
|
|

|
General Forum: Love | | **Hindi Antyakshari*** | |
| door rehkar na karo baat kareeb aa jaavo
door rehkar na karo baat kareeb aa jaavo
yaad reh jaayegi ye raat kareeb aa jaavo...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 13, Jul 2005 2:47:55 AM IST mere mehboob tujhe meri mohabbat ki kasam
phir mujhe narg ki aankhon ki sahaaraa de de
mera khoyaa huva rangeen nazaara de de...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 13, Jul 2005 1:02:26 AM IST khilte hain gul yahaan khil ke bikhar ne ko
milte hain dil yahaan mil ke bichaDne ko...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 5, Jul 2005 8:35:28 PM IST Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Koyi Fariyaad Tere Dil Mein Dabi Ho Jaise
Tune Aankhon Se Koyi Baat Kahi Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaagte Jaagte Ek Umr Kati Ho Jaise
Jaan Baaki Baaki Hai Magar Saas Ruki Ho Jaise
Posted by: Mrs. Kiranmayi P At: 5, Jul 2005 9:14:10 AM IST hoThon pe sachchaayi rahatii hai
jahaan dil me safaayi rahatii hai
ham us desh ke vaasii hai,
ham us desh ke vaasii hai
jis dEsh me gangaa bahatii hai
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 5, Jul 2005 8:31:45 AM IST Likhe jo khat tujhe
woh teri yaad mein
hazaaron rang ke
nazaare ban gaye
sawera jab huya
to phool ban gaye
jo raat aayi to
sitaare ban gaye
Posted by: Mrs. ψ శకి౨ ψ At: 4, Jul 2005 9:40:34 PM IST lal lal hotompe gori kiska nam hay
*wonders if - aise boring sitompe koyi gori bhi tho hay?*
Posted by: FLOCCINAUCINIHILIPILIFICATION At: 1, Jul 2005 0:32:39 AM IST nain tumhaare mazedaar
o janaab-e-aalii
hamko tumse hai pyaar
o janaab-e-aalii
nain tumhaare mazedaar
o janaab-e-aalii
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 30, Jun 2005 10:01:55 PM IST manzilon pe aa ke looTaate hain dilon ke caaravaan
kashtiyaan saahil pe aksar Doobti hai pyaar ki
~~~
:) Ananth...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 15, Jun 2005 3:02:44 AM IST hum tum mile yun pyaar me miTne lagi tanhaaiyaan
aab hai nahin kuch faasle...
aab hai nahin kuch faasle...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 15, Jun 2005 1:32:11 AM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|