Discussion on Love in General Forum at TeluguPeople.com
TeluguPeople
  are the trend-setters

 
General Forum: Love
Jab dil akela ho ♪♪♪
< < Previous   Page: 4 of 29   Next > >  


Now you can Read Only. Login to post messages
Email ID:
Password:
Remember me on this computer
:) please consider my previous post as a new application Raahul..

Posted by: Nishigandha At: 18, Mar 2006 2:18:59 AM IST
mee darakhaastu ekkaDO mis ayinaTlundi, nishi. maLLee darakhaastu chEsukOnDi. :)

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 18, Mar 2006 1:39:11 AM IST
:) raahul.. EnTO ee madhya kontamandi saDen gaa 'meeru' ani pilustunnaaru :)) chaalaa rOjula tarvaata ikkaDa kanabaDutunnaaru! mixed case lO vunTE phaalO avvaTam kaasta kashTam gaa undani appuDeppuDO mEmu meeku darakhaastu peTTukunnaamu kadaa.. ------------------------ ! Baaghi ! baithi hu intejaar mein.. ummed lagaye na jaane kis ghadi.. sajan mera aaye sajan o sajan aaja ab aaja dekh rahi hu tera rasta aankhein jhalak dikha ja sajan o sajan aaja ab aaja shamma banke main jal rahi hu mom ke jaise pighal rahi hu shamma banke main jal rahi hu mom ke jaise pighal rahi hu din ho chahe subho sham kar di maine tere naam ghut ghut ke main mar jaun aake aas bandha ja sajan o sajan aaja ab aaja apni chahat kya rang laayi ghadi milan ki bani judaai apni chahat kya rang laayi ghadi milan ki bani judaai tere yaade jab jab aaye mere dil ko bahut rulaye bin tere jiyu main kaise aake mujhe bata jaa sajan o sajan aaja ab aaja

Posted by: Nishigandha At: 18, Mar 2006 1:24:56 AM IST
'Arzoo' aye dil mujhe aisee jagah le chal jahaan koyi na ho apanaa paraayaa meharabaan na-meharabaan koyi na ho aye dil mujhe aisee jagah le chal jahaan koyi na ho jaa kar kahin kho jaavun main neend aaye aur so jaavn main...neend aaye aur so jaavun mainn duniyaa mujhe DhoonDhe magar meraa nishaan koyi na ho aye dil mujhe aisee jagah le chal... aye dil mujhe aisee jagah le chal jahaan koyi na ho apanaa paraayaa meharabaan na-meharabaan koyi na ho ulfat ka badalaa mil gayaa vo gum luTaa vo dil gayaa...vo gum luTaa vo dil gayaa chalnaa hai sab se door door aab kaaravaan koyi na ho apanaa paraayaa meharabaan na-meharabaan koyi na ho aye dil mujhe aisee jagah le chal jahaan koyi na ho apanaa paraayaa meharabaan na-meharabaan koyi na ho aye dil mujhe aisee jagah le chal...

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 17, Mar 2006 11:24:44 PM IST
nishi - elaa vunnaaru? anta artham kaakunDaa pOshT chEsaanaa aa paaTani :-?

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 17, Mar 2006 11:23:32 PM IST
i like another song (sad) 'dil detaa hain ro ro duhaayi kisi se koyi pyar na kare..' from 'Phir teri..' :) ---------------------------------------- ! Sun Zara ! Tere rang se rangi hai meri nazar Kuch kaha nahi hai tumne kyon hai yeh asar Tere rang se rangi hai meri nazar Kuch kaha nahi hai tumne kyon hai yeh asar Saaz kaise tumne chhedein Raag kaise bajh uthe Lamha lamha bas tumhaari hi kahani si lage Tere rang se rangi hai meri nazar Kuch kaha nahi hai tumne kyon hai yeh asar Yeh jo meethi meethi pyaas hai Tujhko paane ka ehsaas hai Main sukh aur dukh se hoon bhare Yeh woh begaani baat hai Yeh jo meethi meethi pyaas hai Tere bin yeh zindagaani kuch purani si lage Gar jo tum ho saath mere to nayi baat hai Tere rang se rangi hai meri nazar Kuch kaha nahi hai tumne kyon hai yeh asar Jab ho tum meri zindagi.. kyon itne door ho sanam Paas aake dekh lo zara.. mere palkein hain tumhi sanam Jab ho tum meri zindagi Dhoondti hain yeh nigahein tumko raahon mein sanam Ab gaye jo chhod ke tum to main jaoongi kidhar Tere rang se rangi hai meri nazar Kuch kaha nahi hai tumne kyon hai yeh asar Saaz kaise tumne chhedein Raag kaise bajh uthe Lamha lamha bas tumhaari hi kahani si lage

Posted by: Nishigandha At: 6, Mar 2006 11:00:04 PM IST
! Tere Bina ! (private album) yeh kya ho raha hain.. yeh kyon ho raha hain khwaabo mein par lag rahe hain ham aajkal udd rahe hain kiska asar hain yeh kya ho raha hain.. yeh kyon ho raha hain hawa hawa badli si lag rahi hain mujhe naya naya lage hain jahaan kaise kahu kya main kahu haal kya hain mera hone lage sapney jawaan lamho mein rang bhar rahein hain mehke se pal lag rahe hain kiska asar hain yeh kya ho raha hain.. yeh kyon ho raha hain chunri jo dhalke hain mere kandhe se jo laga jaise kisine mujhko chua main kahi hu dil hain kahi bawri se pehle kabhi aaisa na hua tanhaiyaa gaa rahi hain madhoshiyaa cha rahi hain kiska asar hain yeh kya ho raha hain.. yeh kyon ho raha hain

Posted by: Nishigandha At: 2, Mar 2006 9:22:48 PM IST
ilaa pOsT chEstE okka mukka kuuDaa ardham kaavaTam lEdu :( ! Phir teri kahaani yaad aayi ! Tere dar par sanam chale aaye Tu na aaya to hum chale aaye Chale aaye.. chale aaye Tere dar par sanam chale aaye Tu na aaya to hum chale aaye Bin tere koi aas bhi na rahi Itne tarse ke pyaas bhi na rahi Oh.. bin tere koi aas bhi na rahi Itne tarse ke pyaas bhi na rahi Ladkhadaaye kadam.. chale aaye Chale aaye.. chale aaye Tere dar par sanam chale aaye Tu na aaya to hum chale aaye Dil ko dhadka laga tha pal pal to Shor sun le na koi paayal ka Phir bhi teri kasam chale aaye Chale aaye... chale aaye Tere dar par sanam chale aaye Tu na aaya to hum chale aaye

Posted by: Nishigandha At: 25, Feb 2006 2:47:29 AM IST
"Shakti" "HOOO HUmEn bAs YE pAtAA HAI vO bAHUt HI KHOObsOOrAt HAI lIFAAFE kE lIYE lEkIn pAtE kI BHI jArOOrAt HAI HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA KHAt mE lIKHA AYE dIlrUbA dIl kI gAlI sHAHAr-E-vAFA HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA KHAt mE lIKHA pAHUncHE YE KHAt jAAnE kAHAn jAAn-E-bAnE kYA dAAstAAn pAHUncHE YE KHAt jAAnE kAHAn jAAn-E-bAnE kYA dAAstAAn UUs pAr rAKHI vO kA YE DAr lAg jAAYE UnkE HAAtH AgAr kItnA bUrA AnjAAm HO dIl mUFt mE bAdnAAm HO AIsA nA HO vAIsA nA HO ApnI KHUdA sE rAAt dIn mAAngA kI YE HUm YE dUvAA HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA KHAt mE lIKHA AYE dIlrUbA dIl kI gAlI sHAHAr-E-vAFA HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA KHAt mE lIKHA pEEpAl kA YE pAttA nAHIn kAAgAZ kA YE tUkdA nAHIn...pEEpAl kA YE pAttA nAHIn kAAgAZ kA YE tUkdA nAHIn Is dIl kA YE ArmAAn HAI IIs mE HUmAArI jAAn HAI AIsA gAZAb HO jAAYE nA rAstE mE YE KHO jAAYE nA HUm nE bADI tAAkEEd kI DAAlA IsE jAb DAAk mE YE DAAk bAAbU sE kAHA HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA KHAt mE lIKHA AYE dIlrUbA dIl kI gAlI sHAHAr-E-VAFA HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA KHAt mE lIKHA bArsOn jAWAb YE YAAr kA dEKHA kI YE HUm rAAstA bArsOn jAWAb YE YAAr kA dEKHA kI YE HUm rAAstA Ek dIn vO KHAt vAApAs mIlA AUr DAAkIYE nE YE kAHAA IIs DAAk tHAAnE mE nAHIn sAArE jAmAAnE mE nAHIn kOI sAnAm Is nAAm kA kOI gAlI Is nAAm kI kOI sHAHAr Is nAAm kA HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA KHAt mE lIKHA AYE dIlrUbA dIl kI gAlI sHAHAr-E-vAFA HUm nE sAnAm kO KHAt lIKHA KHAt mE lIKHA"

Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 24, Feb 2006 11:02:44 PM IST
! bahu begam ! hum intezaar karenge hum intezaar karenge tera qayaamat tak khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge bujhi bujhi si nazar mein teri talaash liye bhatakte phirte hai hum aap apni laash liye yehi junoon yehi dehshat ho yehi junoon yehi dehshat ho aur tu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge na denge hum tujhe ilzaam bewafaayi ka magar geela to karenge teri judaai ka tere khilaaf shikaayat ho tere khilaaf shikaayat ho aur tu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge yeh zindagi tere kadmon mein daal jaayenge tujh hi ko teri amaanat sambhaal jaayenge humara aalam-e-rukhsat ho humara aalam-e-rukhsat ho aur tu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge

Posted by: Nishigandha At: 23, Feb 2006 9:50:43 PM IST
< < Previous   Page: 4 of 29   Next > >  
 
Advertisements
Advertisements
Advertisements
Beauty and Skin Care
For all your favorite branded products of Beauty, Skin Care, Perfumes, Makeup and more!
News
Headline News
Cinema News
Business
Special Stories
Devotion
NRI News
Social Media
Facebook
Movie Gallery
Devotional Gallery
Twitter
Photo Galleries
News Gallery
Cinema Gallery
Beauty Gallery
Fashion Gallery
Sports Gallery
Travel Gallery
Devotion
Classifieds
Jobs
Real Estate
Automobile
Personals

Search TeluguPeople.com

(C) 2000-2025 TeluguPeople.com, All Rights Reserved.