
|
|

General Forum: Love | Dedications | |
| mohabbat zindagi hain aur tum meri mohabbat ho
mohabbat zindagi hain aur tum meri mohabbat ho
tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho
mohabbat zindagi hain aur tum meri mohabbat ho
tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho
tumhare pyar ne dil main umango ko jagaya hain
tumhare pyar ne dil main umango ko jagaya hain
tumhari muskurahat ne mujhe jeena sikhaya hain
tumhi ho jeene ki wajah tumhi meri jaroorat ho
tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho
mohabbat zindagi hain aur tum meri mohabbat ho
tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho
nahi ab koi bhi armaan mere dil main tumhe pakar
nahi ab koi bhi armaan mere dil main tumhe pakar
main yeh ikraar karti hu mohabbat ki kasam khakar
mujhe jo waqt ne baksha woh lamha khubsurat ho
tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho
mohabbat zindagi hain aur tum meri mohabbat ho
tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho
Posted by: Nishigandha At: 13, Jul 2005 4:55:38 PM IST haay bannijii.. kuSalamEnaa.. nice sone @ adirETi pedavulni.. konchem paaTa modalu gurtu chaeyaruu...
Posted by: Nishigandha At: 13, Jul 2005 4:54:15 PM IST tum ko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo
chaar aankhen na karo ek nazar dekh to lo
tum ko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo
chaar aankhen na karo ek nazar dekh to lo
baat karne ke liye kaun tumhen kehataa hai
na karo hum se koyi baat magar dekh to lo
tum ko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo
chaar aankhen na karo ek nazar dekh to lo
apane beemaar-e-mohabbat ki tasallee ke liye
haal-e-dil poochh to lo zakm-e-jigar dekh to lo
tum ko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo
chaar aankhen na karo ek nazar dekh to lo
dil-e-barbaad ko aabaad karo ya na karo
kam se kam tum meraa ujaDaa huva ghar dekh to lo
tum ko fursat ho meri jaan to idhar dekh to lo
chaar aankhen na karo ek nazar dekh to lo
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Jul 2005 9:57:37 PM IST har taraf rawa aapka hi nasha
chu gayi dil ko aapki har ada
ban jaaiye is dil ke mehmaan
ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
ban jaaiye in saanson ke armaan,armaan ban jaiye
ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
bheeni bheeni pyaasi rawani rehti hain
palkon main teri kahani rehti hain
qaid nazron main teri tasveer hain
tere lafso ka fasana padhta hu
bas tera hi chehra rozana padhta hu
padhta hu padhta hu
ban jaaiye meri chahat ka nagma, nagma ban jaiye
ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
teri hi tamanna rago main bhar li hain
zindagi bhi tere hawale kar di hain
chal rahi dhadkan sirf tere liye
ohh khamoshi se teri hi baatein karti hu
teri arzooo mein main jeeti marti hu
jeeti hu marti hu
ban jaaiye meri jazbo ka toofan, toofan ban jaiye
ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
ban jaaiye in saanson ke armaan,armaan ban jaiye
ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
Posted by: Nishigandha At: 12, Jul 2005 5:18:03 PM IST aankhon se jo utari hai dil me tasveer hai ek anjaane ki
khud DhoonDh rahin hai shamma jise
kyaa baat hai uus parvaane ki
aankhon se jo utari hai dil me...
vo uus ke labon par shokh hansi
rangeen sharaarat aankhon me
saanson me mohabbat ki kushbu
vo pyaar ki dhaDkan baaton men
duniyaa meri...badal gayi
ban ke ghaTaa nikal gayi taubaa vo nazar mastaane ki
khud DhoonDh rahin hai shamma jise
kyaa baat hai uus parvaane ki
aankhon se jo utari hai dil me...
andaaz vo uus ke aane ka chup ke se bahaar aaye jaise
kehane ko ghaDi bhar saath rahaa par umar guzaar aaye jaise
uun ke binaa...rahoongi nahin
kismat se aab jo kahin mil jaaye khabar diwaane ki
khud DhoonDh rahin hai shamma jise
kyaa baat hai uus parvaane ki
aankhon se jo utari hai dil me...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Jul 2005 2:25:36 AM IST ye hai reshmi zulfon ka andheraa nA ghabaraayiye
jahaan tak mehak hai mere gesuvon ki chale aayiye
ye hai reshmi zulfon ka andheraa nA ghabaraayiye
jahaan tak mehak hai mere gesuvon ki chale aayiye
suniye to zaraa jo haqueeqat hai kehate hain hum
khulte rukte iin rangeen labon ki kasam
jal uThenge diye jugnuvon ki tarah
jal uThenge diye jugnuvon ki tarah
ye tabassum to faramaaiye
ye hai reshmi zulfon ka andheraa nA ghabaraayiye
jahaan tak mehak hai mere gesuvon ki chale aayiye
pyaasee hai nazar haan ye bhi kehane ki hai baat kyaa
tum ho mehmaan to na Thaharegi ye raat kyaa
raat jaaye rahen aap dil me mere
raat jaaye rahen aap dil me mere
armaan ban ke reh jaayiye
ye hai reshmi zulfon ka andheraa nA ghabaraayiye
jahaan tak mehak hai mere gesuvon ki chale aayiye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Jul 2005 0:53:03 AM IST Beautiful song @saajan waala :)
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 6, Jul 2005 1:27:41 AM IST tere labon ke mukaabil gulaab kyaa hogaa
tu laa-jawaab hai teraa jawaab kyaa hogaa
tere labon ke mukaabil gulaab kyaa hogaa
tu laa-jawaab hai teraa jawaab kyaa hogaa
teri adaa pe fidaa hum to kyaa zamaanaa hai
nisaar tujh pe mere dil ka ye khazaanaa hai
tere shabaab se baDh kar shabaab kyaa hogaa
tere labon ke mukaabil gulaab kyaa hogaa
tu laa-jawaab hai teraa jawaab kyaa hogaa
tu muskuraaye to jaati bahaar aa jaaye
dil-e-beemaar ko phir se qaraar aa jaaye
tere karam ka kise se hisaab kyaa hogaa
tere labon ke mukaabil gulaab kyaa hogaa
tu laa-jawaab hai teraa jawaab kyaa hogaa
tere labon ke mukaabil gulaab kyaa hogaa
tu laa-jawaab hai teraa jawaab kyaa hogaa
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 6, Jul 2005 0:09:29 AM IST
E kshaNamainaa cheliyaa nI NgNjaapakam
TeliphOn chilukaa aDigaa nI darSanam
maaTatOnE aaTalaaDE naaTakamE
chaalunammaa chentaku raavE ee kshaNamE
paaDitE prati palukulO svaram nIdi kadaa
vetikitE kanipinchavaa idi vinta kathaa
sugandhaalu jallE puvvaa ekkaDundi nI chirunaama
gaali laaga gaalistuu nE tirigaanE .. nE tirigaanE
ninnu kOri paaDi paaDi kaLLu terichi choosi choosi
kaana raaka kannILLallO munigaanE .. nE munigaanE
endukO.. manasendukO nI oohalalO karigE
rEgina suDi gaali laa anvEshaNalO tirigE
paaTalOnO paravasinchE nI palukE
unna praaNam pOka mundE raave chelI ...
maaTatOnE aaTalaaDE naaTakamE
chaalunammaa chentaku raavE ee kshaNamE
okkasaari kanTininDaa ninnu choosukunna chaalu
choopu dIpam aaripOnI aTu painaa .. priya raaNI
ninnu chooDalEni vELa chaavu nannu chErukunna
kaLLu renDu mootalu paDavE Emainaa .. kaasEpainaa
naadani ika lEdani naa bratukE nIdanI
telusukO nannu kalusukO nI manasunu maarchukonI
prEma Saapam andajEsE dEvatavE
kalalalOnE kadali taanE prEyasivE
maaTatOnE aaTalaaDE naaTakamE
chaalunammaa chentaku raavE ee kshaNamE
E kshaNamainaa cheliyaa nI NgNjaapakam
TeliphOn chilukaa aDigaa nI darSanam
" nuvvE naa prEyasi "
Posted by: Mrs. ♪ ♪ music ♪ ♪ At: 28, Jun 2005 3:07:24 AM IST aankhon se jo utari hai dil me
tasveer hai ek anjaane ki
khud DhoonDh rahin hai shamma jise
kyaa baat hai uus parvaane ki
aankhon se jo utari hai dil me
vo uus ke labon par shokh hansi
rangeen sharaarat aankhon me
saanson me mohabbat ki khushub
vo pyaar ki dhaDkan baaton me
duniyaa meri...badal gayi
ban ke ghaTaa nikal gayi
taubaa vo nazar mastaane ki
khud DhoonDh rahin hai shamma jise
kyaa baat hai uus paravaane ki
aankhon se jo utari hai dil me
andaaz vo uus ke aane ka
chup ke se bahaar aaye jaise
kehane ko ghaDi bhar saath rahaa
par umar guzaar aaye jaise
uun ke bina...rahungi nahin
kismat se aab jo kahin mil jaaye khabar diwaane ki
khud DhoonDh rahin hai shamma jise
kyaa baat hai uus parvaane ki
aankhon se jo utari hai dil me
tasveer hai ek anjaane ki
khud DhoonDh rahin hai shamma jise
kyaa baat hai uus parvaane ki
aankhon se jo utari hai dil me
Posted by: Nishigandha At: 27, Jun 2005 9:23:49 PM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|