
|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| Tell me something new @I've been bad :p arre kaun Darta hai laDaayi se, hum to nahin haTenge peeche aab jo maidaan me aa gaya hun ;)
aise stupid titles kahaan se leke aate hai ye log meri samajh me nahin aata yaar @main ne pyaar kyun kiya?...Talk about the titles, this past weekend I was browsing something n I happen to come across this title "mujhe meri biwi se bachaa lo", :O such a stupid title...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 14, Sep 2005 0:05:30 AM IST GooD Afternoon Priya, how have you been? aab tumhaare roothna kahatam huva to aa jaavo iis mehfil me:)
~~~
suhaana safar aur ye mausam hansi
suhaana safar aur ye mausam hansi
humen Dar hain hum kho na jaaye kahin
suhaana safar aur ye mausam hansi
ye kaun hansta hai phoolon me chupkar
bahaar bechayan hai jiski dhun par
ye kaun hansta hai phoolon me chupkar
bahaar bechayan hai kis ki dhun par
kahin gungun kahin ruNjhun ke jaise naache zameen
suhaana safar aur ye mausam hansi
suhaana safar aur ye mausam hansi
humen Dar hain hum kho na jaaye kahin
suhaana safar aur ye mausam hansi
ye gori nadiyon ka chalana uchal kar
ke jaise allhaD chale pi se milkar
ye gori nadiyon ka chalana uchal kar
ke jaise allhaD chale pi se milkar
pyaare pyaare ye nazaaren nisaar hai har kahin
suhaana safar aur ye mausam hansi
suhaana safar aur ye mausam hansi
humen Dar hain hum kho na jaaye kahin
suhaana safar aur ye mausam hansi
suhaana safar aur ye mausam hansi
vo aasmaan jhuk raha hain zameen par
vo aasmaan jhuk raha hain zameen par
ye milan humne dekha yahin par
vo aasmaan jhuk raha hain zameen par
ye milan humne dekha yahin par
meri duniyaan mere sapne milenge shaayad yahin
suhaana safar aur ye mausam hansi
suhaana safar aur ye mausam hansi
humen Dar hain hum kho na jaaye kahin
suhaana safar aur ye mausam hansi
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 13, Sep 2005 11:10:49 PM IST I glued my lips, no talking to you.
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Sep 2005 2:20:53 AM IST :|)
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Sep 2005 1:59:23 AM IST haan chabaana to paan ko na :p
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Sep 2005 1:42:22 AM IST haha @paan bahaana...I should say main to "paan ke liye kuch bhi karega"...;)
~~~
tumko dekhaa to ye khayaal aayaa
zindagi dhoop tum ghanaa saayaa
tumko dekhaa to ye khayaal aayaa
aaz phir dil ne ek tamannaa kee
"aaz phir dil ne ek tamannaa kee
aaz phir dil ko hum ne samjhaayaa
zindagi dhoop tum ghanaa saayaa"
tum chale jaavoge to sochenge
tum chale jaavoge to sochenge
hum ne kyaa khoyaa hum ne kyaa paayaa
zindagi dhoop tum ghanaa saayaa
tumko dekhaa to ye khayaal aayaa
hum jise gun gunaa nahii sakate
hum jise gun gunaa nahii sakate
vaqt ne aisaa geet kyun gaayaa
zindagi dhoop tum ghanaa saayaa
tumko dekhaa to ye khayaal aayaa
zindagi dhoop tum ghanaa saayaa
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 9, Sep 2005 0:47:00 AM IST sachi me boston me milta hai paan? cool na? humaare yahan nahin milta yaar, mujhe to kabhi kabhi itna man lagta hai poocho mat...
ab aur tum bhaang ka yaad mat karaa, I m already distrated w/paan here :(...true @holi
***tring tring tring*** songs time...:)
~~~
baadal yun garajta hai
baadal yun garajta hai
Dar kutch aisa lagta hai
chamak chamk ke lapak ke ye bijali hum pe gir jayegi
baadal yun garajta hai
Dar kutch aisa lagta hai
chamak chamk ke lapak ke ye bijali hum pe gir jayegi
"baahar bhi toofan andar bhi toofan
beech me do toofanon ke ye sheeshe ka makaan"
baahar bhi toofan andar bhi toofan
beech me do toofanon ke ye sheeshe ka makaan
aise dil dhaDakta hai
arre aise dil dhaDakta hai
Dar kutch aisa lagta hai
chamak chamak ke lapak ke ye bijali hum pe gir jaayegi
ye diwaani shaam ye toofani shaam
aag barste hai saawan me paani kaa nam
ye diwaani shaam ye toofani shaam
aag barsti hai saawan me paani kaa nam
bas kutch bhi ho sakta hai
arre bas kutch bhi ho sakta hai
Dar kutch aisa lagta hai
chamak chamak ke lapak ke ye bijali hum pe gir jaayegi
"tauba husn e yaar badale rang hazaar
sharam kabhi aati hai aur kabhi aata hai pyaar"
tauba husn e yaar badale rang hazaar
sharm kabhi aati hai aur kabhi aata hai pyaar
dekhe kaun Teharta hai
arre dekhe kaun Teharta hai
Dar kutch aisa lagta hai
chamak chamak ke lapak ke ye bijali hum pe gir jaayegi
tum baiTo us paar hum baiTe is paar
aavo aapne beech banaale hum koi deewar
tum baiTo us paar hum baiTe is paar
aavo aapne beech banaale hum koi deewar
dil phir bhi mil sakta hai
ho dil phir bhi mil sakta hai
Dar kucth aisa lagta hai
chamak chamak ke lapak ke ye bijali hum pe gir jaayegi
baadal yun garajta hai
Dar kutch aisa lagta hai
chamak chamk ke lapak ke ye bijali hum pe gir jayegi
baadal yun garajta hai
Dar kutch aisa lagta hai
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 8, Sep 2005 11:38:53 PM IST abhi lunch ke baad paan chabaane ka man kar raha hai...nahin milta in this damn city
:(...paan na sahin gaana to gaa lun...
~~~
arre Bhang ka rang jamaa ho chakaa chak phir lo paan chabaaye
arre aisa jhaTka lage jiya pe punar janam hoyi jaaye
vo khayike paan banaaraswaala...
vo khayike paan banaaraswaala khuli jaaye band akal ka taala
vo khayike paan banaaraswaala khuli jaaye band akal ka taala
phir to vaisa karen dhamaal seedhi kar de sab ki chaal
vo chora ganga kinaarewaala...vo chora ganga kinaarewaala
vo khayike paan banaaraswaala khuli jaaye band akal ka taala
arre raam duhaayi kaise chakkar me paD gaya...haaye haaye haaye
kahan jaan fasaayi main to sooli pe chaD gaya...haaye haaye
kaisa seedha saadha main kaisa Bhola Bhaala...haan haan
kaisa seedha saadha main kaisa Bhola Bhaala
jaane kaun ghaDi me paD gaya paDhe likhon se paala
meeThi choori se...meeThi choori se huva hai laal
vo chora ganga kinaarewaala...vo chora ganga kinaarewaala
vo khayike paan banaaraswaala khuli jaaye band akal ka taala
ek kanya kunwaari humri soorat pe mar gayi
ek meeThi khaThaari humre dil me utar gayi haaye haaye
kaise gori gori vo theeki theeki chori...wah wah
kaise gori gori vo theeki theeki chori
karke jhora jhori kar gayi humre dil ke chori
mili chori to...mili chori to huva nihaal
ho chora ganga kinaarewaala...ho chora ganga kinaarewaala
khayike paan banaaraswaala khuli jaaye band akal ka taala
khayike paan banaaraswaala khuli jaaye band akal ka taala
phir to vaisa karen dhamaal seedhi kar de sab ki chaal
ho chora ganga kinaarewaala...ho chora ganga kinaarewaala
ho chora ganga kinaarewaala...ho chora ganga kinaarewaala
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 8, Sep 2005 11:16:27 PM IST :)@dost...its 1230, lunch time now...lunch karen?
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 8, Sep 2005 10:02:03 PM IST maan gaye tum genius ho @your idea :p
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 8, Sep 2005 9:34:06 PM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|