
|
|

General Forum: Love | bhagna hRudaya vEdana | |
| hope this song comes in this thread.
Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na
Tera Dupatta Aaj Bhi Tere Sar Se Sarakta Hoga Na
Baalon Mein Tere Aaj Bhi Phool Koi Sajta Hoga Na
Dhandi Havaein Raaton Mein Tujhko Thapkiya Deti Hogi Na
Chaand Ki Thandak Khwaabon Mein Tujhko Leke To Jaati Hogi Na
Sooraj Ki Kirnen Subah Ko Teri Neendein Udaati Hogi Na
Mere Khayaalon Mein Sanam Khud Se Bhi Baatein Karti Hogi Na
Main Dekhta Hoon Chhup Chhupke Tumko Mehsoos Karti Hogi Na
Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na
Tadev Lagnam Suridam Tadev
Naarabalam Chandra Balan Tadev
Vidya Balam Daiv Balan Tadev
Lakshmi Pate Tendra Yugam Swarami
Shubmangal Sawadha
Kaagaz Pe Meri Tasveer Jaisi Kuchh To Banati Hogi Na
Ulat Palatke Dekh Ke Usko Jee Bhar Ke Hansti Hogi Na
Hanste Hanste Aankhein Tumhari Bhar Bhar Aati Hogi Na
Mujhko Dhaka Tha Dhoop Mein Jisse Vo Aanchal Bhigoti Hogi Na
Saawan Ki Rimjhim Mera Taraana Yaad Dilati Hogi Na
Ek Ek Meri Baatein Tumko Yaad To Aati Hogi Na
Yaad To Aati Hogi Na
Yaad To Aati Hogi Na
Kya Tum Mere In Sab Sawaalon Ka Kuchh To Jawaab Dogi Na
Posted by: Sanvi Sarma At: 18, Apr 2005 6:27:39 PM IST Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko
Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda Kiya
Phir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah Kiya
Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
Ajab Hai Ishq Yaara
Pal Do Pal Ki Khushiyaan
Gam Ke Khazaane Milte Hain
Milti Hai Tanhaiyaan
Kabhi Aansoon Kabhi Aahein
Kabhi Shikve Kabhi Naalein
Tera Chehra Nazar Aaye
Tera Chehra Nazar Aaye Mujhe Din Ke Ujaalon Mein
Teri Yaadein Tadpayein
Teri Yaadein Tadpayein Raaton Ke Andheron Mein
Tera Chehra Nazar Aaye
Machal Machalke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
Agar Mile Khuda To
Poochhoonga Khudaya
Jism Mujhe Deke Mitti Ka
Sheeshay Sa Dil Kyon Banaya
Aur Us Pe Diya Fitrat
Ke Woh Karta Hai Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Wah Re Wah Teri Kudrat Us Pe De Diya Kismat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat Hai Yehi Kya Vo Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Sisak Sisakke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi Hai
Mujhko Saza Di pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
Posted by: Sanvi Sarma At: 18, Apr 2005 6:25:48 PM IST tErI dUnIYAA mE jEEnE sE tO bEHAtAr HAI kI mAr jAAYEn
vO HI AAnsUn vO HI AAHEn vO HI gUm HAIn jIdHAr jAAYEn
tErI dUnIYAA mE jEEnE sE tO bEHAtAr HAI kI mAr jAAYEn
kOYI tO AIsAA gHAr HOtAA jAHAAn sE pYAAr mIl jAAtAA
kOYI tO AIsAA gHAr HOtAA jAHAAn sE pYAAr mIl jAAtAA
vO HI bE-gAAnE cHEHArE HAIn jAHAAn pAHUncHE jIdHAr jAAYEn
tErI dUnIYAA mE jEEnE sE tO bEHAtAr HAI kI mAr jAAYEn
ArrE O AAsAmAAnWAAlE bAtAA IIs mE bUrAA kYAA HAI
ArrE O AAsAmAAnWAAlE...ArrE O AAsAmAAnWAAlE bAtAA IIs mE bUrAA kYAA HAI
KHUsHI kE cHAAr JHOnkE gAr IdHAr sE BHI gUZAr jAAYEn
tErI dUnIYAA mE jEEnE sE tO bEHAtAr HAI kI mAr jAAYEn
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 18, Apr 2005 6:22:38 PM IST hmmm "Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam" song in this thread?
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 15, Apr 2005 5:47:59 PM IST Tu Hi Bata Zindagi
Jo Bhi Hua Kyon Hua
Khoi Hai Kyon Har Khushi
Kiski Lagi Bad-Dua
Tu Hi Bata Zindagi
Jo Bhi Hua Kyon Hua
Khoi Hai Kyon Har Khushi
Kiski Lagi Bad-Dua
Kise Kise Jawab Do
Bhuja Bhuja Yeh Dil Hai Kyon
Kya Main Kahoon Bikhra Kyon Sapna Mera
Tu Hi Bata Zindagi
Jo Bhi Hua Kyon Hua
Khoi Hai Kyon Har Khushi
Kiski Lagi Bad-Dua
Bheege Bheege Din Kali Raatein
Aasoon Ke Jaise Barsatein
Bheege Bheege Din Kali Raatein
Aasoon Ke Jaise Barsatein
Puche Mujhse Jo Dil Ki Baatein
Kya Main Kahoon Dard Kyon Dil Ko Mila
Tu Hi Bata Zindagi
Jo Bhi Hua Kyon Hua
Suna Suna Sa Hai Ab Yeh Mann
Doobi Doobi Si Hai Ab Dhadkan
Suna Suna Sa Hai Ab Yeh Mann
Doobi Doobi Si Hai Ab Dhadkan
Jaaon Kahan Ab Yahi Hai Uljhan
Kya Main Kahoon Khoya Kyon Rasta Mera
Tu Hi Bata Zindagi
Jo Bhi Hua Kyon Hua
Khoi Hai Kyon Har Khushi
Kiski Lagi Bad-Dua
Kise Kise Jawab Do
Bhuja Bhuja Yeh Dil Hai Kyon
Kya Main Kahoon Bikhra Kyon Sapna Mera
Tu Hi Bata Zindagi
Jo Bhi Hua Kyon Hua
Posted by: Sanvi Sarma At: 15, Apr 2005 4:08:14 PM IST wah waaaah...wah waaaaah..
Posted by: Mr. Ram Tangirala At: 15, Apr 2005 12:53:55 PM IST Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun
Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sun lo
Kyun aise gum-sum ho
Kyun poori ho na paayi daastaan
Kaise aayi hai aisi dooriyaan
Dono ke dilon mein chhupa hai
Jo ik anjaana sa gham
Kya ho paayega woh kam
Koyi kya kahe
Dono ne kabhi zindagi ke
Ik mod pe bhi jo paayi
Hai kaisi woh tanhaai
Koyi kya kahe
Kitna viraan hai ye sama
Saanson mein jaise ghulta hai dhuwaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Tumse aaj yun milke dil ko
Yaad aaye lamhein kal ke
Ye aansoon kyun hai chhalke
Ab kya kahen
Tumne hamko dekha jo aise
Toh ik umeed hai jaagi
Phir tumse pyaar paane ki
Ab kya kahen
Aa gaye ham kahaan se kahaan
Dekhe mudke ye dil ka kaarvaan
Kaisi aayi hai aisi dooriyaan
Kitni baatein kehne ki hai
Honton par jo sehmi si hai
Ik roz inhein sunlo
Kyun aise gum-sum ho
Kitni baatein yaad aati hai
Tasveerein si ban jaati hain
Main kaise inhein bhooloon
Dil ko kya samjhaaun
Posted by: Sanvi Sarma At: 15, Apr 2005 11:35:38 AM IST gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
yeh nazarana tera bhi hai mera bhi
apne gham ka geet bana kar gaa lena
raag puraana tera bhi hai mera bhi
gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya
tu mujhko aur main tujhko samjhaaoon kya
dil deewana tera bhi hai mera bhi
dil deewana tera bhi hai mera bhi
gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
shahar mein galiyon galiyon jiska charcha hai
woh afsaana tera bhi hai mera bhi
maikhane ki baat na kar waiz mujhse
aana jaana tera bhi hai mera bhi
gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
yeh nazarana tera bhi hai mera bhi
gham ka khazana tera bhi hai mera bhi
Posted by: Sanvi Sarma At: 15, Apr 2005 11:33:15 AM IST Hmm hm hm hmm hmm hmm
Haan, kya kahaa?
Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye ram
Kuchh likhaa?
Haan
Kyaa likhaa?
Ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye raam
Achchhaa, aage kyaa likhoon?
Aage?
Socha hai ek din main use milke
Keh daalon apne sab haal din ke
Aur kardoon jeevan uske hawale
Phir chhod de chaahe apna bana le
Main to uska re hua deewana
Ab to jaisa bhi mera ho anjaam
Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye raam
Likh liyaa?
Haan
Zaraa padhake to sunaao na
Chaaha hai tumne jis baawri ko
Woh bhi sajanwa chaahe tumhi ko
Naina uthaae to pyaar samjho
Palken jhukaa de to ikraar samjho
Rakhti hai kabse chupa chupa ke
Kyaa?
Apne hoton mein piya tera naam
Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Ho ghum hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam
Par tumhe likh nahin paaon main uska naam
Haaye raam, haaye raam
Posted by: Sanvi Sarma At: 15, Apr 2005 11:31:01 AM IST Na jaao saiyyaa, chhudaa ke baiyyaa
kasam tumhaaree main ro padoongee
machal rahaa hain suhaag meraa
jo tum naa honge, to kyaa karungee
ye bikharee julfe, ye khilataa gajaraa
ye mahakee chunaree, ye man kee madeeraa
ye sab tumhaare liye hain pareetam
mai aaj tum ko naa jaane doongee, jaane naa doongee
mai tumharee daasee, janam kee pyaasee
tum hee ho meraa singaar pareetam
tumhaare rasate kee dhool le kar
mai maang apanee sadaa bharungee, sadaa bharungee
jo muz se aakhiyaan churaa rahe ho
to meree itanee arja bhee sun lo
tumhaare charanon mein aa gayee hoo
yahee jioongee, yahee marungee, yahee marungee
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 15, Apr 2005 7:12:06 AM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|