohabbat nahin
jahan bhi rahen hum tumhare rahenge
Na Ye chaand hoga Na Taaren rahenge
magar hum hamesha tumhare rahenge
Na Ye chaand hoga
Zamaana agar kutch kahen bhi to kya
magar tum na kehna humein bewafaa
tumhare liye hai hain tumhare rahenge
Na Ye chaand hoga Na Taaren rahenge
magar hum hamesha tumhare rahenge
Na Ye chaand hoga
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 1, Sep 2004 8:53:28 PM IST Another Hemant da's from Solva Saal and another one of my fav.:
~~~~~~~~
Hai apna dil to awara
Hai apna dil to awara
na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awara
na jaane kis pe aayega
haseenon ne bulaaya
gale se bhi lagaaya
bohut samjhaaya yahin na samjha
haseenon ne bulaaya
gale se bhi lagaaya
bohut samjhaaya yahin na samjha
bohut bhola hai bechara
na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awara
na jaane kis pe aayega
aZab hain diwaana
na ghar na Tikhaana
Zameen se begaana
falak se juda
aZab hain diwaana
na ghar na Tikhaana
Zameen se begaana
falak se juda
ye ek TooTa huva taara
na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awara
na jaane kis pe aayega
Zamaana dekha saara
hai sab ka sahara
ye dil hi hamaara
huva na kisi ka
Zamaana dekha saara
hai sab ka sahara
ye dil hi hamaara
huva na kisi ka
safar me hai ye banjaara
na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awara
na jaane kis pe aayega
huva jo kabhi raaZi
to mila nahin faaZi
jahan pe lagi baaZi
vo hi pe haara
huva jo kabhi raaZi
to mila nahin faaZi
jahan pe lagi baaZi
vo hi pe haara
Zamaane bhar ka naakaara
na jaane kis pe aayega
Hai apna dil to awara
na jaane kis pe aayega
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 1, Sep 2004 7:34:24 PM IST /*a "good hair day" for a gurl is almost like a "stocks-goin-high" day for a stockholder */ I wud nt know this concept...how wud I? :p
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 1, Sep 2004 7:12:34 PM IST I am good Priya...today is lighter day compared to dang yesterday...:)
Good hair day...eh? cool
your 'comic' version of "jiya beqaraar" is really funny...:)this gives me an idea for a thread where a real song will be given n ppl hv to come out with their own funny version(s) without disrupting the tune...;)
you are kidding right? you have nt heard Hemant da 's songs??? you must have but didn't realize it??? Well, if you really hav nt, u gotta listen to his melodious voice...let me post some of his classics...
chalo one more from Hemant Da's song from "Bees Saal Baad"
~~~~~~~~~~~~
Beqaraar kar ke humein yun na jaayiye
aap ko humare kasam lauT aayiye
Beqaraar kar ke humein yun na jaayiye
aap ko humare kasam lauT aayiye
dekhiye vo kali kali badaliyan
julf ki ghaTa chura na le kahin
choori choori aankhen shokh bijaliyan
aap ki ada chura na le kahin
yun kadam akele na aage baDaayiyen
aap ko humare kasam lauT aayiye
Beqaraar kar ke humein yun na jaayiye
aap ko humare kasam lauT aayiye
dekhiye gulaab ki vo Daaliyan
baDke choom le na aapke kadam
dekhiye gulaab ki vo Daaliyan
baDke choom le na aapke kadam
khoye khoye bhanwar bhi hai baagh me
koi aap ko bana na le sanam
behaki behaki naZaron se khud ko bachayiye
aap ko humare kasam lauT aayiye
Beqaraar kar ke humein yun na jaayiye
aap ko humare kasam lauT aayiye
Zindagi ke raaste aZeeb hai
in me is tarah chala na keejiye
khair hai isi me aap ki huZoor
apna koi saathi DoonD leejiye
din ke din ki baat yun na muskuraayiye
aap ko humare kasam lauT aayiye
Beqaraar kar ke humein yun na jaayiye
aap ko humare kasam lauT aayiye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 1, Sep 2004 6:39:15 PM IST Good Morning Priya...:)
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 1, Sep 2004 6:09:00 PM IST Teri duniyaan me jeene se to behatar hai ke mar jaaye
vo hi aansun vo hi aahen vo hi gum hai jidhar jaaye
Teri duniyaan me jeene se to behatar hai ke mar jaaye
koi to aisa agar hota jahan se pyaar mil jaata
koi to aisa agar hota jahan se pyaar mil jaata
vo hi begaane chehare hain jahan pahunche jidhar jaaye
Teri duniyaan me jeene se to behatar hai ke mar jaaye
arre vo aasmaan waale bataa is me bura kya hai
arre vo aasmaan waale
arre vo aasmaan waale bataa is me bura kya hai
khushi ke chaar yun de kar idhar se bhi gujar jaaye
Teri duniyaan me jeene se to behatar hai ke mar jaaye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 1, Sep 2004 8:11:49 AM IST you betcha PCS...It is indeed...you gotta love the way he sings "nahi udaas nahi..." everytime in this song...
btw, have you heard this number by Hemant Kumar...his humming is so good in this song...that was priceless...
hmmmmmmm tum pukaar lo tumhaara intZaar hai
hmmmmmmm pukaar lo
kwaab chun rahi hai raat bekaraar hai
tumhaara inTzaar hai hmmmmmmmm pukaar lo
honT pe liye huye dil ki baat hum
jaagte rahenge aur kitni raat hum
honT pe liye huye dil ki baat hum
jaagte rahenge aur kitni raat hum
mukt sar si baat hai TUM SE PYAAR HAI
tumhaara intZaar hai hmmmmmmmm pukaar lo
dil behal to jaayega is khayaal se
haal mil gaya tumhaara apni haal se
dil behal to jaayega is khayaal se
haal mil gaya tumhaara apne haal se
raat ee karaar ke bekaraar hai
tumhaara intZaar hai hmmmmmm pukaar lo
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 1, Sep 2004 2:53:27 AM IST Hum bewafa hargiZ na the par hum vafa kar na sake
hum ko mili us ki saZa hum jo katha kar na sake
kitni akeli thi vo raahen hum jin pe
ab tak akele chalte rahe
tujh se bichaD ke bhi vo bekhabar
tere hi gum me jalte rahe
tun ne kiya jo shikwa hum vo gila kar na sake
tum ne jo dekha suna sach tha magar
kitna tha sach ye kis ko pataa
jaane tumhe main koi dhokha diya
jaane tumhe koi dhokha huva
is pyar me sach jhooT ka tum faisla kar na sake
Hum bewafa hargiZ na the par hum vafa kar na sake
hum ko mili us ki saZa hum jo katha kar na sake
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 1, Sep 2004 2:43:38 AM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|