
|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| Ehsaan tera hoga mujh par
dil chaahta hai vo kehne do
mujhe tum se mohabbat ho gayi hai
mujhe palkon ki chaav me rehne do
Ehsaan tera hoga mujh par
dil chaahta hai vo kehne do
mujhe tum se mohabbat ho gayi hai
mujhe palkon ki chaav me rehne do
Ehsaan tera hoga mujh par
tumne mujh ko hasna sikhaaya
tumne mujh ko hasna sikhaaya
rone kahoge ro lenge ab
rone kahoge ro lenge ab
aansoo ka humare gam na karo
vo behte hai to behne do
mujhe tum se mohabbat ho gayi hai
mujhe palkon ki chaav me rehne do
Ehsaan tera hoga mujh par
chaahe banaado chaahe miTaado
chaahe banaado chaahe miTaado
mar bhi gaye to denge duvaayen
mar bhi gaye to denge duvaayen
uD uD ke kahegi khaak sanam
ye dard mohabbat sehne do mujhe
tum se mohabbat ho gayi hai
mujhe palkon ke chaav me rehne do
Ehsaan tera hoga mujh par
dil chaahta hai vo kehne do
mujhe tum se mohabbat ho gayi hai
mujhe palkon ki chaav me rehne do
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Jun 2004 8:30:26 AM IST chalte chalte mere ye geet yaad rakhna
kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna
chalte chalte mere ye geet yaad rakhna
kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna
rote hanste bas yun hi tum gun gunaate rehna
kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna
pyaar karte karte hum tum kahi kho jaayenge
inhi bahaaron ke aanchal me thak ke so jaayenge
pyaar karte karte hum tum kahi kho jaayenge
inhi bahaaron ke aanchal me thak ke so jaayenge
sapnon ko phir bhi tum yun hi sajaate rehna
kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna
chalte chalte mere ye geet yaad rakhna
kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna
beechh raah me dilbar bichaD jaayen kahin hum agar
aur sooni si lage tumhe jeevan ki ye dagar
beechh raahen me dilbar bichaD jaayen kahin hum agar
aur sooni si lage tumhe jeevan ki ye dagar
hum lauT aayenge tum yun hi bulaate rehna
kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna
chalte chalte mere ye geet yaad rakhna
kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna
rote hanste bas yun hi tum gun gunaate rehna
kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Jun 2004 8:26:18 AM IST dard e dil dard e jigar
dard e dil dard e jigar dil me jagaaya aap ne
pehle to main shaayar tha Aashiq banaaya aap ne
dard e dil dard e jigar dil me jagaaya aap ne
dard e dil dard e jigar dil me jagaaya aap ne
aap ki madhhosh naZaren kar rahi hai shaayari
aap ki madhhosh naZaren kar rahi hai shaayari
ye ghaZal meri nahin ye ghaZal hai aap ki
main ne to bas vo likha jo kutch likhaaya aap ne
dard e dil dard e jigar dil me jagaaya aap ne
dard e dil dard e jigar dil me jagaaya aap ne
kab kahan sab kho gayi jitni bhi thi parchaayiyan
uTh gayi yaaron ki mehfil ho gayi tanhaayiyan
kab kahan sab kho gayi jitni bhi thi parchaayiyan
uTh gayi yaaron ki mehfil ho gayi tanhaayiyan
kya kiya shayaad koi parda giraaya aap ne
dard e dil dard e jigar dil me jagaaya aap ne
dard e dil dard e jigar dil me jagaaya aap ne
aur thoDi der me bas hum judaa ho jaayenge
aur thoDi der me bas hum judaa ho jaayenge
aap ko DoonDoonga kaise raasten kho jaayenge
naam tak bhi to nahin apna bataaya aap ne
dard e dil dard e jigar dil me jagaaya aap ne
dard e dil dard e jigar dil me jagaaya aap ne
pehle to main shaayar tha Aashiq banaaya aap ne
dard e dil dard e jigar dil me jagaaya aap ne
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 1, Jun 2004 11:40:42 PM IST kahan chalaa hai mere jogi
jeevan se tu bhaag ke
kisi ek din ke kaaraN yun saari duniyaa tyaag ke
choD de saari duniyaan kisi ke liye
ye munasib nahin aadmi ke liye
pyaar se bhi jaroori kayi kaam hai
pyaar sab kutch nahin jindagi ke liye
choD de saari duniyaan kisi ke liye
tan se tan ka milan ho na paaya to kya
man se man ka milan koi kam to nahin
man se man ka milan koi kam to nahin
khushbu aati rahen door hi se sahi
saamne ho chaman koi kam to nahin
saamne ho chaman koi kam to nahin
chaand milta nahin sab ko sansaar me
hai diya hi bohut roshni ke liye
choD de saari duniyaan kisi ke liye
kitni hasrat se takti hai kaliyaan tumhe
yun bahaaron ko phir se bulate nahin
yun bahaaron ko phir se bulate nahin
ek duniyaan ujaD hi gayi hai to kya
doosra tum jahan kyun batate nahin
dil na chaahe bhi to saare sansaar me
chalna paDta hai sab ki khushi ke liye
choD de saari duniyaan kisi ke liye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 1, Jun 2004 11:35:56 PM IST Phoolon Ke Rang Se Dil Ki Kalam Se Tujhko Likhi Roz Paati
Kaise Bataaoon Kis Kis Tarah Se Pal Pal Mujhe Tu Sataati
Tere Hi Sapne Lekar Ke Soya Teri Hi Yaadon Mein Jaaga
Tere Khayaalon Mein Uljha Raha Yoon Jaise Ki Maala Mein Dhaaga
Haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
Lena Hoga Janam Humein Kayi Kayi Baar
Haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
Lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar
Sanson Ki Sargam Dhadkan Ki Beena Sapnon Ki Geetanjali Tu
Man Ki Gali Mein Mehke Jo Hardum Aisi Juhi Ki Kali Tu
Chhota Safar Ho Lamba Safar Ho Sooni Dagar Ho Ya Mela
Yaad Tu Aaye Man Ho Jaaye Bheed Ke Beech Akela
Haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
Lena Hoga Janam Humein Kayi Kayi Baar
Haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
Lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar
Purab Ho Paschim Uttar Ho Dakshin Tu Har Jagah Muskuraye
Jitna Hi Jaoon Main Door Tujhse Utni Hi Tu Paas Aaye
Aandhi Ne Roka Pani Ne Toka Duniya Ne Hanskar Pukara
Tasveer Teri Lekin Liye Main Kar Aaya Sab Se Kinara
Haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
Lena Hoga Janam Hume Kayi Kayi Baar
Haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
Lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar
Kayi Kayi Baar
Kayi Kayi Baar
Posted by: Malakpet Rowdy At: 31, May 2004 2:18:28 PM IST Rulake gaya sapna mera
Rulake gaya sapna mera
baiTi hun kab ho savera
Rulake gaya sapna mera
vohi hai gamen dil vo hi hai chanda taaren
hai vohi hum be sahare
vohi hai gamen dil vo hi hai chanda taaren
vohi hum be sahare
aadhi raat vohi hai aur har baat vohi hai
phir bhi na aaya lutera
Rulake gaya sapna mera
baiTi ho kab ho savera
Rulake gaya sapna mera
kaisi ye jindagi ke saathon se hum voobe
ke dil dooba hum doobe
kaisi ye jindagi ke saathon se hum voobe
ke dil dooba hum doobe
ek dukhi aur ye sare is jeevan se haare
us par ye gum ka andhera
Rulake gaya sapna mera
baiTi ho kab ho savera
Rulake gaya sapna mera
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 29, May 2004 8:49:52 PM IST jab hum jawaan honge jaane kahan honge
jab hum jawaan honge jaane kahan honge
lekin jahan honge vahan fariyaad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan honge jaane kahan honge
jab hum jawaan honge jaane kahan honge
lekin jahan honge vahan fariyaad karenge
tujhe yaad karenge
jum hum jawaan honge
ye bachpan ka pyaar agar kho jayega
dil kitna khali khali ho jayega
ye bachpan ka pyaar agar kho jayega
dil kitna khali khali ho jayega
tere khayalon se ise aabaad karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan honge jaane kahan honge
jab hum jawaan honge jaane kahan honge
lekin jahan honge vahan fariyaad karenge
tujhe yaad karenge
jum hum jawaan honge
aise hasthi thi vo aise chalthi thi
aise hasthi thi vo aise chalthi thi
chand ke jaise chupti aur nikal thi thi
aise hasthi thi vo aise chalthi thi
aise hasthi thi vo aise chalthi thi
chand ke jaise chupti aur nikal thi thi
sab se teri baaten tere baat karenge
tujhe yaad karenge
jab hum jawaan honge jaane kahan honge
jab hum jawaan honge jaane kahan honge
lekin jahan honge vahan fariyaad karenge
tujhe yaad karenge
jum hum jawaan honge
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 29, May 2004 8:40:31 PM IST Dam maaro dam, mit jaaye gham
Bolo subh shaam, hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram
Dam maaro dam, mit jaaye gham
Bolo subh shaam, hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram
Tu, tu du tu tu tu tu tu
Hey, pa da pa da pa da pa da pa da da
(Duniya ne humko diya kya, duniya se humne liya kya
Hum sab ki parwah kare kya, sab ne hamaara kiya kya)
Aah, aah, aah, aah
Dam maaro dam, mit jaaye gham
Bolo subh shaam, hare krishna hare ram
Hare krishna hare ram
Posted by: Mrs. MadhaviReddy Madhu At: 29, May 2004 1:39:56 PM IST Chhahoonga main tujhe saanj savere
phir bhi kabhi ab naam ko tere
Aawaaz main na doonga
Aawaaz main na doonga
Chhahoonga main tujhe saanj savere
phir bhi kabhi ab naam ko tere
Aawaaz main na doonga
Aawaaz main na doonga
Chhahoonga main tujhe saanj savere
dekh mujhe sab hai pataa
suntaa hai tu man ki sadaa
dekh mujhe sab hai pataa
suntaa hai tu man ki sadaa
mitvaa mere yaar tujh ko baar baar
Aawaaz main na doonga
Aawaaz main na doonga
Chhahoonga main tujhe saanj savere
phir bhi kabhi ab naam ko tere
Aawaaz main na doonga
Aawaaz main na doonga
Chhahoonga main tujhe saanj savere
dard bhi tu chayan bhi tu dars bhi tu layan bhi tu
dard bhi tu chayan bhi tu dars bhi tu layan bhi tu
mitvaaaaaa mere yaar tujh ko baar baar
Aawaaz maain na doonga
Aawaaz main na doonga
Chhahoonga main tujhe saanj savere
phir bhi kabhi ab naam ko tere
Aawaaz main na doonga
Chhahoonga main tujhe saanj savere
phir bhi kabhi ab naam ko tere
Aawaaz main na doonga
Aawaaz main na doonga
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 28, May 2004 5:45:09 PM IST Thanks a bunch to all of you for contributing all those 'Memorable' songs...
Please limit the usage of this thread for songs posting...Thanks
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 28, May 2004 5:39:39 PM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|