
|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| I know you can keep on on on on on n on on that subject ***looking for my headphones again*** :p
that song was from the movie "Om Jai Jagdish".
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 10, Aug 2005 8:18:29 PM IST hmmm watching romantic movies while on treadmill? no wonder you have got lotta energy on this subject (love & romance) ;):p
~~~
chori chori dekha tumhenn chori chori chaaha tumhen
chori chori maanga tumhen chori chori pooja tumhen
aap ko to khabar nahin iiski
aap ko main ne kitna pyaar kiya
aap ko main ne kitna pyaar kiya...haan
aap ko kis tarah main bataavun
kab kahan aur kaise dil diya
kab kahan aur kaise dil diya...haan
aap ko to khabar nahin iiski
aap ko main ne kitna pyaar kiya
aap ko main ne kitna pyaar kiya...haan
aap ko kis tarah main bataavun
kab kahan aur kaise dil diya...kab kahan aur kaise dil diya
main ne kahaa kya tumne sunaa
dilbar tumhen hi maine chuna
kehna tumhaara achchha laga
sapna mujhe aab sacha laga...haan
aap ko haal-e-dil kya sunaavun
aap ne chain mera le liya
aap ne chain mera le liya...haan
aap ko to khabar nahin iiski
aap ko main ne kitna pyaar kiya...aap ko main ne kitna pyaar kiya
dekho na mujh ko aab door se
ye maang bhar do sindoor se
kehta hai mera deewaanapan
hoke rahega apna milan...haan
aap se jaan-e-man kya chhupaavun
aap ko main ne maana hai piya
aap ko main ne maana hai piya...haan
aap ko to khabar nahin iiski
aap ko maine kitna pyaar kiya...aap ko maine kitna pyaar kiya
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 10, Aug 2005 7:58:24 PM IST GooD Morning Priya. I am good n how are you? btw nice song you have posted from "Hum-Tum". tum itne subah subah movie/song dekh rahi thi kya?
~~~
lag jaa gale ki phir ye haseen raat ho na ho
shaayad phir iis janam me mulaaqaat ho na ho
lag jaa gale ki phir ye haseen raat ho na ho
hum ko milee hain aaz ye ghaDiyaan naseeb se
jee bhar ke dekh leejiye hum ko kareeb se
phir aap ke naseeb me ye baat ho na ho
shaayad phir iis janam me mulaaqaat ho na ho
lag jaa gale ki phir ye haseen raat ho na ho
shaayad phir iis janam me mulaaqaat ho na ho
lag jaa gale ki phir ye haseen raat ho na ho
"paas aayiye ki hum nahin aayenge baar baar
baahen gale me Daal ke hum ro len zaar zaar
aankhon se phir ye pyaar ki barsaat ho na ho"
shaayad phir iis janam me mulaaqaat ho na ho
lag jaa gale ki phir ye haseen raat ho na ho
shaayad phir iis janam me mulaaqaat ho na ho
lag jaa gale ki phir ye haseen raat ho na ho
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 10, Aug 2005 7:30:33 PM IST Have a pleasant evening, Priya.
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 10, Aug 2005 2:42:05 AM IST ***tossing the head phones on the desk***
aab khush?
~~~
yun rooTho na haseena meri jaan pe ban jaayegi...meri jaan pe ban jaayegi
haaye yun rooTho na haseena
karte na jo bahaan nazdeek kaise aate
ye faasla ye doori hum kis tarah miTaate
haathon me tum na lete jab haath hi humaara
iis beqaraar dil ko milta kahan sahaara
haaye yun rooTho na haseena
yun rooTho na haseena meri jaan pe ban jaayegi...meri jaan pe ban jaayegi
ye baal bikhre bikhre gaalon pe yun na hote
ye naag kaale kaale phoolon me yun na sote
ye raat ka andhera din se gale na milta
ulfat ka shokh gunchaa aise na dil me khilta
haaye yun rooTho na haseena
yun rooTho na haseena meri jaan pe ban jaayegi...meri jaan pe ban jaayegi
aavo kareeb aavo palkon pe baiTh jaavo
aankhon me jhoom jaavo dil me mere samaavo
aab muskuraa ke keh do hum to khafaa nahin hain
ek dil hai ek jaan hai hum tum judaa nahin hai
haaye yun rooTho na haseena
yun rooTho na haseena meri jaan pe ban jaayegi...meri jaan pe ban jaayegi
yun rooTho na haseena meri jaan pe ban jaayegi...meri jaan pe ban jaayegi
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 10, Aug 2005 2:18:19 AM IST you said something? I ve got my head phones on :p
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 10, Aug 2005 1:35:29 AM IST of course mazaa to aata hai jab tak chakkar na aave:p @tumhko bhi ghumne main maza aata hai...I m outta my "nap" mood when I started listening to "roop tera mastaana"...here it is...
~~~
roop teraa mastaanaa pyaar mera deewaanaa bhool koyi hum se na ho jaaye
roop teraa mastaanaa pyaar mera deewaanaa
bhool koyi hum se na ho jaaye
raat nasheeli mast samaa hai aaz nashe me saaraa jahaan hain
raat nasheeli mast samaa hai aaz nashe me saaraa jahaan hain
aaye sharaabi mausam behakaayeeeeeeeee
roop teraa mastaanaa pyaar meraa deevaanaa bhool koyi hum se naa ho jaaye
aankhon se aankhen milti hai jaise bechayan hoke toofaan me jaise
aankhon se aankhen milti hai jaise bechayan hoke toofaan me jaise
mauz koyi saahil se Takaraayeeeeeeeeeeee
roop teraa mastaanaa pyaar meraa deevaanaa bhool koyi hum se naa ho jaaye
rok rahaa hai hum ko zamaanaa door hi rehna paas na aanaa
rok rahaa hai hum ko zamaanaa door hi rehna paas na aanaa
kaise magar koyi dil ko samjhaayeeeeeeeeeeee
roop teraa mastaanaa pyaar meraa deevaanaa bhool koyi hum se naa ho jaaye
roop teraa mastaanaa pyaar meraa deevaanaa bhool koyi hum se naa ho jaaye
roop teraa mastaanaa pyaar meraa deevaanaa bhool koyi hum se naa ho jaaye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 10, Aug 2005 0:59:54 AM IST I m in my usual after-noon "nap" mood @kuch bhi samajhte nahin...aur ek tum ho ke bohut ghumaati ho...:p
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 10, Aug 2005 0:48:53 AM IST of course @in quotes...akele nahin to kya bheed me sunun? :p
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 10, Aug 2005 0:41:18 AM IST koyi chup karaate nahin to kya karen ;) here is one from me, I am listening to now...
~~~
I am in Love I am in Love I am in Love
I am in Love I am in Love I am in Love
na na karte pyaar hai main kar gayi kar gayi kar gayi
na na karte pyaar hai main kar gayi kar gayi kar gayi
O tu ne kiya kya yaad haaye main mar gayi mar gayi mar gayi
na na karte pyaar oye main kar gaya kar gaya kar gaya
O tu ne kiya aitbaar haaye main mar gaya mar gaya mar gaya
na na karte pyaar hai main kar gayi kar gayi kar gayi
I am in Love I am in Love I am in Love
I am in Love I am in Love I am in Love
mehki hawaayen ye behki fizaayen ye paagal samaa kuch kahen
hum hai akele aa baahon me le le ke jaage hai armaan naye
tu seene se Lag jaa mere main tujh ko chupaa lun kahin
ye DhaDkan meri keh rahi ke aab door jaana nahin
sun ke teri ye baat ankhen meri bhar gayi bhar gayi bhar gayi
sun ke teri ye baat ankhen meri bhar gayi bhar gayi bhar gayi
O tu ne kiya kya yaad haaye main mar gayi mar gayi mar gayi
na na karte pyaar hai main kar gayi kar gayi kar gayi
main tumhen chaahun tumhin ko saraahun tumhaari main pooja karun
dil to hameshaa ye maange duvaayen ke baahon me teri marun
main tumhen chaahun ha tumhi ko saraahun tumhari main pooja karun
dil To hameshaa Ye maange duvaayen ke baahon me teri marun
zameen aasmaan keh rahen tu mere liye hai bani
hai kismat se hum ko mili mohabbat ki ye roshni
ho gayee tujh pe fidaa main sooli chaDh gayee chaDh gayee chaDh gayee
ho gayee tujh pe fidaa main sooli chaDh gayee chaDh gayee chaDh gayee
o tu ne kiya kya yaad haaye main mar gayi mar gayi mar gayi
na na karte pyaar oye main kar gaya kar gaya kar gaya
O tu ne kiya aitbaar haaye main mar gaya mar gaya mar gaya
na na karte pyaar hai main kar gayi kar gayi kar gayi
I am in Love I am in Love I am in Love
I am in Love I am in Love I am in Love
I am in Love I am in Love I am in Love
I am in Love I am in Love I am in Love
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 10, Aug 2005 0:27:24 AM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|