
|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| sau baar janam lenge sau baar janam lenge
hai jaan vafaa phir bhi hum tum na judaa honge
sau baar janam lenge sau baar janam lenge
kismat humein milne se rokegi bhala kab tak
in pyaar ki raahon me bhatkegi vafa kab tak
kadmon ke nisha khud hi manZil ka pata honge
sau baar janam lenge sau baar janam lenge
ye kaisi udaasi hai jo husn pe chaayi hai
hum door nahin tum se kehne ko judaayi hai
armaan bhare do dil phir ek jagah honge
sau baar janam lenge sau baar janam lenge
hai jaan vafaa phir bhi hum tum na judaa honge
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 16, Jun 2004 11:03:46 PM IST maalish ...tel maalish
Sar jo tera chakaraaye ya dil Dooba jaaye
aaja pyaare paas humaare kaahen gabhraaye kaahe gabhraaye
Sar jo tera chakaraaye ya dil Dooba jaaye
aaja pyaare paas humaare kaahen gabhraaye kaahe gabhraaye
tel mera hai muski gunj rahe na kuski
jis ke sar pe haath phira doon chamke kismat us ki
tel mera hai muski gunj rahe na khuski
jis ke sar pe haath phira doon chamke kismat us ki
sun sun sun arre beTa sun is champi me baDe baDe gun
sun sun sun arre beTa sun is champi me baDe baDe gun
laakh dukhon ki ek davaa hai kyun na aajmaaye
kaahen gabhraaye kaahen gabhraaye
Sar jo tera chakaraaye ya dil Dooba jaaye
aaja pyaare paas humaare kaahen gabhraaye kaahe gabhraaye
pyaar kaho be gajhda ya business kaaho ragDa
sab lafaDon ka bhoj haTe jab paDe haath ek tagDa
pyaar kaho be gajhda ya business kaaho ragDa
sab lafaDon ka bhoj haTe jab paDe haath ek tagDa
sun sun sun arre baaba sun is champi me baDe baDe gun
sun sun sun arre baaba sun is champi me baDe baDe gun
laakh dukhon ki ek davaa hai kyun na aajmaaye
kaahen gabhraaye kaahen gabhraaye
Sar jo tera chakaraaye ya dil Dooba jaaye
aaja pyaare paas humaare kaahen gabhraaye kaahe gabhraaye
naukar ho ya maalik leader ho ya public
apne aage sabhi jhuke hai kya raaja kya sainik
naukar ho ya maalik leader ho ya public
apne aage sabhi jhuke hai kya raaja kya sainik
sun sun sun arre baaba sun is champi me baDe baDe gun
sun sun sun arre raaja sun is champi me baDe baDe gun
laakh dukhon ki ek davaa hai kyun na aajmaaye
kaahen gabhraaye kaahen gabhraaye
Sar jo tera chakaraaye ya dil Dooba jaaye
aaja pyaare paas humaare kaahen gabhraaye kaahe gabhraaye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 16, Jun 2004 10:18:34 PM IST Ruk jaa raat Tahar jaa re chanda
beete na milan ki veLa
aaj chaandini ki nagari me armaanon ka meLa
Ruk jaa raat Tahar jaa re chanda
beete na milan ki veLa
aaj chaandini ki nagari me armaanon ka meLa
Ruk jaa raat Tahar jaa re chanda
pehle milan ki yaaden lekar aayi hai ye raat suhaani
pehle milan ki yaaden lekar aayi hai ye raat suhaani
dauhraate hain phir ye sitaaren meri tumhari prem kahaani
meri tumhaari prem kahaani
Ruk jaa raat Tahar jaa re chanda
beete na milan ki veLa
aaj chaandini ki nagari me armaanon ka meLa
Ruk jaa raat Tahar jaa re chanda
kal ka Darna saal ki chinta
do tan hai man ek humaaren
jeevan seema ke raahen bhi aavoongi main sang tumhari
aavoongi main sang tumhari ...
Ruk jaa raat Tahar jaa re chanda
beete na milan ki veLa
aaj chaandini ki nagari me armaanon ka meLa
Ruk jaa raat Tahar jaa re chanda
beete na milan ki veLa
aaj chaandini ki nagari me armaanon ka meLa
Ruk jaa raat Tahar jaa re chanda
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 16, Jun 2004 9:01:44 PM IST Raha gardishon me har dam mere ishQ ka sitaaraa
Raha gardishon me har dam mere ishQ ka sitaaraa
Kabhi jag magaayi kashti kabhi kho gaya kinaara
Raha gardishon me har dam
koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton ke baaZi
koi dil ke khel dekhe ke mohabbaton ke baaZi
vo kadam kadam pe jeete main kadam kadam pe haara
Raha gardishon me har dam mere ishQ ka sitaaraa
Raha gardishon me har dam
ye humari badnaseebi jo nahin to aur kya hai
ye humari badnaseebi jo nahin to aur kya hai
ye humari badnaseebi jo nahin to aur kya hai
ke usee ke ho gaye hum jo na ho sakaa humaaraa
Raha gardishon me har dam mere ishQ ka sitaaraa
Raha gardishon me har dam
paDe jab gamon se paale rahe miT ke miTne waale
paDe jab gamon se paale rahe miT ke miTne waale
jisse mauth ne na poocha usse jindagi ne maara
Raha gardishon me har dam mere ishQ ka sitaaraa
Kabhi jag magaayi kashti kabhi kho gaya kinaara
Raha gardishon me har dam
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 16, Jun 2004 8:52:11 PM IST Pukaarta chala hun main gali gali bahaar ki
bas ek chaav julf ki bas ek nigaah pyaar ki
Pukaarta chala hun main gali gali bahaar ki
bas ek chaav julf ki bas ek nigaah pyaar ki
Pukaarta chala hun main ...
ye dillagi ye shokhiyaan salaam ki
yahin to bat ho rahi hai kaam ki
koi to muD ke dekh lega is taraf
koi naZar to hogi mere naam ki
Pukaarta chala hun main gali gali bahaar ki
bas ek chaav julf ki bas ek nigaah pyaar ki
suni meri sada to kis yakeen se
ghaTa utar ke aa gayi zameen pe
rahin yahi lagan to aye dilen jawaan
asar bhi ho rahega ek haseen pe
Pukaarta chala hun main gali gali bahaar ki
bas ek chaav julf ki bas ek nigaah pyaar ki
Pukaarta chala hun main ...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 16, Jun 2004 3:55:53 AM IST Phir miloge kabhi is baat ka waada kar lo
Phir miloge kabhi is baat ka waada kar lo
hum se ek aur mulaakaat ka waada kar lo
Phir miloge kabhi is baat ka waada kar lo
hum se ek aur mulaakaat ka waada kar lo
Phir milogi kabhi is baat ka waada kar lo
Dil ki har baat aDhoori hai aDhoori hai abhi
apni ek aur mulaakaat jaroori hai abhi
Dil ki har baat aDhoori hai aDhoori hai abhi
apni ek aur mulaakaat jaroori hai abhi
chand lamhon ke liye saath ka waada kar lo
hum se ek aur mulaakaat ka waada kar lo
Phir miloge kabhi is baat ka waada kar lo
hum se ek aur mulaakat ka waada kar lo
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 16, Jun 2004 3:47:52 AM IST Parde me rehne do parda na uTaavo
Parde me rehne do parda na uTaavo
Parda jo uTh gaya to bhi khul jaayega
allah meri toba allah meri toba
Parde me rehne do parda na uTaavo
Parde me rehne do parda na uTaavo
Parda jo uTh gaya to bhi khul jaayega
allah meri toba allah meri toba
mere parde me laakh jalwe hai
kaise mujh se naZar milaavoge
jab jara bhi nakaab uTavoongi
jab jara bhi nakaab uTavoongi
yaad rakhna ke jal hi jaavoge
han to ...
Parde me rehne do parda na uTaavo
Parde me rehne do parda na uTaavo
Parda jo uTh gaya to bhi khul jaayega
allah meri toba allah meri toba
husn jab bhi na kaab hota hai
vo sama la jawaab hota hai
khud ko khud ki khabar nahin rehti
khud ko khud ki khabar nahin rehti
hosh waala bhi...hosh waala bhi hosh khota hai
han to ...
Parde me rehne do parda na uTaavo
Parde me rehne do parda na uTaavo
Parda jo uTh gaya to bhi khul jaayega
allah meri toba allah meri toba
hai jisne mujhe banaaya hai
vo bhi mujh ko samajh na paaya hai
mujh ko saj dekhiye hain insaane
mujh ko saj dekhiye hain insaane
in farishton ne sar jhukaayaa hai
han to ...
Parde me rehne do parda na uTaavo
Parde me rehne do parda na uTaavo
Parda jo uTh gaya to bhi khul jaayega
allah meri toba allah meri toba
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 16, Jun 2004 3:35:46 AM IST saathii haath baDhAnaa,
saathii haath baDhAnaa
ek akelaa thak jaae to,
milakar bojh uThaanaa
sAthI hAth baDhAnA ...
ham mehanatavaalon ne jab bhii
milakar kadam baDhaayaa
saagar ne rastaa chhoDaa
parabat ne shIsh jhukaayaa
faulaadii hai siine apane
faulaadii hai baahen
ham chAhen to paidA karaden,
chaTTAnon me rAhen,...... sAthI ...
mehanat apanii lek kii rakhanaa
mehanat se kyaa Daranaa
kal gairon kii khaatir kii
ab apanii khaatir karanaa
apanaa dukh bhii ek hai saathii
apanaa sukh bhii ek
apanii manjil sach kii manjil
apanaa rastaa nek,........ saathii ...
ek se ek mile to kataraa
ban jaataa hai dariyaa
ek se ek mile to zarraa
ban jaataa hai seharaa
ek se ek mile to raahii
ban sakatii hai parabat
ek se ek mile to insaan
bas me kar le kismat, ........saathii ...
maaTii se ham laal nikaalen
motii laaen jal se
jo kuchh is duniyaa me banaa hai
banaa hamaare bal se
kab tak mehanat ke pairon me
ye daulat kii zanziiren
haath baDhaakar chhiin lo apane
sapanon kii tasvIren,...... saathii ...
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 13, Jun 2004 11:29:39 AM IST Mere Mehboob tujhe Meri Mohabbat ki kasam
Mere Mehboob tujhe Meri Mohabbat ki kasam
Phir mujhe narg ki aankhon ki saharaa de de
Mera khoya huva rangeen naZaara de de
Mere Mehboob tujhe Meri Mohabbat ki kasam
bhool sakti nahin aankhen vo suhaana manjar
jab tera husn mere ishQ se Takraaya tha
aur phir raah me bikhre the haZaaron nagme
main vo nagme teri aawaaZ ko de aaya tha
saaZe dil ko unhin geeton ka sahara de de
mera khoya huva rangeen nazaara de de
Mere Mehboob tujhe Meri Mohabbat ki kasam
yaad hai mujh ko meri umr ki pehli vo ghaDi
teri aankhon se koi jaam piya tha main ne
mere rag rag me koi barkh si lehraayi thi
jab tere marmari haathon ko chuva tha main ne
aa mujhe phir unhi haathon ka sahaara de de
mera khoya huva rangeen naZaara de de
Mere Mehboob tujhe Meri Mohabbat ki kasam
DoonDta hun tujhe har raah me har mehfil me
thak gaye hain mere mazboor tamanna ke kadam
aaj ka din meri ummeed ka hai aakhri din
kal na jaane main kahan aur kahan tu ho sanam
do ghaDi apni nigaahon ka sahaara de de
mera khoya huva rangeen naZaara de de
Mere Mehboob tujhe Meri Mohabbat ki kasam
saamne aa ke jara parda uTaade rukh se
ek yahi mera ilaje game tanhaayi hai
teri phurakat ne pareshaan kiya hai mujh ko
ab to mil jaake meri jaan pe ban aayi hai
dil ko bhooli huyi yaadon ka sahaara de de
mera khoya huva rangeen naZaara de de
Mere Mehboob tujhe Meri Mohabbat ki kasam
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 11, Jun 2004 3:05:44 AM IST ty...@ananth...aur aapka adrak ka chai bhi mast mast hai..;)
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~`
hum aur tum aur ye samaa
kya nasha nashaa sa hai
boliye na boliye
ka suna sunaa sa hai
hum aur tum aur ye samaa
kya nasha nasha sa hai
be karaar se ho kyun
hum ko paas aane bhi do
gir paDa jo haath se
vo rumaal uTaane bhi do
bante kyun ho jaane bhi do
bante kyun ho jaane bhi do
hum aur tum aur ye samaa
kya nasha nasha sa hai
boliye na boliye
ka suna sunaa sa hai
hum aur tum aur ye samaa
kya nasha nasha sa hai
aaj baat baat pe aap kyun sambhal ne lage
har tarah ye honT kyun ashK kyun machal ne lage
lipte gaisun khulne lage
lipte gaisun khulne lage
hum aur tum aur ye samaa
kya nasha nasha sa hai
boliye na boliye
ka suna sunaa sa hai
hum aur tum aur ye samaa
kya nasha nasha sa hai
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 11, Jun 2004 0:15:55 AM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|