|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| dil kya karen jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye
jaane kahan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye
voonchi voonchi diwaaron si is duniyaa ki rasme
ho na kuchch tere bas me julie na kuchch mere bas me
dil kya karen jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye
jaane kahan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye
jaise parvat pe ghaTa jhukti hai
jaise saagar se lehar uThti hai
aise kisi chehre pe nigaah rukti hai
jaise parvat pe ghaTa jhukti hai
jaise saagar se lehar uThti hai
aise kisi chehre pe nigaah rukti hai
rok nahin sakti nazaron ko duniyaa bhar ki rasme
na kuchch tere bas me julie na kuchch mere bas me
dil kya karen jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye
jaane kahan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye
aa main teri yaad me sab ko bhulaa dun
duniyaa ko teri tasveer banaa dun
mera bas chale to dil cheer ke dikhaa dun

ho dauD raha hai saat lahun ke pyaar tera naS naS me
na kuchch tere bas me julie na kuchch mere bas me
dil kya karen jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye
jaane kahan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye
voonchi voonchi diwaaron si is duniyaa ke rasme
na kuchch tere bas me julie na kuchch mere bas me
dil kya karen jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye
jaane kahan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 6, Aug 2005 1:31:30 AM IST aap ke haseen rukh pe aaz naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
aap ke haseen rukh pe aaz naya noor hai

aap ke nigaah ne kahaa to kutch juroor hai

khuli laTon ki chaanv me khilaa khilaa ye roop hai

ghaTa se jaise chan rahi subah subah ki dhoop hai
"jidhar nazar muDi...jidhar nazar muDi
jidhar nazar muDi udhar suroor hi suroor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai"
aap ke haseen rukh pe aaz naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
jhukee jhukee nigaah me bhi hai bhala ki shokiyaan
"jhukee jhukee nigaah me bhi hai bhala ki shokiyaan
dabee dabee haseen me bhi taDap rahi hain bijaliyaan
shabaab aap ka...shabbab aap ka
shabaab aap ka nashe me khud hi choor choor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai"
aap ki nigaah ne kahaa to kutch juroor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
jahan jahan paDe kadam vahan fiza badal gayi

ke jaise sar basar bahaar aap hi me Dal gayi
kisee me ye kashish...kisee me ye kashish
kisee me ye kashish kahan jo aap me huzoor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
aap ke haseen rukh pe aaz naya noor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
aap ke nigaah ne kahaa to kutch juroor hai
mera dil machal gaya to mera kya kusoor hai
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 6, Aug 2005 1:15:35 AM IST aa jaa sanam madhur chaandni main hum tum
mile to viraanne me bhi aa jaayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan...jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur machalta hai dil
more saajan le chal mujhe taaron ke paas
lagta nahin hai dil yahan...lagta nahin hai dil yahan
bheegi bheegi raat me dil ka daaman thaam le
khoyi khoyi zindagi har dam tera naam le
chaand ki pehli nazar keh rahi hai pyaar kar
zindagi hai ek safar kaun jaane kal kidhar

aa jaa sanam madhur chaandni main hum tum
mile to viraanne me bhi aa jaayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan...jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur machalta hai dil
more saajan le chal mujhe taaron ke paas
lagta nahin hai dil yahan...lagta nahin hai dil yahan
dil ye chaahe aaz to baadal ban uDh jaavun main
dulhan jaisa aasmaan dharti par le aavun main
chaand ka Dhola saje jhoom taaron me mache
jhoom ke duniya kahe pyaar me do dil mile
chaand ka Dhola saje jhoom taaron me mache
jhoom ke duniya kahe pyaar me do dil mile
aa jaa sanam madhur chaandni main hum tum
mile to viraanne me bhi aa jaayegi bahaar
jhoomne lagega aasmaan...jhoomne lagega aasmaan
kehta hai dil aur machalta hai dil
more saajan le chal mujhe taaron ke paas
lagta nahin hai dil yahan...lagta nahin hai dil yahan
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 6, Aug 2005 0:40:50 AM IST ye vaadiyaa ye fizaayen bulaa rahin hain tumhen
ye vaadiyaa ye fizaayen bulaa rahin hain tumhen
khaamoshiyon ki sadaayen bulaa rahin hain tumhen

tumhaari julfn se khushbU ki bhikh le ne ko
jhuki jhuki si ghaTaayen bulaa rahin hain tumhen
khaamoshiyon ki sadaayen bulaa rahin hain tumhen
ye vaadiyaa ye fizaayen bulaa rahin hain tumhen
haseen champai pairon ko jab se dekhaa hai
nadee ki mast adaayen bulaa rahin hain tumhen
khaamoshiyon ki sadaayen bulaa rahin hain tumhen
ye vaadiyaa ye fizaayen bulaa rahin hain tumhen
meraa kahaa na suno dil ki baat to sun lo
har ek dil ki duvaayen bulaa rAhin hain tumhen
khaamoshiyon ki sadaayen bulaa rahin hain tumhen
ye vaadiyaa ye fizaayen bulaa rahin hain tumhen
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 5, Aug 2005 9:41:06 PM IST I've been busy until now...
~~~
aanchal me saja lena kaliyaan julfon me sitaaren bhar lena
aise hi kabhi jab shaam Dhale tab yaad humen bhi kar lena
aanchal me saja lena kaliyaan...
aaya tha yahan be gaana sa...aaya tha yahan be gaana sa
chal doonga kahin diwaana sa...chal doonga kahin diwaana sa
deewaane ki khaatir tum koyi ilzaam na apne sar lena
aise hi kabhi jab shaam Dhale tab yaad humen bhi kar lena
aanchal me saja lena kaliyaan...
rasta jo mile anjaan koyi...rasta jo mile anjaan koyi
aa jaaye agar toofan koyi...aa jaaye agar toofan koyi
apne ko akela jaan ke tum aankhon me na aansun bhar lena
aise hi kabhi jab shaam Dhale tab yaad humen bhi kar lena
aanchal me saja lena kaliyaan julfon me sitaaren bhar lena
aanchal me saja lena kaliyaan...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 5, Aug 2005 8:21:48 PM IST GooD Morning Priya, I am good n you?
~~~
zindagi pyaar ki do chaar ghaDi hoti hai
chaahe thoDi bhi ho ye umrr baDi hoti hai
taaz ya takht ya daulat ho zamaane bhar ki
kaun si cheez mohabbat se baDi hoti hai
zindagi pyaar ki do chaar ghaDi hoti hai
chaahe thoDi bhi ho ye umrr baDi hoti hai
do mohabbat bhare dil khaak dhaDakate ho jahaan
sab se lambee vo mohabbat ki ghaDi hoti hai
zindagi pyaar ki do chaar ghaDi hoti hai
chaahe thoDi bhi ho ye umrr baDi hoti hai
zindagi pyaar ki do chaar ghaDi hoti hai
chaahe thoDi bhi ho ye umrr baDi hoti hai
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 5, Aug 2005 6:35:48 PM IST man ki beena ki dhun tu balam aaz sun
meri nazaron ne tujh ko liyaa aaz chun
man ki bina ki dhun tu balam aaz sun
meri nazaron ne tujh ko liyaa aaz chun
man ki beena ki dhun tu balam aaz sun
meri dil ki lagi tu meri zindagi tu
meri har nazaara hai teri daastaan
meri dil ki lagi tu meri zindagi tu
meri har nazaara hai teri daastaan
mere dil ki bahaaren tumhin ko pukaaren
tumhi se hai aabaad meraa jahaan
mere dil ki bahaaren tumhin ko pukaaren
tumhi se hai aabaad meraa jahaan
tU meraa naaz hai meraa andaaz hai dil ki awaaz hai
meri neendon me tum mere kwaabon me tum
ho chuke hum tumhaari mohabbat me gum
man ki beenaa ki dhun tu balam aaz sun
meri nazaron ne tujh ko liyaa aaz chun
man ki beenaa ki dhuna tu baalam aaz sun
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 5, Aug 2005 2:57:15 AM IST ;) right, when you are free why sing...you can chew "double mint" right :p
btw, I am listening to this song now :)
~~~
aaz kal tere mere pyaar ke charche Har jabaan par
sab ko maalum Hai aur sab ko khabar ho gayi
achchaa...?
aaz kal tere mere pyaar ke cHarcHe Har jabaan par...
sab ko maalum Hai aur sab ko khabar Ho gayi
to kya...?
aaz kal tere mere pyaar ke cHarcHe Har jabaan par

Hum ne to pyaar me aisa kaam kar liya
pyaar ki raaH me apna naam kar liya
Hum ne to pyaar me aisa kaam okar liya
pyaar ki raaH me apna naam kar liya...
pyaar ki raaH me apna naam kar liya
aaz kal tere mere pyaar ke cHarcHe Har jabaan par...
acHcHa...?
sab ko maalum Hai aur sab ko khabar Ho gayi
to kya...?
aaz kal tere mere pyaar ke cHarcHe Har jabaan par
sab ko maalum Hai aur sab ko khabar Ho gayi
do badan ek din ek jaan Ho gaye
manzilen ek Huyi Humsafar ban gaye
do badan ek din ek jaan Ho gaye
manzilen ek Huyi Humsafar ban gaye...
manzilen ek Huyi Humsafar ban gaye
aaz kal tere mere pyaar ke cHarcHe Har jabaan par...
acHcHa...?
sab ko maalum Hai aur sab ko khabar Ho gayi
to kya...?
aaz kal tere mere pyaar ke cHarcHe Har jabaan par
sab ko maalum Hai aur sab ko khabar Ho gayi
kyun bhala Hum Daren dil ke maalik Hai Ham
Har janam me tujhe apna maana sanam

Har janam me tujhe apna maana sanam...
Har janam me tujhe apna maana sanam
aaz kal tere mere pyaar ke cHarcHe Har jabaan par...
acHcHa...?
sab ko maalum Hai aur sab ko khabar Ho gayi
to kya...?
aaz kal tere mere pyaar ke cHarcHe Har jabaan par
sab ko maalum Hai aur sab ko khabar Ho gayi
aaz kal tere mere pyaar ke cHarcHe Har jabaan par
sab ko maalum Hai aur sab ko khabar Ho gayi
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 5, Aug 2005 2:47:48 AM IST UR Welcome Sahibaa :P
Posted by: Mr. Raj Raj At: 5, Aug 2005 2:06:43 AM IST Fresh Breath Ke Liye :P
Posted by: Mr. Raj Raj At: 5, Aug 2005 1:52:13 AM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|