
|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki
insaan ban gayi hai kiraN maahtaab ki
ab kya misaal doon
chehare me gul gaya hai haseen chandini ka noor
aankhon me hai chaman ki jawaan raaat ka suroor
gardan hai ek jhuki huyi Daali Daali gulaab ki
ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki
ab kya misaal doon
gesun khule to shaam ke dil se dhuvaan vuTe
choo le kadam to jhuk ke na phir aasmaan vuTe
sau baar jhilmilaayen shamaa shamaa aftaab ki
ab kya misaal doon
deewaaron dar ka rang ye aanchal ye pair han
ghar ka mere charaag hai boota sa ye badan
tasveer ho tum hi mere jannat ke jannat ke kwaab ki
ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki
insaan ban gayi hai kiraN maahtaab ki
ab kya misaal doon
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 20, Jul 2004 2:31:37 AM IST aaye na balam vaada kar ke
aaye na balam vaada kar ke
aaye na balam vaada kar ke
thak gaye nayana dheeraj dar ke dheeraj dar ke
aaye na balam vaada kar ke
aaye na balam
chup gaya chanda luT gayi jyoti
chup gaya chanda luT gayi jyoti
taaren ban gaye jhooTe moti
taaren ban gaye jhooTe moti
paD gaye peeche rang naZar ke
paD gaye peeche rang naZar ke
aaye na balam vaada kar ke
aaye na balam
aavo ke tum bin aankhon me dam hai
aavo ke tum bin aankhon me dam hai
raat hai lambi jeevan kam hai
raat hai lambi jeevan kam hai
dekh lun tum ko main jee bhar ke
dekh lun tum ko main jee bhar ke
aaye na balam vaada kar ke
aaye na balam vaada kar ke
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 20, Jul 2004 1:33:46 AM IST aap yun faaslon se gujarte rahen
aap yun faaslon se gujarte rahen
dil se kadmon ki awaaz aati rahe
aahaTon ki andhere chamakte rahe
raat aati rahi raat jaati rahi
aap yun
gungunaati rahi meri tanhaayiyaan
door bajti rahi kitani shehnaayiyaan
jindagi jindagi ko bulati rahi
aap yun faaslon se gujarte rahen
dil se kadmon ki awaaz aati rahe
aap yun
katra katra pighalta raha aasmaan
katra katra pighalta raha aasmaan
ro ruki vaadiyon me na jaane kaha ek nadi
ek nadi dilruba ki gaati rahi
aap yun faaslon se gujarte rahen
dil se kadmon ki awaaz aati rahe
aap yun
aap ke garm baahon me kho jayenge
aap ke narm jaanon pe so jaaynge so jaayenge
muddaton raat neende churaati rahin
aap yun faaslon se gujarte rahen
dil se kadmon ki awaaz aati rahe
aap yun
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 20, Jul 2004 1:22:33 AM IST aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
aap ke nigaah ne kaha to kutch jaroor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
khuli laTon ki chaav me khila khila ye roop hai
khuli laTon ki chaav me khila khila ye roop hai
ghaTa se jaise chan rahi subah subah ki dhoop hai
jidhar naZAr muDi
jidhar naZAr muDi
jidhar naZAr muDi udhar suroor hi suroor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
jhuki jhuki nigaahan me bhi hai bhala ki shokiyaan
jhuki jhuki nigaahan me bhi hai bhala ki shokiyaan
dabi dabi haseen me bhi taDap rahi hain bijaliyaan
shabaab aap ka
shabbab aap ka
shabaab aap ka nashe me khud hi choor choor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
aap ki nigaah ne kaha to kutch jaroor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
jahan jahan paDe kadam vahan fiza badal gayi
jahan jahan paDe kadam vahan fiza badal gayi
ki jaise sar ba sar bahaar aap hi me Dal gayi
kisi me ye kashish
kisi me ye kashish
kisi me ye kashish kahan jo aap me vuzoor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
aap ke haseen rukh pe aaj naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
aap ke nigaah ne kaha to kutch jaroor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 19, Jul 2004 11:45:20 PM IST ye jindagi ki mehfil
mehfil me hum akele
daaman ko koi choome
julfon se koi khele
aa ja re aa Zara lehraake aa Zara
aankhon se dil me samaa
aa ja re aa Zara lehraake aa Zara
aankhon se dil me samaa
aa ja re aa Zara
dekh fiza me rang bhara hai
meri jigar ka jhakam hara hai
dekh fiza me rang bhara hai
meri jigar ka jhakam hara hai
seene se mere sar ko laga de
haath me tere dil ki davaa hai
aa ja re aa Zara lehraake aa Zara
aankhon se dil me samaa
aa ja re aa Zara
apna sulagna kisko dikhavoon
saans ke toofan kaise chupavoon
apna sulagna kisko dikhavoon
saans ke toofan kaise chupavoon
aankhe kya kya dekh rahi hain
dil pe jo gujaren kaise batavoon
aa ja re aa Zara lehraake aa Zara
aankhon se dil me samaa
aa ja re aa Zara
tere bhi dil me aag lagi hai
mere bhi dil me aag lagi hai
tere bhi dil me aag lagi hai
mere bhi dil me aag lagi hai
donon taraf hai ek si haalat
donon dilon par bijali giri hai
aa ja re aa Zara lehraake aa Zara
aankhon se dil me samaa
aa ja re aa Zara
aa ja re aa Zara lehraake aa Zara
aa ja re aa Zara lehraake aa Zara
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 19, Jul 2004 9:37:41 PM IST koi sagar dil ko behlaata nahin
koi sagar dil ko behlaata nahin
bekhudi me bhi karaar aata nahin
koi sagar dil ko behlaata nahin
main koi pattar nahin insaan hun
main koi pattar nahin insaan hun
kaise keh doon gam se ghabaraata nahin
koi sagar dil ko behlaata nahin
bekhudi me bhi karaar aata nahin
kal to sab se kaaravaan ke saath saath
kal to sab se kaaravaan ke saath saath
aaj koi raah dikhlaataa nahin
koi sagar dil ko behlaata nahin
bekhudi me bhi karaar aata nahin
jindagi ke aayine ko toD do
jindagi ke aayine ko toD do
is me ab kutch bhi naZar aata nahin
koi sagar dil ko behlaata nahin
bekhudi me bhi karaar aata nahin
koi sagar dil ko behlaata nahin
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 19, Jul 2004 8:01:17 PM IST aanchal me saja le na kaliyaan julfon me sitaaren bhar lena
aise hi kabhi jab shaam Dale tab yaad hamein bhi kar lena
aanchal me saja le na kaliyaan
aaya tha yahan be gaana sa
aaya tha yahan be gaana sa
chal doonga kahi diwaana sa
chal doonga kahi diwaana sa
diwaane ki khaatir tum koi ilzaam na apne sar lena
aise hi kabhi jab shaam Dale tab yaad hamein bhi kar lena
aanchal me saja le na kaliyaan
rasta jo mile anjaan koi
rasta jo mile anjaan koi
aa jaaye agar toofan koi
aa jaaye agar toofan koi
apne ko akela jaan ke tum aankhon me na aansoo bhar lena
aise hi kabhi jab shaam Dale tab yaad hamein bhi kar lena
aanchal me saja le na kaliyaan julfon me sitaaren bhar lena
aanchal me saja le na kaliyaan
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 19, Jul 2004 7:27:10 PM IST ek tu jo mila saari duniyaan mili
khila jo mera dil saari bhagiyan khili
ek tu jo mila saari duniyaan mili
khila jo mera dil saari bhagiyan khili
khila jo mera dil saari bhagiyan khili
tu suraj main suraj hun ki hun piya
na dekhun tujhe to khile na jiya
tu suraj main suraj hun ki hun piya
na dekhun tujhe to khile na jiya
tere rang me rangi mere dil ki kali
khila jo mera dil saari bhagiyan khili
khila jo mera dil saari bhagiyan khili
anokha hai bandhan ye kangan sajan
bina Dor ke ban gaya mera man
anokha hai bandhan ye kangan sajan
bina Dor ke ban gaya mera man
tu jidhar le chala main udhar hi chali
khila jo mera dil saari bhagiyan khili
khila jo mera dil saari bhagiyan khili
kabhi jo na bichaDe vo saathi hun main
tu mera diya teri baati hun main
kabhi jo na bichaDe vo saathi hun main
tu mera diya teri baati hun main
bhujaaya bhuji jalaya jali
khila jo mera dil saari bhagiyan khili
khila jo mera dil saari bhagiyan khili
ek tu jo mila saari duniyaan mili
khila jo mera dil saari bhagiyan khili
khila jo mera dil saari bhagiyan khili
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 11, Jul 2004 10:22:16 AM IST unse mili naZar ke mere hosh uD gaye
unse mili naZar ke mere hosh uD gaye
aisa huva asar aisa huva asar
aisa huva asar ke mere hosh uD gaye
unse mili naZar ke mere hosh uD gaye
jab vo mile mujhe pehli baar
unse ho gayi ankhe pyaar
jab vo mile mujhe pehli baar
unse ho gayi ankhe pyaar
paas na baite pal bhar vo
phir bhi ho gaya un se pyaar
phir bhi ho gaya un se pyaar
itni si bas khabar itni si bas khabar
itni si bas khabar ke mere hosh uD gaye
unse mili naZar ke mere hosh uD gaye
unki taraf dil keechne laga
bad ke kadam phir rukne laga
unki taraf dil keechne laga
bad ke kadam phir rukne laga
apne aap dam ghutne lage
apne aap dam ghutne lage
chaaye vo is kadar chaaye vo is kadar
chaaye vo is kadar ke mere hosh uD gaye
unse mili naZar ke mere hosh uD gaye
ghar mere aaya vo mehmaan
dil me jagaaye sau toofan
ghar mere aaya vo mehmaan
dil me jagaaye sau toofan
dekh ke unke soorat ko
hai reh gayi main hairaan
hai reh gayi main hairaan
taDpoon idhar uDhar taDpoon idhar uDhar
taDpoon idhar uDhar ke mere hosh uD gaye
unse mili naZar ke mere hosh uD gaye
unse mili naZar ke mere hosh uD gaye
aisa huva asar aisa huva asar
aisa huva asar ke mere hosh uD gaye
unse mili naZar ke mere hosh uD gaye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 11, Jul 2004 9:54:27 AM IST aye dil hai mushkil jeena yahan
jara haT ke jara bach ke ye hai bombay meri jaan
aye dil hai mushkil jeena yahan
jara haT ke jara bach ke ye hai bombay meri jaan
kahin building kahi trame kahin motor kahin mil
milta hai yahan sab kutch ek milta nahin dil
kahin building kahi trame kahin motor kahin mil
milta hai yahan sab kutch ek milta nahin dil
insaan ka nahin kahin naamonishaan
jara haT ke jara bach ke ye hai bombay meri jaan
aye dil hai mushkil jeena yahan
jara haT ke jara bach ke ye hai bombay meri jaan
be Ghar ko aawaara yahan kehte hans hans
khud kaate gale sab ke kahe is ko business
be Ghar ko aawaara yahan kehte hans hans
khud kaate gale sab ke kahe is ko business
ek cheez ke hain kayi naam yahan
jara haT ke jara bach ke ye hai bombay meri jaan
aye dil hai mushkil jeena yahan
jara haT ke jara bach ke ye hai bombay meri jaan
bura duniya ko keh kar aisa bhola to na ban
jo hai karta vo hai bharta hain yahan kaaye chalan
bura duniya ko keh kar aisa bhola to na ban
jo hai karta vo hai bharta hain yahan kaaye chalan
takdeer nahin chalne ke yahan
ye hai bombay ye hai bombay mere jaan
aye dil hai mushkil jeena yahan
jara haT ke jara bach ke ye hai bombay meri jaan
aye dil hai asaan jeena yahan
suno mister suno bandhu ye hai bombay meri jaan
aye dil hai mushkil jeena yahan
jara haT ke jara bach ke ye hai bombay meri jaan
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Jul 2004 7:40:49 PM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|