
|
|

General Forum: Love | Jab dil akela ho ♪♪♪ | |
| "aankhon me sapne liye ghar se hum chal to diye
jaane ye raahen aab le jaayengi kahaan
miTTi ki khushboo aaye palkon pe aansu laaye
palkon pe reh jaayegaa yaadon ke jahan
manzil nayee hai anjaana hai kaarvaan
Chalna akele hai yahan
tanha dil, tanha safar DhoonDe tujhe phir kyun nazar
tanha dil, tanha safar DhoonDe tujhe phir kyun nazar
tanha dil...dilkash nazaaren dekhe jhilmil sitaaren dekhe
aankhon me phir bhi tera chehra hai jawaan
kitni barsaaten aayi kitni saugaaten laayi
kaanon me phir bhi goonje teri hi sadaa
maane kiye the apna hoga aashiyaan Vaadon ka jaane hoga kya
tanha dil, tanha safar DhoonDe tujhe phir kyun nazar
tanha dil...
aankhon me sapne liye ghar se hum chal to diye
jaane ye raahen aab le jaayengi kahan
miTTi ki khushboo aaye palkon pe aansu laaye
palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan
manzil nayee hai anjaana hai kaarvaan
chalna akele hai yahan
tanha dil, tanha safar DhoonDe tujhe phir kyun nazar
tanha dil...
tanha dil...
tanha dil..."
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 21, Jul 2006 4:08:41 AM IST Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tuney Kya Ishara
Badla Yeh Mausam
Lagey Pyaara Jag Saara
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tuney Kya Ishara
Tu Jo Kahe Jeevan Bhar
Tere Liye Main Gaaoon
Geet Tere Bolon Pe
Likhta Chala Jaaoon
Mere Geeton Mein
Tujhe Dhoonde Jag Saara
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tuney Kya Ishara
Aaja Tera Aanchal Yeh
Pyaar Se Main Bhar Doon
Khushiyan Jahan Bhar Ki
Tujhpe Nazar Kar Doon
Tu Hi Mera Jeevan
Tu Hi Jeene Ka Sahara
Chhookar Mere Man Ko
Kiya Tuney Kya Ishara
Posted by: బుజ్జిది At: 20, Jul 2006 9:45:58 PM IST "deewano se ye mat poocho
deewano pe ye kya guzari hai
haan unke dilon se ye poocho
armanon pe kya guzari hai
auron ko pilaate rehte hain
aur khud pyaase reh jaate hai
ye peene waale kya jaane
paimaanon pe kya guzari hai
deewano se ye mat poocho
maalik ne banaaya insaan ko
insaan mohaBBat kar baiTha
vo oopar baiTha kya jaane
insanon pe kya guzari hai
deewano se ye mat poocho
deewano pe ye Kya guzari hai
haan unke dilon se ye poocho
armanon pe kya guzari hai"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 20, Jul 2006 1:47:00 AM IST 'Neelkamal (Rafi saab)'
aa jaa tujh ko pukaare meraa pyaar
aa jaa main to miTaa hun teri chaah me
tujh ko pukaare meraa pyaar...
dono jahaan ki bhenT chaDhaa dee main ne raah me teri
apane badan ki khaaq milaa dee main ne aah me teri
aab to chalee aa iis paar aa jaa main to miTaa hun...
itane yugon se itane dukhon ko koyi seh na sakegaa
meri kasam mujhe tu hai kisee ki koyi keh na sakegaa
mujh se hai teraa iqraar aa jaa main to miTaa hun...
aakhri pal hai aakhri aanhen tujhe DhoonDh rahin hain
Doobti saansen bujhti nigaahen tujhe DhoonDh rahin hain
saamne aa jaa ek baar aa jaa main to miTaa hun...
aa jaa tujh ko pukaare meraa pyaar
aa jaa main to miTaa hun teri chaah me
tujh ko pukaare meraa pyaar...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 29, Mar 2006 1:59:43 AM IST awww.. one of Y(J)esdas's best songs!! Thanks for posting it Priya :)
Posted by: Nishigandha At: 29, Mar 2006 1:17:36 AM IST Nice song Priya @ yeh raat bheegi bheegi :)
--------------------------------
! Banaras !
kitna pyar karte hain tumhe sanam
mere dil se pooch lo na
kitna pyar karte hain tumhe sanam
mere dil se pooch lo na
ho mere dil se pooch lo na
bina saas kaise zinda rahe ham
mere dil se pooch lo na
pooch lo na
mere dil se pooch lo na
mere dil se pooch lo na
mann kare naam saari zindagi kar de
khwaabon mein tanhaaiyon ki saadgi bhar de
kyon sitamgar aye khudaai kaisi hoti hai judaai
kitna sakt hota hai doori ka gam
mere dil se pooch lo na
kitna sakt hota hai doori ka gam
mere dil se pooch lo na
behte ashkon mein chhupi hai pyar ki baaten
lamha lamha yaad aati woh mulaakaten
chaahaton ki moti ladiyaan kaise kat ti hai yeh ghadiya
kiss tarah se karti sada yeh sitam
mere dil se pooch lo na
kitna pyar karte hain tumhe sanam
mere dil se pooch lo na
kitna pyar karte hain tumhe sanam
mere dil se pooch lo na
Posted by: Nishigandha At: 28, Mar 2006 11:27:26 PM IST 'Shalimar'
hum be-wafa hargiz na the par hum vafaa kar na sake
hum ko milee uus ki sazaa hum jo katha kar na sake
hum be-wafa hargiz na the par hum vafaa kar na sake
kitni akeli thi vo raahen hum jin pe aab tak akele chalte rahe
tujh se bichaD ke bhi vo be-khabar tere hi gum me jalte rahen
tu ne kiya jo shikwa hum vo gilaa kar na sake
hum be-wafa hargiz na the par hum vafaa kar na sake
tum ne jo dekha suna sachch tha magar kitna tha sachch ye kis ko pataa
jaane tumhen main koyi dhokhaa diya
jaane tumhen koyi dhokha huvaa
iis pyaar me sach jhooT ka tum faislaa kar na saken
hum bewafa hargiz na the par hum vafa kar na sake
hum ko mili us ki saza hum jo katha kar na sake
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 24, Mar 2006 11:46:24 PM IST 'Anmol Ghadi'
aa jaa meri barbaad mohabbat ke sahaare
hai kaun jo bigaDi huyi taqadeer sanvaare
aa jaa meri barbaad mohabbat ke sahaare
aaye Bhi na the khushi huye aankhon me aansu...aankhon me aansu
nikale Bhi na the luT gaye aramaan bichaare...aramaan bichaare
hai kaun jo bigaDi huyi taqadeer sanvaare
aa jaa meri barbaad mohabbat ke sahaare
anjaam-e-mohabbat humen maaluum hai lekin...maaluum hai lekin
leTe hain tere gum me ummeedon ke sahaare...ummeedon ke sahaare
hai kaun jo bigaDi huyi taqdeer sanvaare
aa jaa meri barbaad mohabbat ke sahaare
tha dil ko bahut teri mohabbat ka sahaaraa...mohabbat kaa sahaaraa
hum ne iisi ummeed par din apane guzaare...din apane guzaare
hai kaun jo bigaDi huyi taqdeer sanvaare
aa jaa meri barbaad mohabbat ke sahaare
hai kaun jo bigaDi huyi taqadeer sanvaare
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 23, Mar 2006 2:26:11 AM IST ! Sunny !
Jaane Kya Baat Hai.. Jaane Kya Baat Hai
Neend Nahin Aati.. Badi Lambi Raat Hai
Saari Saari Raat Mujhe Isne Jagaya
Jaise Koi Sapna Jaise Koi Saaya
Koi Nahin Lagta Hai.. Koi Mere Saath Hai
Neend Nahin Aati.. Badi Lambi Raat Hai...
Dhak dhak Kabhi Se Jiya Dol Raha Hai
Ghungat Abhise Mera Khol Raha Hai
Door Abhi To Piya Ki Mulaqat Hai
Neend Nahin Aati.. Badi Lambi Raat Hai...
Jab Jab Dekhoon Maein Yeh Chand Sitare
Aaisa Lagta Hai Mujhe Laaj Ke Mare
Jaise Koi Doli Koi Baraat Hai
Neend Nahin Aati.. Badi Lambi Raat Hai...
Posted by: Nishigandha At: 22, Mar 2006 11:56:11 PM IST a'rite, done :-)
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 18, Mar 2006 2:24:43 AM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|