
|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| ek neembu rakhta hun mere hat pe @teekhi nazar :p You broke the theme of the day here, so here is your fine. Ship me a bottle of Don Perignon before my weekend begins ;)
~~~
dil ki ye aarzu thi koyi dilrubaa mile
dil ki ye aarzu thi koyi dilrubaa mile
lo ban gayaa naseeb ke tum hum se aa mile
dil ki ye aarzu thi koyi dilrubaa mile...
dekhen humen naseeb se aab apane kyaa mile
dekhen humen naseeb se aab apane kyaa mile
aab tak to jo Bhi dost mile bevafaa mile
aab tak to jo Bhi dost mile bevafaa mile
aankhon ko ek ishaaire ki zahamat to deejiye
kadamon me dil bichhaadun izaazat to deejiye
gum ko gale lagaalun jo gum aap ka mile
gum ko gale lagaalun jo gum aap ka mile
dil ki ye aarzu thi koyi dilrubaa mile...
dil ki ye aarzu thi koyi dilrubaa mile...
hum ne udaasiyon me guzaari hai zindagi
hum ne udaasiyon me guzaari hai zindagi
lagataa hai Dar fareb bevafaa se kaBhi kaBhi
lagataa hai Dar fareb bevafaa se kaBhi kaBhi
aisaa na ho ki zakm koyi phir nayaa mile
aisaa na ho ki zakm koyi phir nayaa mile
aab tak to jo Bhi dost mile bevafaa mile
kal tum judaa huye the jahaan saath chhoD kar
hum aaz tak khaDe hain uusee dil ke moD par
hum ko iis intezaar ka kuchh to silaah mile
hum ko iis intezaar ka kuchh to silaah mile
dil ki ye aarzu thi koyi dilrubaa mile...
dil ki ye aarzu thi koyi dilrubaa mile...
dekhen humen naseeb se aab apane kyaa mile
dekhen humen naseeb se aab apane kyaa mile
aab tak to jo Bhi dost mile bevafaa mile
aab tak to jo Bhi dost mile bevafaa mile
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Aug 2005 11:53:50 PM IST ***hat is still on***what is ElOVeeEee? at least lemme keep this hat, you throw all my stuff away @head phones, helmet :(
~~~
dil cheez kya hai aap meri jaan leejiye
dil cheez kya hai aap meri jaan leejiye
bas ek baar mera kahan
bas ek bar mera kahaan maan leejiye
bas ek bar mera kahaan maan leejiye
dil cheez kya hai aap meri jaan leejiye
iis anzuman me aap ko...
iis anzuman me...iis anzuman me aap ko
iis anzuman me aap ko...aana hain baar baar
aana hain baar baar...deewaaron dar ko gaur se
deewaaron dar ko gaur se pehchaan lee jiye
deewaaron dar ko gaur se pehchaan lee jiye
dil cheez kya hai aap meri jaan leejiye
maana ki doston ko nahin
doston ...doston ko nahi
maana ki doston ko nahin dosti ka paas
lekin ye kya ke gair ka
lekin ye kya ke gair ka ehsaan leejiye
lekin ye kya ke gair ka ehsaan leejiye
dil cheez kya hai aap meri jaan leejiye
"kahiye to...kahiye to aasmaan ko
kahiye to aasmaan ko jameen par utaar laayen
mushkil nahin hai kutch bhi
mushkil nahin hai kutch bhi agar thaan leejiye
mushkil nahin hai kutch bhi agar thaan leejiye"
dil cheez kya hai aap meri jaan leejiye
bas ek baar...
bas ek bar mera kahaan maan leejiye
maan leejiye...maan leejiye...maan leejiye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Aug 2005 11:28:50 PM IST ***keeping my detectvie hat*** btw, what is "other caffine"?
~~~
dil ne dil se kya kahaa sun zara sun zara
de raha hai kya sada sun zara sun zara
dil ne dil se kya kahaa sun zara sun zara
de raha hai kya sada sun zara sun zara
mausam bahaaron ka aa re aa aa re aa aa re aa aa re aa
dil ne dil se kya kahaa sun zara sun zara
de raha hai kya sada sun zara sun zara
mausam bahaaron ka aa re aa aa re aa aa re aa aa re aa
dil ne dil se kya kahaa sun zara
pehli mulaakaat me main to teri ho gayi
teri hi khayaal me saathiyan main kho gayi
chaahtaa hun aaz main saari bhedh khol dun
ab talak na jo kahaa aaz tujh se bol dun
matlab ishaaron ka aa re aa aa re aa aa re aa aa re aa
dil ne dil se kya kahaa sun zara sun zara
de raha hai kya sada sun zara sun zara
mausam bahaaron ka aa re aa aa re aa
maang teri bhar dun main julf ko sanvaar dun
jitna tu kahen sanam utna tujh ko pyaar dun
tere mere pyar ka ek naya sansaar ho
farsh ho armaanon ka sapnon ki deeWaar ho
aangan sitaaron ka aa re aa aa re aa aa re aa aa re aa
dil ne dil se kya kahaa sun zara sun zara
de raha hai kya sada sun zara sun zara
mausam bahaaron ka aa re aa aa re aa aa re aa aa re aa
dil ne dil se kya kahaa sun zara sun zara
de raha hai kya sada sun zara sun zara
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Aug 2005 10:45:46 PM IST of course it is @perfect theme...wanna give you couple of advises @long lost sleep.
1. reduce your caffine in take to half ;)
2. khoob so jaavo weekend pe...
~~~
dil le gayi le gayi le gayi
ek chulbuli chulbuli naazini
dil le gayi le gayi le gayi
ek chulbuli chulbuli naazini
mukDa aisa hai us zaalam ka
husn bhara hai saare aalam ka
mukDa aisa hai us zaalam ka
husn bhara hai saare aalam ka
dil le gayi le gayi le gayi
ek chulbuli chulbuli naazini
dil le gayi le gayi le gayi
ek chulbuli chulbuli naazini
mukDa aisa hai us zaalam ka
husn bhara hai saare aalam ka
mukDa aisa hai us zaalam ka
husn bhara hai saare aalam ka
us ke kaajal bina nayan kaale
aur kaajal laga le to kya ho
us ke haathon me surkhi chaman ki
aur mehandi laga le to kya ho
us ke kaajal bina nayan kaale
aur kaajal laga le to kya ho
us ke haathon me surkhi chaman ki
aur mehandi laga le to kya ho
dil le gayi le gayi le gayi
ek chulbuli chulbuli naagini
dil le gayi le gayi le gayi
ek chulbuli chulbuli naagini
mukDa aisa us zaalam ka
husn bhara hai saare aalam ka
mukDa aisa us zaalam ka
husn bhara hai saare aalam ka
kitna gussa karen vo haseena
aur nikharen hai us ki jawaani
rang aata hai gore badan par
jaise chaandi pe sone ka paani
kitna gussa karen vo haseena
aur nikharen hai us ki jawaani
rang aata hai gore badan par
jaise chaandi pe sone ka paani
dil le gayi le gayi le gayi
ek chulbuli chulbuli naazini
dil le gayi le gayi le gayi
ek chulbuli chulbuli naazini
mukDa aisa hai us zaalam ka
husn bhara hai saare aalam ka
mukDa aisa hai us zaalam ka
husn bhara hai saare aalam ka
kitni naazuk hai vo chuyi muyi
apne aanchal se khud dab rahi hai
ek champa ki madhhosh Daali
apne phoolon se khud jhuk rahi hai
kitni naazuk hai vo chuyi muyi
apne aanchal se khud dab rahi hai
ek champa ki madhhosh Daali
apne phoolon se khud jhuk rahi hai
dil le gayi le gayi le gayi
ek chulbuli chulbuli naazini
dil le gayi le gayi le gayi
ek chulbuli chulbuli naazini
mukDa aisa hai us zaalam ka
husn bhara hai saare aalam ka
mukDa aisa hai us zaalam ka
husn bhara hai saare aalam ka
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Aug 2005 8:35:40 PM IST @Dil Vil Pyaar Vyaar, chalo aaz ke mehfil ke theme banaate hain "dil" what do you say, Priya? here is one from me...
~~~
dil-vil pyaar-vyaar main kyaa jaanun re
jaanun to jaanun bas itanaa jaanun ki tujhe apanaa jaanun re
dil-vil pyaar-vyaar main kyaa jaanun re
jaanun to jaanun bas itanaa jaanun ki tujhe apanaa jaanun re
tu hai to hogaa par baaton me teri ras hai
jaisa bhi hai mujhe kyaa apana lage to bas hai
ghar teraa jis nagari me chaahe jo ho teraa naam re
ghar-var naam-vaam main kyaa jaanun re
dil-vil pyaar-vyaar main kyaa jaanun re
jaanun to jaanun bas itanaa jaanun ki tujhe apanaa jaanun re
aadat nahin ki sochuun kitnon me haseen hai tu
laT me hain kitane ghunghar nainon me kitnaa jaadu
bas tuu mohe itane hi se mujh ko naam re
laT-vaT nain-vain main kyaa jaanun re
dil-vil pyaar-vyaar main kyaa jaanun re
jaanun to jaanun bas itanaa jaanun ki tujhe apanaa jaanun re
kuchh jaanti to kehati rut banakar main khila hun
Daalon si jhoomati main saajan se aa milaa hun
tu hi jaane rut hai kaisi aur hai kitanee rangeen shaam re
rut-vut shaam-vaam main kyaa jaanun re
dil-vil pyaar-vyaar main kyaa jaanun re
jaanun to jaanuun bas itanaa jaanun ki tujhe apanaa jaanun re
dil-vil pyaar-vyaar main kyaa jaanun re
jaanun to jaanun bas itanaa jaanun ki tujhe apanaa jaanun re
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Aug 2005 7:54:38 PM IST GooD Morning Priya...finally its Friday eh? so true @best friends...
@remixes: Somehow I am not into those remixes...I do just prefer the original tracks, fresh n real...
~~~
neend na mujh ko aaye dil mera ghabraaye
chupe ke chup ke koi aa ke khoya pyaar jagaayen
soya huva sansaar hai soya huva sansaar
soya huva sansaar hai soya huva sansaar
main jagoon yahan tu jaage vahan
ek dil me dard dabaayen
neend na mujh ko aaye dil mera ghabraaye
chupe ke chup ke koi aa ke khoya pyaar jagaayen
ek beech me deewar hai ek beech me deewar
ek beech me deewar hai ek beech me deewar
main taDpoon yahan tu taDpe vahan
neend na mujh ko aaye dil mera ghabraaye
chupe ke chup ke koi aa ke khoya pyaar jagaayen
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Aug 2005 7:30:05 PM IST Priya, tum bhi na, chori to tum karti ho aur chor mujhe kehti ho? kya adaa hai? :p
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Aug 2005 2:30:32 AM IST nah I do not remember something but everything...haha
hmmm @kabaab me haddi
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Aug 2005 1:49:22 AM IST right Priya, remember in the movie when Amitab was admitted in the hospital from the car accident n Rekha visits him w/a rose bouquet (of course she looks stunning) n the way Amitab looks at her...
"bechaare iin phoolon se bhi kuchch poochiye
ye khaamosh reh kar bhi bohut kuch keh kehte hain"...:)
but more than them, I admire the way Jaya handled the whole thing graciously both in the reel n real life...:)
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Aug 2005 0:39:12 AM IST chalo uun claasics ke naam pe one more...:)
~~~
dekha ek kwaab to ye silsile huye
door tak nigaah main hai gul khile huye
dekha ek kwaab to ye silsile huye
door tak nigaah main hai gul khile huye
ye gilaa hai aap ki nigaahon se
phool bhi ho darmiyaan to Faasle huye
dekha ek kwaab to ye silsile huye
door tak nigaah main hai gul khile huye
meri saanson me bas khushbu hai teri
ye tere pyaar ke hai jaadugari
teri awaaz hai hawaavon me
pyaar ka rang hai Fizaavon me
dhaDkanon me tere geet hai mile huye
kya kahun ke sharm se hain lab sile huye
dekha ek kwaab to ye silsile huye
phool bhi ho darmiyaan to Faasle huye
mera dil hai tere panaahon me
aa chupaa lun tujhe main baahon me
teri tasveer hai nigaahon me
door tak roshNi hai raahon me
kal agar na roshiNi ke kaaFilen huye
pyaar ke hazaar deep hain jale huye
dekha ek kwaab to ye silsile huye
door tak nigaah main hi gul khile huye
ye gilaa hai aap ki nigaahon se
phool bhi ho darmiyaan to Faasle huye
dekha ek kwaab to ye silsile huye
door tak nigaah main hi gul khile huye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 12, Aug 2005 0:11:54 AM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|