
|
|

General Forum: Love | Dedications | |
| nI pEru choosi edO telugu paaTa pOsTi unTaav anukunnaa .. ilaa niraaSa parustaav anukOlE ..nishI :(
Posted by: బుజ్జిది At: 17, Mar 2006 1:53:44 AM IST ! Pyaar tune kya kiya !
Pyaar tune kya kiya.. kya kiya.. Ek hi pal mein achaanak
Pyaar tune kya kiya.. ye pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniya.. Di hai nayi khushiyaa
Pyaar tune kya kiya.. ye pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniya.. Di hai nayi khushiyaa
Pehli dafaaon se dekh kar.. hone laga kuch aisa asar
Pehli dafaaon se dekh kar.. hone laga kuch aisa asar
Khud se hui main bekhabar
Main hoon yahan.. dil mera hai vahan
Pyaar tune kya kiya.. ye pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniya.. Di hai nayi khushiyaa
Tu de raha hai ehsaas yeh.. jaise koi mere paas hai
Tu de raha hai ehsaas yeh.. jaise koi mere paas hai
Jiske badan ko chhookar mere badan ko chhoo rahi hai hawa
Pyaar tune kya kiya.. ye pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniya.. Di hai nayi khushiyaa
Pyaar tune kya kiya.. ye pyaar tune kya kiya
Ek hi pal mein achaanak di hai nayi duniya.. Di hai nayi khushiyaa
Posted by: Nishigandha At: 17, Mar 2006 1:49:50 AM IST ! Gupt !
Mere sanam mujhko teri kasam
Oh ho mere sanam mujhko teri kasam
Tujhse bichhad ke mar jayenge hum
Ki marne se pehle jeelein zara hum
Mere sanam mujhko teri kasam
Mere sanam mujhko teri kasam
Tujhse bichhad ke mar jayenge hum
Ki marne se pehle jeelein zara hum
Mere sanam mujhko teri kasam
Oh ho mere sanam mujhko teri kasam
Aisi lagi hai ye dil ki lagi
Saawan kai barse ye na bujhi
Aisi lagi hai ye dil ki lagi
Saawan kai barse ye na bujhi
Is aag mein ek din jal jayenge hum
Ki marne se pehle jeelein zara hum
Mere sanam mujhko teri kasam
Oh ho mere sanam mujhko teri kasam
Idhar aa tujhe main gale se laga loon
Tujhe apni aankhon ka kaajal bana loon
Idhar aa tujhe main gale se laga loon
Tujhe apni aankhon ka kaajal bana loon
Hajaaron hain baatein magar hai waqt kam
Ki marne se pehle jeelein zara hum
Mere sanam mujhko teri kasam
Mere sanam mujhko teri kasam
Tujhse bichhad ke mar jayenge hum
Ki marne se pehle jeelein zara hum
Posted by: Nishigandha At: 16, Mar 2006 2:58:48 AM IST ! Page 3 !
mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein
main dekhoon aainaa..
main dekhoon aainaa.. aur tu mujhe nazar aaye
mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein
main dekhoon aainaa..
main dekhoon aainaa.. aur tu mujhe nazar aaye
mere wajood mein tu kaah yun utar jaayein
tujhko hi sochoon jab bhi main sochoon
tujhko ko hi poojoon tujhko hi chaahoon
tujhko hi sochoon jab bhi main sochoon
tujhko ko hi poojoon tujhko hi chaahoon
honton pe chaaye tu naghma banke
jab bhi kabhi kuch bhi gungunaaon
teri hi baahon mein.. bas zindagi guzar jaaye
mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein
najaane tujh mein kaisi kashish hai
tujhse kabhi dil bartha nahi hai
chod ke tujhko pal bhar kabhi bhi
jaane ko mann kahi katha nahi hai
yeh kaash waqt abhiii..
yeh kaash waqt abhi bas yehi tehr jaaye
mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein
main dekhoon aainaa..
main dekhoon aainaa.. aur tu mujhe nazar aaye
mere wajood mein tu kaash yoon utar jaayein
Posted by: Nishigandha At: 3, Mar 2006 8:49:14 PM IST ! Anamika !
jaavun to kahaan jaavun
jaavun to kahaan jaavun sab kuchch ye hi hai
tere ghar ke baahar to na duniya na deen hai
jaavun to kahaan jaavun sab kuchch ye hi hai
tere ghar ke baahar to na duniya na deen hai
jaavun to kahaan jaavun...
jaise bhi raaton bihaari mohe
jag to pukaare tihaari mohe
teri dwaar aake...teri dwaaar aake jaanaa nahin hai
jaavun to kahaan jaavun sab kuchch ye hi hai
tere ghar ke baahar to na duniya na deen hai
jaavun to kahaan jaavun...
preet tere sang joDee piya
chunari tere rang oDhee piya
kahin aur ghunghaTa...
kahin aur ghunghaTa uThaanaa nahin hai
jaavun to kahaan jaavun sab kuchch ye hi hai
tere ghar ke baahar to na duniya na deen hai
jaavun to kahaan jaavun sab kuchch ye hi hai
tere ghar ke baahar to na duniya na deen hai
jaavun to kahaan jaavun....
Posted by: Nishigandha At: 27, Feb 2006 10:47:11 PM IST :-) now do not send me into my shayeri mood, I may not be able so sing :-p
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 25, Feb 2006 0:36:01 AM IST "Hindustan Ki Kasam"
"har taraf aab ye hi afasaane hain
hum teri aankhon ke diwaanen hain
har taraf aab ye hi afasaane hain
hum teri aankhon ke diwaanen hain
***itanee sachchaayi hai iin aankhon me
khoTe sikke bhi khare ho jaayen
tu kabhi pyaar se dekhe jo udhar
sookhe jangal bhi hare ho jaayen
baagh ban jaaye baagh ban jaaye jo veeraanen hain
ham teri aankhon ke diwvaane hain***
har taraf aab ye hi afasaane hain
hum teri aankhon ke diwaanen hain
ek halkaa saa ishaairaa iinkaa
kabhi dil aur kabhi jaan luTegaa
kis tarah pyaas bujhegi uuskee
kis tarah uuskaa nashaa TooTegaa
jiski kismat me jiski kismat me ye paimaanen hain
ham teri aankhon ke diwvaane hain
har taraf aab ye hi afasaane hain
hum teri aankhon ke diwaanen hain
neechi nazaron me hain kitanaa jaadu
ho gaye pal me kayee khwaab javaan
kabhi uThaane kabhi jhukaane ki adaa
le chalee jaane kidhar jaane kahaan
raaste pyaar ke raaste pyaar ke anjaane hain
ham teri aankhon ke diwvaane hain
ham teri aankhon ke diwvaane hain
har taraf aab ye hi afasaane hain
hum teri aankhon ke diwaanen hain"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 24, Feb 2006 11:32:19 PM IST "ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain
inhen paane ki dhun me har tamannaa bhool jaate hain
"ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain
inhen paane ki dhun me har tamannaa bhool jaate hain
tum apanee mehaki mehaki zulf ke pechon ko kam kar do
musaafir iin me gir kar apanaa rastaa bhool jaate hain"
ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain
inhen paane ki dhun me har tamannaa bhool jaate hain
ye aankhen jab humen apanee panaahon me bulaati hain
humen apanee kasam hum har saharaa bhool jaate hain
tumhaare narm-o-naazuk honTh jis dam muskaraate hain
bahaaren jhenpateen phool khilanaa bhool jaate hain
ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain
inhen paane ki dhun me har tamannaa bhool jaate hain
bahut kuchh tum se kehane ki tamannaa dil me rakhte hain
magar jab saamne aate ho to kehanaa bhool jaate hain
mohabbat me zubaan chup ho to aankhen baat karti hain
ye keh deti hain vo baaten jo kehanaa bhool jaate hain
ye aankhen dekh kar hum saari duniyaa bhool jaate hain
inhen paane ki dhun me har tamannaa bhool jaate hain"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 22, Feb 2006 11:33:26 PM IST "Thakur Jarnail Singh"
"hum tere bina jee na sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai
hum tere bina jee na sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai
"saari duniyaa me aisaa shabaab nahin hai
ye haqueeqat hai teraa jawaab nahin hai
kisee aur me kahaan ye adaa
tere jaisaa nahin hai koyi doosara "
hum tere bina jee na sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai
"pehale hi din se hum dil me thaan chuke hain
tere ban ke tujhe apanaa maan chuke hain
tere saamne karen kyaa bayaan
ummrr bhar saath rehane ka ye faislaa"
hum tere bina jee na sakenge sanam dil ki ye aawaaz hai"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 22, Feb 2006 8:50:52 AM IST "Safar" (One of my favs)
"jeevan se bhari teri aankhen mazboor karen jeene ke liye...jeene ke liye
jeevan se bhari teri aankhen mazboor karen jeene ke liye...jeene ke liye
saagar bhi taraste rehte hai tera roop ka ras peene ke liye...peene ke liye
jeevani se bhari Teri aankhen...
tasveer banaaye kya koyi...kya koyi likhen tujh pe kavitaa
rangon chandon me samaayegi...rangon chandon me samaayegi
kis tarah se iitni sundarata...sundarata
ek dhaDkan hai tu dil ke liye...
ek jaan hai tu jeene ke liye...jeene ke liye
jeevan se bhari teri aankhen mazboor karen jeene ke liye...jeene ke liye
jeevan se bhari teri aankhen mazboor karen jeene ke liye...jeene ke liye"
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 17, Feb 2006 11:16:22 PM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|