Discussion on Anything on Cinema in Cinema Special at TeluguPeople.com
TeluguPeople
  are the trend-setters

 
Cinema Special: Anything on Cinema
******MY FAV SONGS*******
< < Previous   Page: 30 of 49   Next > >  


Now you can Read Only. Login to post messages
Email ID:
Password:
Remember me on this computer
and how about "vaddante vinadee pookiri... ......hari hari " :)) sorry ..couldnt stop myself ...

Posted by: Ravi At: 3, Feb 2003 8:36:59 AM IST
opps... from Ravi's heart

Posted by: Ravi At: 3, Feb 2003 8:30:20 AM IST
nenu type chestuu unnanu :) ...

Posted by: Ravi At: 3, Feb 2003 8:29:58 AM IST
badi suuni suuni hai zindagi ye zindagii main khud se huun yahaan ajnabi ajnabi kabhi ek pal bhii, kahin ye udaasii dil meraa bhuule kabhii muskuraakar dabe paanv aakar dukh mujhe chhuule na kar mujhse Gam mere, dillagii ye dillagii kabhii main na soyaa, kahin mujhse khoyaa sukh meraa aise pataa naam likhkar, kahin yuunhii rakhkar bhuule koi kaise ajab dukh bhari hai ye, bebasi bebasi badi suuni sunnhi hain...

Posted by: Saleem At: 3, Feb 2003 3:37:00 AM IST
:O stealing songs? :(

Posted by: Saleem At: 3, Feb 2003 2:59:29 AM IST
The great thing about following song is okkokka charanam okkokka great singer paadaru..in the order of bhupinder, rafi, talat mahmood, manna de.... :)) "hoke majboor mujhe usne bulaayaa hogaa zahar chupke se davaa jaanake khaayaa hogaa.... dil ne aise bhii kuchh afsaane sunaye honge ashq aankhon ne pi aur na bahaye honge band kamare mein jo khat mere jalaye honge ek ik harf jabeen par ubhar aayaa hogaa usne ghabraake nazar laakh bachaayi hogi dil kii lutati huyi duniyaa nazar aayi hogi mez se jab meri tasveer hataayi hogi har taraf mujhko tadapataa huwa paayaa hogaa ched kii baat pe aramaan machal aye honge Gam dikhaave ki hansi ne na chhupaye honge naam par mere jab aansuu nikal aaye honge sar na kaandhe se sahelii ke uthaayaa hogaa... zulf zid karke kisi ne jo banaayi hogi aur bhi gam ki ghataa mukhade pe chhaayi hogi bijli nazaron ne kayi din na giraayi hogi rang chahre pe kayi roz na aayaa hogaa hoke majboor...

Posted by: Saleem At: 3, Feb 2003 1:08:59 AM IST
Sochho ke jheelon ka shehar ho... leharon me apna ek ghar ho.... hum do dekhe sapne sare such ho jaaye bus aur kya...?

Posted by: sunil padda At: 2, Feb 2003 6:21:59 PM IST
Udja Kale Kawan Tere Moowich Khandpaanwa Le Ja Tu Sandesha Mera Main Sadke Jaawaan Baagon Mein Phir Jhule Padgay Pak Gayean Mithiyaan Ambiyan Yeh Chhoti Se Zindagi De Raataan Lambiyaan Lambiyaan Oh Ghar Aaja Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee Oh Ghar Aaja Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee Cham Cham Karta Aaya Mausam Pyaar Ke Geeto Ka Oh Oh Oh Cham Cham Karta Aaya Mausam Pyaar Ke Geeto Ka Raste Pe Ankhiyaan Rasta Dekhe Bichde Meeton Ka Saari Saari Raat Jagaayen Mujhko Teri Yaadein Mere Saare Geet Bane Mere Dil Ki Faryaaden Oh Ghar Aaja Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee Oh Ghar Aaja Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee Udja Kale Kawan Tere Moowich Khandpaanwa Le Ja Tu Sandesha Mera Main Sadke Jaawaan(6)

Posted by: Miss gul sk At: 2, Feb 2003 5:54:50 PM IST
(thats a good song andi gulnas garu) gunde gootiki pandugocchindhi pandu vennela panchukundhi yevarante yettammaa vivaraale guttammaa chiku baku chiku chinnoodoyammaaaa....

Posted by: Raj Sekhar At: 2, Feb 2003 3:32:04 PM IST
Dil ne yeh kaha hai dil se Mohabbat ho gayi hai tum se Tum jo keh do to chaand taron ko todh laaunga main In hawaaon ko in ghataaon ko modh laaunga main Ho..Tum jo keh do to chaand taron ko todh laaunga main In hawaaon ko in ghataaon ko modh laaunga main Kaisa manzar hai meri aankhon mein kaisa ehsaas hai Paas darya hai door sahra hai phir bhi kyun pyaas hai Kadmon mein jahaan yeh rakh doon Mujhse aankhein chaar karlo Jitna bekaar hoon main Khud ko bekaar karlo Meri dhadkano ko samjho Tum bhi mujh se pyaar karlo Dil ne yeh kaha hai dil se Mohabbat ho gayi hai tum se Heee...he...he...he Aaha...ha...ha...ha...ha Heee...he...he...he Aaha...ha...ha...ha Heee...he...he...he Aaha...ha...ha...ha...ha Heee...he...he...he Aaha...ha...ha...ha Meri yaadon mein mere khaabon mein roze aate ho tum Is tarah bhala meri jaan mujhe kyun sataate ho tum Ho..Meri yaadon mein mere khaabon mein roze aate ho tum Is tarah bhala meri jaan mujhe kyun sataate ho tum Teri baahon se teri raahon se yoon na jaaunga main Yeh iraada hai mera waada hai laut aaunga main Duniya se tujhe chura loon Thoda intezaar karlo Jitna bekaar hoon main Khud ko bekaar karlo Meri dhadkano ko samjho Tum bhi mujh se pyaar karlo Tum bhi mujh se pyaar karlo Tum bhi mujh se pyaar karlo Kaise aankhein chaar kar loon Kaise aitebaar kar loon Apni dhadkanon ko kaise Itna bekaraar kar loon Kaise tujhko dil main de doon Kaise tujhse pyaar kar loon Dil ne yeh kaha hai dil se Mohabbat ho gayi hai tum se Meri jaan mere dilbar Mera aitebaar karlo Jitna bekaar hoon main Khud ko bekaar karlo Meri dhadkano ko samjho Tum bhi mujh se pyaar karlo Tum bhi mujhse pyaar karlo

Posted by: Miss gul sk At: 2, Feb 2003 3:29:10 PM IST
< < Previous   Page: 30 of 49   Next > >  
 
Advertisements
Advertisements
Advertisements
Beauty and Skin Care
For all your favorite branded products of Beauty, Skin Care, Perfumes, Makeup and more!
News
Headline News
Cinema News
Business
Special Stories
Devotion
NRI News
Social Media
Facebook
Movie Gallery
Devotional Gallery
Twitter
Photo Galleries
News Gallery
Cinema Gallery
Beauty Gallery
Fashion Gallery
Sports Gallery
Travel Gallery
Devotion
Classifieds
Jobs
Real Estate
Automobile
Personals

Search TeluguPeople.com

(C) 2000-2025 TeluguPeople.com, All Rights Reserved.