
|
|

General Forum: Love | gaanE taraanE.. | |
| haha @ karav hOgayaa - EnTi bhaaskara bOdhini ki balifaiD aa? :P
Posted by: చంటోడు At: 4, Oct 2006 11:07:51 PM IST
jaa.. ne jaa DhoonD~taa fir rahaa
hoo tumE raat din
mE yahaa sE vahaa
muj~kO aavaaz dO
chup gayE hO sanam
tum kahaa
mE yahaaaaaaa
tum kahaa
mE yahaaaaaaa
Posted by: చంటోడు At: 4, Oct 2006 10:55:51 PM IST :))
Posted by: Nishigandha At: 4, Oct 2006 10:53:07 PM IST my all time fav.. thanks for posting it, Amrapali gaaru :)
Posted by: Nishigandha At: 4, Oct 2006 10:47:06 PM IST adi navaramg kAdu SamkarA..sehrA ..lOdi
kaakumTE nemali kUta TyUn remDimTilOnU okaTigA umTumdi.
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 16, Sep 2006 11:00:00 PM IST aisa koi zindagi me aaye jo zindagee ko zindagi banaaye
aisa koi zindagi me aaye jo zindagee ko zindagi banaaye
thodi khushiya ho thodi aasoo ho aur zara zara pe muskuraaye
aisa koi zindagi me aaye jo zindagee ko zindagi banaaye
dilojaan se jo mujhpe mare
sirf mujhse mohabbat kare
mere khaabhon me khoya rahe
mere kandhon pe soya rahe
mere hi duniya bhulaaye
mere dardogam bhi uthaaye
aisa koi zindagi me aaye jo zindagee ko zindagi banaaye
lamha lamha umar baantle
meri tanhaayiya kaatle
har ghadi bas mera naamle
ladkhadaaoon jo mai thaamle
mere sare sapne sajaaye
mere palkonme ghar banaye
aisa koi zindagi me aaye jo zindagee ko zindagi banaaye
Posted by: Mrs. Alakananda J At: 24, Dec 2005 1:03:39 AM IST wah wah @
"ek baar vaqt se lamha giraa kahin
ek baar vaqt se lamha giraa kahin
vahan daastaan mili lamha kahin nahin
thoDa sa hansaa ke thoDa sa rulaake pal ye bhi jaanewaala hai"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 20, Dec 2005 11:19:39 PM IST Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya
Maine Sun liya
Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata
Pehla nasha
Pehla khumaar
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin
Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata
Pehla nasha
Pehla khumaar
Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Reh jaoon jaise main haar ke
Aur choome vo mujhe pyaar se
Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
--------------
meeku only raining...maaku ikkada snowing
okate boring..aina tappadu working..
madhyalo aakali vesing..anduke roying(hindi rona)...
Posted by: Mr. SiriVennela At: 29, Nov 2005 9:17:05 PM IST Hosh Valon Ko Khabar Kya Bekhudi Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye Zindagi Kya Cheez Hai
Hosh Valon Ko Khabar Kya...
Unse Nazrein Kya Mili Roshan Fizayen Ho Gayi
Aaj Jaana Pyar Ki Jaadugari Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye...
Khulti Zulfon Ne Sikhayi Mausamon Ko Shayari
Jhukti Aankhon Ne Bataya Maikashi Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye...
Hum Labon Se Keh Na Paye Unse Haal-E-Dil Kabhi
Aur Voh Samjhe Nahin Yeh Khamoshi Kya Cheez Hai
Ishq Kije Phir Samajhiye...
Posted by: Mr. SiriVennela At: 29, Nov 2005 8:35:06 PM IST aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap se bhi khoobsoorat aap ke andaaz hai
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap se bhi khoobsoorat aap ke andaaz hai
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
lab hile to mogre ke phool khilte hain kahin
lab hile to mogre ke phool khilte hain kahin
aap ki aankhon me kya saahil bhi milte hai kahin
aap ki khaamoshiyaan bhi aap ki awaaz hai
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap se bhi khoobsoorat aap ke andaaz hai
aap ki baaton me phiR koyi sharaarat to nahin
aap ki baaton me phiR koyi sharaarat to nahin
be vajah taareeF karna aap ki aadat to nahin
aap ki badmaashiyon ke ye naye andaaz hai
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap se bhi khoobsoorat aap ke andaaz hai
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap se bhi khoobsoorat aap ke andaaz hai
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 27, Nov 2005 10:43:08 PM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|