|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| Ye raaten ye mausam nadi ka kinaara ye chanchal hawa
Ye raaten ye mausam nadi ka kinaara ye chanchal hawa
kahan do dilon ne ki mil kar kabhi ham na honge juda
Ye raaten ye mausam nadi ka kinaara ye chanchal hawa
ye kya baat hai aaj ki chandini me
ye kya baat hai aaj ki chandini me
ki ham kho gaye pyaar ki raagiNi me
ye baahon me baahen ye behti nigaahen
lo aanewaali jindagi ki maza
Ye raaten ye mausam nadi ka kinaara ye chanchal hawa
sitaaron ki mehfil ne karke ishaira
sitaaron ki mehfil ne karke ishaira
kaha ab to saara jahaan hai tumhaara
mohabbat jawaan ho khula aasmaan ho
karen koi dil aarZoo aur kya
Ye raaten ye mausam nadi ka kinaara ye chanchal hawa
kasam hai tumhe tum agar mujh se rooTe
kasam hai tumhe tum agar mujh se rooTe
rahen saath jab tak ye bandhan na TooTe
tumhe dil diya hai ye waada kiya hai
sanam main tumhari rahoongi sada
Ye raaten ye mausam nadi ka kinaara ye chanchal hawa
kahan do dilon ne ki mil kar kabhi ham na honge juda
Ye raaten ye mausam nadi ka kinaara ye chanchal hawa
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 4, Aug 2004 7:59:59 PM IST hey Priya, me good n u?
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 4, Aug 2004 7:58:56 PM IST Yun hi tum mujh se baat karti ho
Yun hi tum mujh se baat karti ho
ya koi pyaar ka iraada hai
aadaayen dil ki jaanta hi nahin
aadaayen dil ki jaanta hi nahin
mera hamdam bhi kitna saada hai
Yun hi tum mujh se baat karti ho
roj aati ho tum khayaalon me
roj aati ho tum khayaalon me
jindagi me bhi meri aa jaavo
beet jaaye naye sawaalon me
is jawaani pe kutch taras khaavo
haal dil samjho sanam
haal dil samjho sanam
kahenge muh se na ham
hamaari bhi koi maryaada hai
aadayen dil ki jaanta hi nahin
mera hamdam bhi kitna saada hai
Yun hi tum mujh se baat karti ho
bholepan me hai vafa ki khushboo
bholepan me hai vafa ki khushboo
tujh pe sab kutch na kyun lutaavon main
mera betaab dil ye kehta hai
teri saaye se lipat jaavon main
mujh se ye mael tera
mujh se ye mael tera
na ho ek khel tera
ye karam mujh pe kutch jyada hai
Yun hi tum mujh se baat karti ho
ya koi pyaar ka iraada hai
aadayen dil ki jaanta hi nahin
mera hamdam bhi kitna saada hai
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 4, Aug 2004 8:07:25 AM IST Zindagi ek safar hai suhaana
yahan kal kya ho kis ne jaana
Zindagi ek safar hai suhaana
yahan kal kya ho kis ne jaana
chaand taaron se chalna hai aage
aasmaanon se baDna hai aage
chaand taaron se chalna hai aage
aasmaanon se baDna hai aage
peeche reh jaayga ye Zamaana
yahan kal kya ho kisne jaana
Zindagi ek safar hai suhaana
yahan kal kya ho kis ne jaana
hanste gaate jahan se gujar
duniyaan ki tu parvaah na kar
hanste gaate jahan se gujar
duniyaan ki tu parvaah na kar
muskuraate huye din bitaana
yahan kal kya ho kis ne jaana
Zindagi ek safar hai suhaana
yahan kal kya ho kis ne jaana
maut aani hai aayegi ek din
jaan jaani hai jaayegi ek din
maut aani hai aayegi ek din
jaan jaani hai jaayegi ek din
aisi baaton se kya gabhraana
Zindagi ek safar hai suhaana
yahan kal kya ho kis ne jaana
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 4, Aug 2004 7:06:11 AM IST Zindagi ka safar hai ye kaisa safar
koi samjha nahin koi jaana nahin
Zindagi ka safar hai ye kaisa safar
koi samjha nahin koi jaana nahin
hai ye kaisi Dagar chalti hai sab magar
koi samjha nahin koi jaana nahin
Zindagi ko bohut pyaar hamne diya
maut se bhi mohabbat nibhaayenge ham
rote rote Zamaane me aaye magar
hanste hanste Zamaane se jaayenge ham
jaayenge par kidhar hai kise ye khabar
koi samjha nahin koi jaana nahin
aise jeevan bhi jo jiye hi nahin
jin ko jeenE se pehle hi maut aa gayi
phool aise bhi hain jo khile hi nahin
jin ko khilne se pehle hi jaat aa gayi
hai pareshaa nazar thak gaye chaar agar
koi samjha nahin koi jaana nahin
Zindagi ka safar hai ye kaisa safar
koi samjha nahin koi jaana nahin
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 4, Aug 2004 6:55:48 AM IST aaj kal tere mere pyaar ke charche har jabaan par
sab ko malum hai aur sab ko khabar ho gayi
aaj kal tere mere pyaar ke charche har jabaan par
sab ko malum hai aur sab ko khabar ho gayi
achcha to kya
aaj kal tere mere pyaar ke charche har jabaan par
sab ko malum hai aur sab ko khabar ho gayi
hamne to pyaar me aisa kaam kar liya
pyaar ki raah me apna naam kar liya
hamne to pyaar me aisa kaam okar liya
pyaar ki raah me apna naam kar liya
pyaar ki raah me apna naam kar liya
aaj kal tere mere pyaar ke charche har jabaan par achcha
sab ko malum hai aur sab ko khabar ho gayi
to kya aaj kal tere mere pyaar ke charche har jabaan par
sab ko malum hai aur sab ko khabar ho gayi
do badan ek din ek jaan ho gaye
manZilen ek huyi hamsafar ban gaye

kyun bhala ham Dare dil ke maalik hai ham
har janam me tujhe apna maana sanam

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Aug 2004 9:08:15 PM IST baadal yoo garaj taa hai
dhar kuch aisa lagtaa hai
chamak chamak ke lapat ke ye bijali hum pe gir jaayegee.....(betaab)(heavy rains in vijayawada)
Posted by: Mrs. Saila Sarigala At: 3, Aug 2004 12:50:20 PM IST dil deewana bin sajana ke maane na
dil deewana bin sajana ke maane na
ye pagla hai samjaane se samjeena
ye pagla hai samjaane se samjeena
dhak dhak bole et vut dole bin raina
ye pagla hai samjaane se samjeena
ye pagla hai samjaane se samjeena
duniyaan mange apni muraaden main to maangu saajan
duniyaan mange apni muraaden main to maangu saajan
rahe salaamat mera sajana aur sajana ka aangan
is ke siva dil rab se kutch bhi chaahe na
ye pagla hai samjaane se samjeena
ye pagla hai samjaane se samjeena
diye chaahe banake aanchal tumko lapetun tan pe
diye chaahe banake aanchal tumko lapetun tan pe
kabhi ye sochun main ud jaavoon tum ko liye gagan pe
aaj bhi kutch hai dil ke iraaden kya kehna
ye pagla hai samjaane se samjeena
ye pagla hai samjaane se samjeena
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Aug 2004 1:37:49 AM IST u r right...these kinda roles suit Saif more than ne one of his contemporaries...he is gettin better with each movie in this childish/romeo type roles...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Aug 2004 1:14:46 AM IST good for ya...another movie I saw this past week was "Hum Tum", a sweet love story...u gotta love Yash Chopra for his contribution to these kinda love/romantic movies...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 3, Aug 2004 0:52:51 AM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|