|
|

General Forum: Love | naaku nachchina hindee paaTa - 80's/90's era! | |
| mOsT welcam~ nishi :) naakoo chaalaa ishTam ee paaTa. enta meening ful saang kadaa :)
Posted by: మోహన రాగం At: 20, Jul 2006 11:26:58 PM IST mOsT welcam~ nishi :) naakoo chaalaa ishTam ee paaTa. enta meening ful saang kadaa :)
Posted by: మోహన రాగం At: 20, Jul 2006 11:21:35 PM IST idi naaku chaalaa ishTamOch !! thaankyuu padmaa! :)
Posted by: Nishigandha At: 20, Jul 2006 11:08:35 PM IST Movie : Jurm
Release : 1990
jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
tum denaa saath meraa O’ humnawaaz
jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
tum denaa saath meraa O’ humnawaaz
na koi hai na koi tha zindagee mein tumhaare siva
tum denaa saath meraa O’ humnawaaz
tum denaa saath meraa O’ humnawaaz
ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
tum magar andheron mein na chhodna mera haath
ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath
tum magar andheron mein na chhodna mera haath
jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
tum dena saath meraa O’ humnawaaz
na koi hai na koi tha zindagee mein tumhaare siva
tum dena saath meraa O’ humnawaaz
wafadaari ki vo rasmein nibhaayenge hum tum kasmein
ek bhi saans zindagi kee jab tak ho apne bas mein
wafadaari ki vo rasmein nibhaayenge hum tum kasmein
ek bhi saans zindagi kee jab tak ho apne bas mein
jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
tum denaa saath meraa O’ humnawaaz
na koi hai na koi tha zindagee mein tumhaare siva
tum denaa saath meraa O’ humnawaaz
dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin
silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin

Posted by: మోహన రాగం At: 20, Jul 2006 10:55:31 PM IST !! CHAMATKAR (1992) !!
Singers: ALKA YAGNIK, KUMAR SANU
MD: Anu Malik
Lyrics: Anand Bakshi
*** ***
Is Pyaar se meri taraf na dekho.. pyaar hojayega
Is Pyaar se meri taraf na dekho.. pyaar hojayega
yeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
pyaar hojayega.. pyaar hojayega
pyaar hojayega.. pyaar hojayega
Do char aise mulakatein hogi..
saare zamane mei baatein hongi
Do char aise mulakatein hogi..
saare zamane mei baatein hongi.. baatein hongi
ke naam badnaam tera mera yaar hojayega
pyaar hojayega.. pyaar hojayega
Is Pyaar se meri taraf na dekho.. pyaar hojayega
yeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
pyaar hojayega.. pyaar hojayega
pyaar hojayega.. pyaar hojayega
aankhon se apna dil taam lena..
aankhon se aankhen milne na dena
aankhon se apna dil taam lena..
aankhon se aankhen milne na dena.. milne na dena
ki ankhon hi ankhon mei koi vaar hojayega
pyaar hojayega.. pyaar hojayega
Is Pyaar se meri taraf na dekho.. pyaar hojayega
yeh pyaar ho gaya tho teer dil ke paar ho jayega
pyaar hojayega.. pyaar hojayega
pyaar hojayega.. pyaar hojayega
Posted by: Nishigandha At: 6, Jul 2006 10:35:15 PM IST !! Phool Aur Kaante (1991) !!
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu
MD: Nadeem-Shravan
Lyrics: Rani Malik, Sameer
Dhiire Dhiire Pyar Ko BaDhana Hai
Had Se Guzar Jana Hai
Mujhe Bas Tujhase Dil Lagana Hai
Had Se Guzar Jana Hai
Aisi Zindagi Hogi.. Har Taraf Khushi Hogi
Itana Pyar Duunga Tujhe.. Ai Mere Sanam
Ab Na Koi Gam Hoga.. Na Ye Pyar Kam Hoga
Saathi Mere Mujhako Tere Sar Ki Hai Qasam
Ik Duusare Ko Aazamaana Hai
Had Se Guzar Jana Hai
Dhiire Dhiire Pyar Ko BaDhana Hai
Had Se Guzar Jana Hai
Main Akela Kya Karata.. Aise Hi Aanhe Bharata
Tere Pyar Ke Liye.. TaDapata Umr Bhar
Jaane Kya Main Kar Jaati.. Yuun TaDap Ke Mara Jaati
Bin Tere Bhala Kaise.. Katata Ye Safar
Tere Liye Mar Ke Bhi Dikhaana Hai
Had Se Guzar Jana Hai
Dhiire Dhiire Pyar Ko BaDhana Hai
Had Se Guzar Jana Hai
Tera Chaand Sa MukhaDa.. Tu Jigar Ka Hai TukaDa
Tu Hamare Sapanon Ki Jhiil Ka Kanval
Jaan Se Tu Hai Pyaara.. Aankho Ka Tu Hai Taara
Bin Tere Jiyenge Ab Ham Na Ek Pal
Sab Kuchh Tujhape Hi Lutaana Hai
Had Se Guzar Jana Hai
Dhiire Dhiire Pyar Ko BaDhana Hai
Had Se Guzar Jana Hai
Posted by: Nishigandha At: 5, Jul 2006 9:48:04 PM IST Ye Raate.N, Ye Mausam, Nadii Kaa Kinaaraa, Ye Cha.Nchal Havaa
Aa: Kahaa Do Dilo.N Ne, Kii Ho.Nge Na Mil Kar, Kabhii Ham Judaa
(Dono): Ye Raate.N, Ye Mausam, Nadii Kaa Kinaaraa, Ye Cha.Nchal Havaa
Aa: Ye Kyaa Baat Hai Aaj Kii Chaa.Ndanii Me.N \- 2
Ke Ham Kho Gaye Pyaar Kii Raaginii Me.N
Ki: Ye Baaho.N Me.N Baahe.N, Ye Bahakii Nigaahe.N
Lo Aane Lagaa Zi.Ndagii Kaa Mazaa
(Dono): Ye Raate.N, Ye Mausam, Nadii Kaa Kinaaraa, Ye Cha.Nchal Havaa
Ki: Sitaaro.N Kii Mahafil Ne Karake Ishaaraa \- 2
Kahaa Ab To Saaraa Jahaa.N Hai Tumhaaraa
Aa: Muhabbat Javaa.N Ho, Khulaa Aasamaa.N Ho
Kare Koi Dil Aarazuu Aur Kyaa
(Dono): Ye Raate.N, Ye Mausam, Nadii Kaa Kinaaraa, Ye Cha.Nchal Havaa
Aa: Qasam Hai Tumhe Tum Agar Mujhase Ruuthe \- 2
Ki: Rahe Saa.Ns Jab Tak, Ye Ba.Ndhan Na Tuute
Aa: Tumhe.N Dil Diyaa Hai, Ye Vaadaa Kiyaa Hai
Sanam Mai.N Tumhaarii Rahuu.Ngii Sadaa
Ki: Ye Raate.N, Ye Mausam, Nadii Kaa Kinaaraa, Ye Cha.Nchal Havaa
(Dono): Kahaa Do Dilo.N Ne, Kii Ho.Nge Na Mil Kar,
Kabhii Ham Judaa
(Dono): Ye Raate.N, Ye Mausam, Nadii Kaa Kinaaraa, Ye Cha.Nchal Havaa
film !! Dilli Ka Thug !!
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
http://www.musicindiaonline.com/a/v?n=Kishore%20kumar
Posted by: Mrs. ψ శకి౨ ψ At: 1, Jun 2006 10:20:11 PM IST # DIL SE- SONG
paaki paaki pardesi
paaki paaki pardesi
paaki paaki pardesi
paaki paaki pardesi
paaki paaki pardesi
aye ajnabee tu bhi kabhi aawaaj de kahi se
aye ajnabee tu bhi kabhi aawaaj de kahi se
main yaha tukdo me jee raha hu
main yaha tukdo me jee raha hu
tu kahi tukdo me jee rahi hai...
aye ajnabee tu bhi kabhi aawaaj de kahi se
aye ajnabee tu bhi kabhi aawaaj de kahi se...
roj roj resham si hawa aathe jaathe kehti hain patha
resham si hawa kaheti hain pata
wo jo doodh duli maasuom ki gali
wo hain kaha kahaa hain
wo roshni kaha hain wo jhaansi kaha hain
main adhura tu adhuri jee rahi hain..
aye ajnabee tu bhi kabhi aawaaj de kahi se
aye ajnabee tu bhi kabhi aawaaj de kahi se...
main yaha tukdo me jee raha hu
main yaha tukdo me jee raha hu
tu kahi tukdo me jee rahi hai...
aye ajnabee tu bhi kabhi aawaaj de kahi se
tu to nahi hai lekin teri muskurahat hain
chera kahi nahi hain par teri aahate hain
tu hain kaha kaha hain.. tera nishaa kaha hain.. mera jaha kahaaa hain
main adhura tu adhuri jee rahi hain..
Posted by: Mr. aswin aswin At: 31, May 2006 2:11:20 AM IST !! Laawaris (1981) !!
MDs: Kalyanji Anandji
Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyrics: Anjaan
kab ke bichhade huye hum.. aaj kahaa aa ke mile
jaise shammaa se kahee lo ye zilamilaa ke mile
kab ke bichhade huye hum.. aaj kahaa aa ke mile
jaise saawan se kahee pyaasee ghataa chhaa ke mile
baad muddat ke raat mahakee hai
dil dhadakataa hai.. saans bahakee hai
pyaar chhalakaa hai.. pyaaree aankhon se
surkha hothhon pe aag dahakee hai
mahakee hawaaon me.. bahakee hijaaon me.. do pyaase dil jo mile
jaise mayakash koee saakee se dagamagaa ke mile
kab ke bichhade huye hum.. aaj kahaa aa ke mile
jaise shammaa se kahee lo ye zilamilaa ke mile
door shahanaaee geet gaatee hai
dil ke taaron ko chhed jaatee hai
yoo sapanon ke fool yahaa khilate hai
yoo duwaa dil kee rang laatee hai
barason ke begaane.. ulaft ke diwaane.. anajaane ayese mile
jaise manachaahee duwaan.. baraso aajamaa ke mile
kab ke bichhade huye hum.. aaj kahaa aa ke mile
jaise shammaa se kahee lo ye zilamilaa ke mile
Posted by: Nishigandha At: 25, May 2006 9:25:33 PM IST :)) Shwethaa..
---------------------------
!! Darr (1993) !!
MDs: Shiv-Hari
Singer: Udit Narayan
Jadoo Teri Nazar.. Khushboo Tera Badan
Jadoo Teri Nazar.. Khushboo Tera Badan
Tu Haan Kar Ya Naa Kar.. Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Hai Meri Kiran.. Tu Hai Meri Kiran
Mere Khwaabon Ki Tasvir Hai Tu
Bekhabar Meri Taqdeer Hai Tu
Mere Khwaabon Ki Tasvir Hai Tu
Bekhabar Meri Taqdeer Hai Tu
Tu Kisi Aur Ki Ho Na Jana
Kuch Bhi Kar Jaaonga Main Deewana
Tu Haan Kar Ya Naa Kar.. Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Hai Meri Kiran.. Tu Hai Meri Kiran
Faasle Aur Kam Ho Rahen Hain
Door Se Pas Hum Ho Rahen Hain
Faasle Aur Kam Ho Rahen Hain
Door Se Pas Hum Ho Rahen Hain
Maang Loonga Tujhe Asaman Se
Chheen Loonga Tujhe Is Jahaan Se
Tu Haan Kar Ya Naa Kar.. Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Hai Meri Kiran.. Tu Hai Meri Kiran
Jadoo Teri Nazar.. Khushboo Tera Badan
Tu Haan Kar Ya Naa Kar.. Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Tu Hai Meri Kiran.. Tu Hai Meri Kiran
Tu Hai Meri Kiran.. Tu Hai Meri Kiran
Tu Hai Meri Kiran.. Tu Hai Meri Kiran
Posted by: Nishigandha At: 19, May 2006 0:51:36 AM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|