
|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| choo le ne do naaZuk honton ko
kutch aur nahin hai jaam hai ye
choo le ne do naaZuk honton ko
kutch aur nahin hai jaam hai ye
kudrat ne jo hum ko baksha hai
vo sab se haseen eenaam hai ye
choo le ne do naaZuk honton ko
sharmaa ke na yun hi kho dena
rangeen jawaani ki ghaDiyaan
sharmaa ke na yun hi kho dena
rangeen jawaani ki ghaDiyaan
betaab dhaDkte seenon ka
armaan bhara paigaam hai ye
choo le ne do naaZuk honton ko
kutch aur nahin hai jaam hai ye
choo le ne do naaZuk honton ko
achon ko buraa sa bit karna
duniyaan ki puraani aadat hai
achon ko buraa sa bit karna
duniyaan ki puraani aadat hai
is mai ko mubaarak cheeZ samaj
maana ke bahut badnaam hai ye
choo le ne do naaZuk honton ko
kutch aur nahin hai jaam hai ye
kudrat ne hum ko jo baksha hai
vo sab se haseen eenaam hai ye
choo le ne do naaZuk honton ko
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 10, Jun 2004 11:49:12 PM IST *err* typo in the first stanza (corrected in BOLD)
Dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re ... dilbar
saari duniyaan haari hum se HUM TUJH PE DIL HAARE...dilbar
Dilbar dil se pyaare ... dilbar dilbar dilbar
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Jun 2004 7:31:09 PM IST Dilbar .... Dilbar
Dilbar
Dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re
saari duniyaan haari hum se hum se chupe dil haare
Dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re
saari duniyaan haari hum se hum tujh pe dil haare
jahari jahari nayano waale lehari lehari nayanon waale ... nayanonwaale
jahari jahari nayano waale ... nayanonwaale
jahari jahari nayano waale ... nayanonwaale
arre ek ek din ginti rahun sada ... sada
jab se hum tujh pe huyi fida
ho sunta hai re babuwa ... babuwa
tu hi mera nahuva ... nahuva
nahin jag me kya nahin hotaa re ...hai re
Dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re ... dilbar
saari duniyaan haari hum se hum tujh pe dil haare ...dilbar
Dilbar dil se pyaare ... dilbar dilbar dilbar
ho tak tak rahe chunri hari hari
ho dikhlavoonn bhayaa bhari bhari
ho mohi choon le sajana gussa kyun hai itna
jo mar rahi usko kyun maare
Dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re
saari duniyaan haari hum se hum tujh pe dil haare
jahari nayanon waale ...nayanonwaale
lehari lehari nayanon waale ... nayanonwaale
jahari jahari nayano waale ... nayanonwaale
lehari lehari nayanon waale ... nayanonwaale
ho nas nas meri sun ge aise piya
ho jal ban ke lakdi jaise piya
ho kyun sul jaaye mujh ko ...mujh ko
ho meri lag jaaye tujh ko ...tujh ko
rehta bhi jalta bhujta hai
Dilbar dil se pyaare dil ki suntaa jaa re
saari duniyaan haari hum se hum tujh pe dil haare ...dilbar
Dilbar dil se pyaare ...dilbar dilbar
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Jun 2004 7:18:46 PM IST hai tere saath meri vafaa
hai tere saath meri vafaa
mai nahin to kya
jinda rahega pyaar mera
main nahin to kya
main nahin to kya
main nahin to kya
hai tere saath meri vafaa
mai nahin to kya
tere liye vujaalon ki koi kami nahin
tere liye vujaalon ki koi kami nahin
kab tere roshni hai...meri roshni nahin
koi naya chiraag jala...koi naya chiraag jala
main nahin to kya
hain tere saath meri vafaa
main nahin to kya
kutch dhaDkanon ka jikr ho
kutch dil ki baat ho
kutch dhaDkanon ka jikr ho
kutch dil ki baat ho
mumkin hai is ke baad na din ho na raat ho
mere liye na ashK bahaar
meri liye na ashK bahaar
main nahin to kya
main nahin to kya
main nahin to kya
hai tere saath meri vafaa
hai tere saath meri vafaa
mai nahin to kya
jinda rahega pyaar mera
main nahin to kya
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Jun 2004 7:10:32 PM IST Dil ka bhhanwar kare pukaar
pyaar ka raaG suno
pyaar ka raaG suno re
Phool tum gulaab ka
kya jawaab aap ka
jo ada hai vo bahaar hai
aaj dil ki be kali
aa gayi jubaaN par
baat ye hai tum se pyaar hai
dil tum hi ko diya re
pyaar ka raaG suno re
Dil ka bhhanwar kare pukaar
pyaar ka raaG suno
pyaar ka raaG suno re
chaaahe tum miTaana
par na tum giraana
aansun ki tarah nigaah se
pyaar ki unchayi ishQ ki gehraayi
pooch lo humari aahaTen
aasmaN choo liya re
pyaar ka raaG suno re
Dil ka bhhanwar kare pukaar
pyaar ka raaG suno
pyaar ka raaG suno re
Is haseen taar pe
hum na baiTe ke haar ke
saaya ban ke saath hum chalen
aaj mere sang tu
poonje dil ki aarZoo
tujh se meri aankh jab mile
jaane kya kar diya re
pyaar ka raaG suno re
Dil ka bhhanwar kare pukaar
pyaar ka raaG suno
pyaar ka raaG suno re
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Jun 2004 1:31:25 AM IST ek haseen shaam ko dil mera kho gaya
ek haseen shaam ko dil mera kho gaya
pehle apna huva karta tha ab kisi ka ho gaya
ek haseen shaam ko dil mera kho gaya
muddaton se aarZoo thi jindangi me koi aaye
sooni sooni jindagi me koi shama dil milaaye
vo jo aaye to roshan jamaana ho gaya
ek haseen shaam ko dil mera kho gaya
mere dil ke kaarwan ko le chala hai aaj koi
shabnam isi jis ki aankhen thodi jaagi thodi soyi
unko dekha to mausam suhaana ho gaya
ek haseen shaam ko dil mera kho gaya
ek haseen shaam ko dil mera kho gaya
pehle apna huva karta tha ab kisi ka ho gaya
ek haseen shaam ko dil mera kho gaya
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Jun 2004 1:25:25 AM IST Dheere se aaja re ankhiyaanon men
nindiyaan aaja re aaja dheere se aa ja
Dheere se aaja re ankhiyaanon men
nindiyaan aaja re aaja dheere se aa ja
chupke se nayanan ke bagiyanon me
nindiyaan aaja re aaja Dheere se aa ja
lekar suhaane sapnon ki kaliyaan sapnon ki kaliyaan
lekar suhaane sapnon ki kaliyaan
aa ke basaale palkon ki galiyan
palkon ki choTi se galiyanon me
nindiyaan aa ja re aaja Dheere se aa ja
Dheere se aaja re ankhiyanon men
nindiyaan aaja re aaja dheere se aa ja
chupke se nayanan ke bagiyanon me
nindiyaan aaja re aaja Dheere se aa ja
taaron se chup kar taaron se chori taaron se chori
taaron se chup kar taaron se chori deti hai rajani chanda ko noori
hasta hai chanda bhi nindiyaanon me
nindiyaan aaja re aaja Dheere se aa ja
Dheere se aaja re ankhiyanon men
nindiyaan aaja re aaja dheere se aa ja
chupke se nayanan ke bagiyanon me
nindiyaan aaja re aaja Dheere se aa ja
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Jun 2004 1:01:55 AM IST Main DB mein message likhata chalaagaya
Har tresspasser ko parody sunaata chalaagaya
mere saathiyon ka sok mujhe na qubool tha (3)
unki sok ko phir main mazaak udaata chalaagaya
jo PRAISE kiya usiko sikandar samajhliya (3)
jo Gaali diya use rulaataa chalaagaya
Posted by: Malakpet Rowdy At: 8, Jun 2004 4:16:58 PM IST mein jimdagii ka saath nibhaataa chalaagayaa
har fikr koe duvae me uDaataa chalaagayaa
bar baadiyoen ka soek manaanaa fujuul tha (3)
bar baadiyoen ka jashn manaataa chalaagayaa
joe mil gayaa usiikoe mukaddar samaj liyaa (3)
joe khoegayaa mein us ko bhulaataa chalaagayaa
gam our khushii ka farak na meashuus hoe jahaa (3)
mein dil ko us makaam pe laataa chalaagayaa
Posted by: Mr. Kameswara Sarma Sriadibhatla At: 8, Jun 2004 3:20:04 PM IST jiyaa beKaraar hai
chhaaYI bahaar hai
aajaa more balamaa
teraa intEzaar hai
_____________________________
TP ka junta hazaar hai
DB to beemaar hai
Ve Va aur Ba Ba ke beech
zaari III world war hai
oooo .. anupama dekhe SDB dekhe
phir bhi gaaliyan barse ho ..
phir bhi gaaliyan barse
iss fight ne bhardiya DB mein zehar
poori paavn tak sar se ..
arey poori paavn tak sar se
hathon mein (zaroor) talwaar hai
par ladna beqaar hai
TP mein relation ki base
Pyar hi bas Pyar hai ..
Jus kiddin
Posted by: Malakpet Rowdy At: 8, Jun 2004 3:04:29 PM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|