
|
|

General Forum: Love | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| welcome Partner :) I thought you were busy, no problem...I am good, not much work around so been here all afternoon...
~~~
"aasamaan ke neeche hum aaz
apane peechhe pyaar ka jahaan basaa ke chale
kadam ke nishaan banaa ke chale...
tum chale to phool jaise aanchal ke rang se
saz gayi raahen...saz gayi raahen
paas aavo main pehanaa dun chaahat ka haar ye
khuli khuli baahen khuli khuli baahen
jis ka ho aanchal khud hi chaman
kahiye vo kyun haar baahon ke Daale aasmaan
aasamaan ke neeche hum aaz
apane peechhe pyaar ka jahaan basaa ke chale
kadam ke nishaan banaa ke chale...
"bolti hain aaz aankhen kuchh bhi na aaz tum
kehane do hum ko kehane do hum ko
bekhudi baDhati chalee hai
aab to khaamosh hi rehane do hum ko...rehane do hum ko
ek baar ek baar mere liye keh do khanaken laal honThon ke pyaale"
aasamaan ke neeche hum aaz
apane peechhe pyaar ka jahaan basaa ke chale
kadam ke nishaan banaa ke chale...
saath mere chal ke dekho aayi hain door se
aab ki bahaaren aab ki bahaaren
har galee har moD pe vo donon ke naam se
hum ko pukaare tum ko pukaare
keh do bahaaron se aaye na idhar
uun tak uThkar hum nahin jaane vaale
aasamaan ke neeche hum aaz
apane peechhe pyaar ka jahaan basaa ke chale
kadam ke nishaan banaa ke chale..."
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 22, Jul 2006 1:55:30 AM IST "aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap se bhi khoobsoorat aap ke andaaz hai
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap se bhi khoobsoorat aap ke andaaz hai
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
'lab hile to mogre ke phool khilte hain kahin
lab hile to mogre ke phool khilte hain kahin
aap ki aankhon me kya saahil bhi milte hai kahin
aap ki khaamoshiyaan bhi aap ki aWaaz hai'
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap se bhi khoobsoorat aap ke andaaz hai
aap ki baaton me phiR koyi sharaarat to nahin
aap ki baaton me phiR koyi sharaarat to nahin
be vajah taareeF karna aap ki aadat to nahin
aap ki badmaashiyon ke ye naye andaaz hai
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap se bhi khoobsoorat aap ke andaaz hai
aap ki aankhon me kutch mehke huye se raaz hain
aap se bhi khoobsoorat aap ke andaaz hai"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 21, Jul 2006 11:32:36 PM IST TGIF, Good Morning Partner :) how is your day so far? you got any plans for the weekend? I m going to take it easy today n weekend after a looooooooooooog week w/working long hours/nights...chalo aaz ke meh-fil ki shuruvaat karenge w/this beautiful shaer...
arz hai ...
"aaz vo dekhne baithe hain mere dil ki kitaab
ek mohabbat ka naam aata hai baar baar"
~~~
"aa jaa sanam madhur chaandni main hum tum
mile to viraanne me bhi aa jaayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan...jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur machalta hai dil
more saajan le chal mujhe taaron ke paas
lagta nahin hai dil yahan...lagta nahin hai dil yahan
bheegi bheegi raat me dil ka daaman thaam le
khoyi khoyi zindagi har dam tera naam le
chaand ki pehli nazar keh rahi hai pyaar kar
zindagi hai ek saFar kaun jaane kal kidhar
chaand ki pehli nazar keh rahi hai pyaar kar
zindagi hai ek saFar kaun jaane kal kidhar
aa jaa sanam madhur chaandni main hum tum
mile to viraanne me bhi aa jaayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan...jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur machalta hai dil
more saajan le chal mujhe taaron ke paas
lagta nahin hai dil yahan...lagta nahin hai dil yahan
dil ye chaahe aaz to baadal ban uDh jaavun main
dulhan jaisa aasmaan dharti par le aavun main
chaand ka Dhola saje jhoom taaron me mache
jhoom ke duniya kahe pyaar me do dil mile
chaand ka Dhola saje jhoom taaron me mache
jhoom ke duniya kahe pyaar me do dil mile
aa jaa sanam madhur chaandni main hum tum
mile to viraanne me bhi aa jaayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan...jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur machalta hai dil
more saajan le chal mujhe taaron ke paas
lagta nahin hai dil yahan...lagta nahin hai dil yahan"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 21, Jul 2006 9:02:03 PM IST Good Evening Partner...how was your day? I missed singing with you here today...so one from me now...:)
~~~
"tu hi re tu hi re tere binaa main kaise jiyun
aa jaa re aajaa re yun hi taDapaa na tu mujh ko
jaan re, jaan re, iin saanson me bas jaa tu
chaand re, chaand re aa jaa dil ki zameen pe tu
chaahat hai agar aake mujh se mil jaa tu
ya phir aisaa kar dharati se milaa de mujh ko
tu hi re tu hi re tere binaa main kaise jiyun
aa jaa re aajaa re yun hi taDapaa na tu mujh ko
iin saanson ka dekho tum paagalapan ke aaye nahin inhen chain
mujh se ye boli main raahon me teri apane bichhaa dun ye nain
iin uunche pahaaDon se jaan de dungaa main gar tum na aayi kahin
tum udhar jaan ummeed meri jo toDo idhar ye jahaan chhoDun main
maut aur zindagi tere haathon me de diyaa re"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 21, Jul 2006 4:04:26 AM IST tum aur tumhaare bahaane...:) chal, I am leaving too...have a good night!!!
~~~
"cHAltE cHAltE YUn HI rUk jAAtA HUn mAIn
bAITE bAITE kAHIn KHO jAAtA HUn mAIn
kEHtE kEHtE HI cHUp HO jAAtA HUn mAIn
kYA YE HI pYAAr HAI kYA YE HI pYAAr HAI
HAAn YE HI pYAAr HAI HAAn YE HI pYAAr HAI
HAAYE YE kYA kAr nE lAgE
cHAltE cHAltE YUn HI rUk jAAtA HUn mAIn
bAITE bAITE kAHIn KHO jAAtA HUn mAIn
kEHtE kEHtE HI cHUp HO jAAtA HUn mAIn
kYA YE HI pYAAr HAI kYA YE HI pYAAr HAI
HAAn YE HI pYAAr HAI HAAn YE HI pYAAr HAI
tUm pE mArtE HAIn kYUn HUm nAHIn jAAntE
tUm pE mArtE HAIn kYUn HUm nAHIn jAAntE
AIsA kArtE HAIn kYUn HUm nAHIn jAAntE
bAnd gAlIYOn sE cHUp cHUp kE HUm gUZArnE lAgE
sAArI dUnIYAA sE rEH rEH kAr HUm tO DArnE lAgE
HAAYE YE kYA kArnE lAgE
kYA YE HI pYAAr HAI kYA YE HI pYAAr HAI
HAAn YE HI pYAAr HAI HAAn YE HI pYAAr HAI
cHAltE cHAltE YUn HI rUk jAAtA HUn mAIn
bAITE bAITE kAHIn KHO jAAtA HUn mAIn
kEHtE kEHtE HI cHUp HO jAAtA HUn mAIn
kYA YE HI pYAAr HAI kYA YE HI pYAAr HAI
HAAn YE HI pYAAr HAI HAAn YE HI pYAAr HAI
tErI bAAtOn mE YE Ek sHArAArAt sI HAI
tErI bAAtOn mE YE Ek sHArAArAt sI HAI
mErE HOnTOn pE YE Ek sHIkAAYAt sI HAI
tErI AAnKHOn kO AAnKHOn sE cHOOm nE HUm lAgE
tUH kO bAAHOn mE lE lE kAr JHOOmnE HUm lAgE
HAAYE YE kYA kArnE lAgE
kYA YE HI pYAAr HAI kYA YE HI pYAAr HAI
HAAn YE HI pYAAr HAI HAAn YE HI pYAAr HAI
HAAYE YE kYA kAr nE lAgE
cHAltE cHAltE YUn HI rUk jAAtA HUn mAIn
bAITE bAITE kAHIn KHO jAAtA HUn mAIn
kEHtE kEHtE HI cHUp HO jAAtA HUn mAIn
kYA YE HI pYAAr HAI kYA YE HI pYAAr HAI
HAAn YE HI pYAAr HAI HAAn YE HI pYAAr HAI
HAAn YE HI pYAAr HAI HAAn YE HI pYAAr HAI"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 20, Jul 2006 2:26:46 AM IST ha, tumko jo bhi karna hai ya jo bhi pehanna hai time pe karna...bas theater time pe pahunchnaa hai :) ugh theater ke liye bhi shopping karna hai? :o
~~~
"bAHUt pYAAr kARtE HAIn tUmkO sAnAm
bAHUt pYAAr kARtE HAIn tUmkO sAnAm
kAsAm cHAAHE lE lO...kAsAm cHAAHE lE lO KHUdAA kI kAsAm
bAHUt pYAAr kARtE HAIn tUmkO sAnAm
bAHUt pYAAr kARtE HAIn tUmkO sAnAm
HUmEn HAr gHADI AArZOO HAI tUmHAArI
HUmEn HAr gHADI AArZOO HAI tUmHAArI
HOtI HAI kAIsI sAnAm bEQArAArI
mIlEngE jO tUm kO tO mIlEngE jO tUmkO tO bAtAAYEngE HUm
bAHUt pYAAr kARtE HAIn tUmkO sAnAm
kAsAm cHAAHE lE lO...kAsAm cHAAHE lE lO KHUdAA kI kAsAm
HUmAArII gAZAl HAI tAsAvvUr tUmHAArAA
HUmAArII gAZAl HAI tAsAvvUr tUmHAArAA
tUmHAArE bInA AAb nA jEEnAA HUmAArA
tUmHE YUn HI cHAAHEngE tUmHE YUn HI cHAAHEngE jAb tAk HAI dUm
bAHUt pYAAr kARtE HAIn tUmkO sAnAm
kAsAm cHAAHE lE lO...kAsAm cHAAHE lE lO KHUdAA kI kAsAm
sAAgAr kI bAAHOn mE mOtI HAIn jItAnI
sAAgAr kI bAAHOn mE mOtI HAIn jItAnI
HUm kO BHI tUmsE mOHAbbAt HAI UtAnI
kE YE bEQArAArI kE YE bEQArAArI nA AAb HOgI kUm
bAHUt pYAAr kARtE HAIn tUmkO sAnAm
kAsAm cHAAHE lE lO...kAsAm cHAAHE lE lO KHUdAA kI kAsAm"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 20, Jul 2006 2:00:32 AM IST :) kya adaa hai? adaa to koyi tum se seekhe :) btw, did you see "Bombay Dreams" musical? they will be playing it here next week. chalna hai?
~~~
"mAIn nE pOOcHA cHAAnd sE kE dEKHA HAI kAHIn mErE YAAr sA HAnsI
cHAAnd nE kAHAn cHAAndInI kI kAsAm nAHIn nAHIn nAHIn
mAIn nE pOOcHA cHAAnd sE kE dEKHA HAI kAHIn mErE YAAr sA HAnsI
cHAAnd nE kAHAn cHAAndInI kI kAsAm nAHIn nAHIn nAHIn
mAIn nE pOOcHA cHAAnd sE...
mAIn nE YE HI jAAb tErA DOOnDA HAr jAgAH sHAbAAb tErA DOOnDA
kAlIYOn sE mIsAAl tErI pOOcHI PHOOlOn mE jAWAAb tErA DOOnDA
mAIn nE pOOcHA bAAgH sE FAlAk HO YA ZAmEEn AIsA PHOOl HAI kAHIn
bAAgH nE kAHA HAr kAlEE kI kAsAm nAHIn nAHIn nAhIn
mAIn nE pOOcHA cHAAnd sE...
cHAAl HAI kE mAUZ kI rAWAANI jUlF HAI kE rAAt kI kAHAAnI
HOnT HAI kI AAYEnE kAnWAl kE AAnKH HAI kE mAIn kAdAm kI rAANI
mAIn nE pOOcHA jAAm sE FAlAk hO ZAmEEn AIsE mAI BHI hAI kAhIn
jAAm nE kAHA mAI kAsHEE kI kAsAm nAHIn nAHIn nAhIn
mAIn nE pOOcHA cHAAnd sE...
KHOObsOOrAtI jO tU nE pAAYI lUTT gAYI KHUdA kI bAs KHUdAAYI
mEErATI gHAZAl kAHUn tUJHE mAIn YA kAHUn KHAYYAm kI rUbAAYI
mAIn jO pOOcHU sHAYAArOn sE AIsA dIl nAsHI kOYI sHEr HAI kAHIn
sHAAYAr kAHEn sHAAYIrEE kI kAsAm nAHIn nAHIn
mAIn nE pOOcHA cHAAnd sE kE dEKHA HAI kAHIn mErE YAAr sA HAnsI
cHAAnd nE kAHAn cHAAndInI kI kAsAm nAHIn nAHIn nAHIn
mAIn nE pOOcHA cHAAnd sE..."
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 20, Jul 2006 1:37:49 AM IST na, humen nahin pata...dosh kya hai aur doshi hai kaun?
~~~
"aye meri hamraaz mujh ko thaam le
zindagi se bhaag kar aayaa hun
baarish ho rahi hai ye baarish na hoti to bhi na aati
aakhir tumhen aanaa hai...zaraa der lagegi
aakhir tumhen aanaa hai...zaraa der lagegi
baarish ka bahaanaa hai zaraa der lagegi
aakhir tumhen aanaa hai...zaraa der lagegi
jaan-e-man aa jaavo tumhen apnaa samajh kar koyi aawaaz de rahaa hai
tum ne mujhe apnaa samjhaa hi kab
tum to mujhe dushman samajhte ho
tum hote jo dushman to koyi baat hi kyaa thi
tum hote jo dushman to koyi baat hi kyaa thi
"apnoN ko...apnon ko manaanaa hai zaraa der lagegi"
apnoN ko manaanaa hai zaraa der lagegi
meri jaan mere dard-e-mohabbat ka kuchh khayaal karo
sab kuchh bhulaa dun ye dard-e-mohabbat bhi miTaa dun
ham dard mohabbat ka miTaa sakte hain lekin
ham dard mohabbat ka miTaa sakte hain lekin
ye rog...ye rog puraanaa hai...zaraa der lagegi
ye rog puraanaa hai...zaraa der lagegi
ye romaani andaaz chhoDo jo kahnaa hai vo keh Daalo
ye baat nahin vo ke main aate hi sunaa dun
ye baat nahin vo ke main aate hi sunaa dun
seene se haaye seene se lagaanaa hai...zaraa der lagegi
seene se lagaanaa hai...zaraa der lagegi
baarish kaa bahaanaa hai..zaraa der lagegi
aakhir tumhen aanaa hai...zaraa der lagegi
aakhir tumhen aanaa hai...zaraa der lagegi
o zaraa der lagegi...o zaraa der lagegi
o zaraa der lagegi...o zaraa der lagegi
o zaraa der lagegi...o zaraa der lagegi"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 20, Jul 2006 0:40:12 AM IST good @lunch...vaise khaate vaQt sochna nahin chaahiye ji...khaavo pehle, socho baad me...:)
~~~
"ye kiski hai aahaT ye kiskaa hai saaya
koyi dil me dastak yahan kaun aayaa
hum pe ye kisne kharaa rang Daalaa
hum pe ye kisne kharaa rang Daalaa
khushee ne humaaree humen maar Daalaa
maar Daalaa...oh maar Daalaa
maar Daalaa...oh maar Daalaa
hum pe ye kisne kharaa rang Daalaa
khushee ne humaaree humen maar Daalaa
humen maar Daalaa...humen maar Daalaa...
humen...maar Daalaa...
allah...maar Daalaa...
allah...maar Daalaa...
na chaand hatheli par sajaaya
na taaron se koyi bhi rishta banaayaa
na rab se bhi koyi shikaayat kee
na rab se bhi koyi shikaayat kee
har gum ko hum ne chupaayaa
har sitam ko hanske uThaayaa
kaanTon ko bhi gale se lagaayaa
aur phoolon se zakhm khaayaa
hum agar duvaa me jab ye haath uThaayaa
"hum agar duvaa me jab ye haath uThaayaa
khudaa se duvaa me tumhen maang Daalaa
maang Daalaa...allaah"
maang Daalaa...allaah
allaah...maanga Daalaa
hum pe ye kisne kharaa rang Daalaa
khushee ne humaaree humen maar Daalaa
humen maar Daalaa...humen maar Daalaa...
humen...maar Daalaa...
allah...maar Daalaa...
allah...maar Daalaa...
maar Daalaa...maar Daalaa...maar Daalaa
maar Daalaa...maar Daalaa...maar Daalaa
ye kis ki hai aahaT ye kiskaa hai saaya
koyi dil me dastak yahan kaun aayaa"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 19, Jul 2006 11:21:49 PM IST Good Afternoon Partner...how are you today? so kal tum kheenche chalee aayi thi eh? I did not know you were going to come back :) anyways, let me start the mehfil today...BTW, finished your lunch?
~~~
"o mere sonaa re sonaa re sonaa re de dungi jaan judaa mat honaa re
maine tujhe zaraa der may jaanaa huvaa kusoor khafaa mat honaa re
maine tujhe zaraa der may jaanaa huvaa kusoor khafaa mat honaa re
o mere sonaa re sonaa re sonaa re
o meri baanhon se nikalke tu agar mere raste se haT jaayegaa
to leharaake ho balakhaake meraa saayaa tere tan se lipaT jaayegaa
tum chuDaavo laakh daaman chhoDte hain kab ye aramaan
ki main bhi saath rahungi rahoge jahaan
o mere sonaa re sonaa re sonaa re de dungi jaan judaa mat honaa re
maine tujhe zaraa der may jaanaa huvaa kusoor khafaa mat honaa re
o miyaan hum se na chhipaavo vo banaavaT ki saari adaayen liye
ki tum iispe ho itaraate ki main peechhe hun sau iltizaayen liye
jee main khush hun mere sonaa jhooTh hai kyaa..sach kaho naa
ki main bhi saath rahungi rahoge jahaan
o mere sonaa re sonaa re sonaa re de dungi jaan judaa mat honaa re
maine tujhe zaraa der may jaanaa huvaa kusoor khafaa mat honaa re
o phir hum se na ulajhnaa nahin laT aur uljhan may paD jaayegi
o pachhataavogi kuchh aise ki ye surkhi labon ki utar jaayegi
ye sazaa tum bhool na jaanaa pyaar ko Thokar mat lagaanaa
ki chalaa javungaa phir main na jaane kahaan
o mere sonaa re sonaa re sonaa re de dungi jaan judaa mat honaa re
maine tujhe zaraa der may jaanaa huvaa kusoor khafaa mat honaa re "
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 19, Jul 2006 10:42:03 PM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|