
|
|

|
General Forum: Love | | ~~~~~~~~~~ Memorable Songs (Hindi) ~~~~~~~~~~ | |
| haan mujhe kuch dikha nahin to main kya karun :p @your fingers ...
let me correct my statement, I wrote in a hurry :p ***no wonder, men go not only blind but also deaf in "love"***
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Aug 2005 11:38:24 PM IST (n)one :p
chalo, lunch break...baaki baaten baad me...:)
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Aug 2005 10:10:21 PM IST hmmm bolnewaalon ko aise chup karaate hai kya ;?)
~~~
chori chori solah singaar karoongi
aaz saari raat intezaar karoongi
chori chori solah singaar karoongi
aaz saari raat intezaar karoongi
chori chori solah singaar karoongi
lipaTi badan se shole agan ke
tere lagan ke khelo na man se mere
keh doongi main ye sajan se
haan haan tere lagan ke khelo na man se mere
keh doongi main ye sajan se...na jee naa haan ho jee haan
ek hi gila sau baar karoongi
aaz saari raat intezaar karoongi
chori chori solah singaar karoongi
nayanon ke raste chup se aa ke
sapnon me jaake paayal bajaa ke cham se
rakh doongi uun ko jagaa ke
sapnon me jaake paayal bajaa ke cham se
rakh doongi uun ko jagaa ke...na jee na haan ho jee haan
pyaar kiya hai main ne pyaar karoongi
aaz saari raat intezaar karongi
chori chori solah singaar karoongi
aaz saari raat intezaar karoongi...
~~~
agar mere saath aisa ho to main toD doonga vo paayal ko :p @sapnon me jaake paayal bajaa ke cham se
rakh doongi uun ko jagaa ke
no wonder men not only men go blind but deaf in love :p @ek hi gila sau baar karoongi
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Aug 2005 9:54:11 PM IST now do not you challenge me :p...you know very well that I am always up for new challenges...;)
~~~
chori chori sapnon me aata hai koyi
saari saari raat jagaata hai koyi
dil mera dil beqaraar ho gaya
dil mera dil beqaraar ho gaya
aisa lagta hai mujhe pyaar ho gaya
chori chori sapnon me aata hai koyi
saari saari raat jagaata hai koyi
dil mera dil beqaraar ho gaya
dil mera dil beqaraar ho gaya
aisa lagta hai mujhe pyaar ho gaya
chori chori sapnon mein aata hai koi
saari saari raat jagaata hai koi
beh ke beh ke kadam hain pehla pehla nasha hai
jaane kya ho gaya hai kuchh mujhe na pata hai
apni deewanagi ke haal kaise sunaavun
ho rahaa dil me kya kya kaise uus ko bataavun...kaise uus ko bataavun
dheere dheere dard baDhaata hai koyi
haule haule mujhe taDpaata hai koyi
dheere dheere dard baDhaata hai koyi
haule haule mujhe taDpaata hai koyi
dil mera dil beqaraar ho gaya
dil mera dil beqaraar ho gaya
aisa lagta hai mujhe pyaar ho gaya
chori chori sapnon mein aata hai koi
saari saari raat jagaata hai koi
aisa pehle kabhi to mujh ko hota nahin tha
hosh uDtaa nahin tha chain khotaa nahin tha
haan aab to karwaT badalke raat bhar jaagti hun
rehti hun khoyi khoyi jaane kya sochti hun
jaane kya sochti hun
aate jaate hosh uDaata hai koyi
kaise kaise mujh ko sataata hai koyi
aate jaate hosh uDaata hai koyi
kaise kaise mujh ko sataata hai koyi
dil mera dil beqaraar ho gaya
dil mera dil beqaraar ho gaya
aisa lagta hai mujhe pyaar ho gaya
chori chori sapnon me aata hai koyi
saari saari raat jagaata hai koyi
dil mera dil beqaraar ho gaya
dil mera dil beqaraar ho gaya
aisa lagta hai mujhe pyaar ho gaya
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Aug 2005 9:24:25 PM IST ab tum ne kar liya "chori" to kya karun tum ko? I will spare you this time, but next time you will be penalized heavily for stealing my songs :p
~~~
chori chori koyi aaye...chori chori koyi aaye
chupke chupke sab se chupke kwaab kaye de jaaye
chori chori koyi aaye...chori chori koyi aaye
chupke chupke sab se chupke kwaab kaye de jaaye
chori chori koyi aaye...
aankhen Daale aankhon me jaane mujhe se kya vo pooche
aankhen Daale aankhon me jaane mujhe se kya vo pooche
main jo bolun bolun kya hans dun mujh ko kuch na soojhe
aise taake dil me jhaanke saans meri ruk jaaye
chori chori koyi aaye...chori chori koyi aaye
chupke chupke sab se chupke kwaab kaye de jaaye
chori chori koyi aaye...
meeTe meeTe bolon se dil pe aisa jaadu Daale
meeTe meeTe bolon se dil pe aisa jaadu Daale
khoyi khoyi jaavun main jo bhi chaahe manwaale
mujh ko choome dil to jhoome aankh magar jhuk jaaye
chori chori koyi aaye...chori chori koyi aaye
chupke chupke sab se chupke kwaab kaye de jaaye
chori chori koyi aaye...
baiTi baiTi sochun main vo to chal de mujh ko Das ke
baiTi baiTi sochun main vo to chal de mujh ko Das ke
mujh ko maar Daale na apne baajuvon me kas ke
dil jo dhaDke aise dhaDke ek nasha chaa jaaye
chori chori koyi aaye...chori chori koyi aaye
chupke chupke sab se chupke kwaab kaye de jaaye
chori chori koyi aaye...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Aug 2005 8:56:27 PM IST chalo theme of the day ach chuna tum ne...one from me...
~~~
churaa ke dil meraa goriyaa chalee
churaa ke dil meraa goriyaa chalee
uDaa ke nindiyaa kahaan tu chalee
paagal huva diwaanaa huva kaisee ye dil ki lagee
churaa ke dil teraa chali main chalee
mujhe kyaa pataa kahaan main chalee
manzil meri bas tu hi tu
abhi to lage hain chaahaton ke mele
abhi dil meraa dhaDakanon se khele
kisee moD pe main tum ko pukaarun
bahaanaa koyi banaa to na loge
agar main bataa dun mere dil me kyaa hai
tum mujh se nigaahen churaa to na loge
agar baDh gayee hai betaabiyaan
kahin mujh se daaman chhuDaa to naa loge
kehataa hai dil dhaDakte huye
tum sanam humaare hum tumhaare huye
manzil meri bas tu hi tu...manzil meri bas tu hi tu
teri gali main chalee
churaa ke dil meraa goriyaa chalee
churaa ke dil teraa chalee main chalee
nahin be-vafaa tum ye mujh ko khabar hai
badalati ruton se magar mujh ko Dar hai
nayee hasaraton ki nayee sez par tum
nayaa phool koyi sajaa to naa loge
vafaayen to mujh se bahut tum ne ki hai
magar iis jahaan me haseen aur bhi hain
kasam meri khaa kar itanaa bataa do
kisee aur se dil lagaa to na loge
dheere dheere chori chori aake mil
TooT na jaaye pyaar bharaa dil
manzil meri bas tu hi tu...manzil meri bas tu hi tu
teri gali main chalee
churaa ke dil meraa goriyaa chalee...
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Aug 2005 8:36:36 PM IST o re maajii o re maajii o o
mere maajii
mere saajan hai us paar,
mai man maar, huuN is paar
o mere maajii, abkii baar,
le chal paar, le chal paar
mere saajan hain us paar...
ho man kii kitaab se tuu,
meraa naam hii miTaa denaa
gun to na thaa koii bhii,
avagun mere bhulaa denaa
mujhko terii bidaa kaa...
mujhko terii bidaa kaa
mar ke bhii rahataa intazaar
mere saajan...
mat khel jal jayegii,
kahatii hai aag mere man kii
mat khel...
mat khel jal jayegii,
kahatii hai aag mere man kii
mai bandinii piyaa kii
chir sanginii huuN saajan kii
meraa khiinchtii hai aaNchal...
meraa khiinchtii hai aaNchal
man miit terii har pukaar
mere saajan hain us paar
o re maajii o re maajii o o
mere maajii
mere saajan hain us paar...
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 2, Aug 2005 8:29:43 PM IST lo kar lo baat,le de ke anzaam mujh pe eh?@tum hi se seekha hai churaana :p ...'churaane' pe, let me sing this one now (my fav)...
~~~
churaa liya hai tum ne jo dil ko nazar nahin churaana sanam
badal ke meri tum zindagaai kahin badal na jaana sanam
le liya dil hai meraa dil haaye dil lekar mujh ko na behlaana
churaa liya hai tum ne jo dil ko nazar nahin churaana sanam
badal ke meri tum zindagaai kahin badal na jaana sanam
bahaar ban ke aavun kaBhi tumhaari duniya me
gujar na jaaye ye zindagi iisi tamanna se
tum mere ho ha ha tum mere ho aaz tum iitna vaada karte jaana
churaa liya hai tum ne jo dil ko nazar nahin churaana sanam
badal ke tum meri zindagaai kahin badal na jaana sanam
sajaavoonga luT kar Bhi tere badan ki Daali ko
lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
hai vafa kya iis jahaan ko ek din dikhla doonga main deewana
churaa liya hai tum ne jo dil ko nazar nahin churaana sanam
badal ke meri tum zindagaai kahin badal na jaan sanam
churaa liya hai tum ne jo dil ko nazar nahin churaana sanam
badal ke meri tum zindagaai kahin badal na jaana sanam
le liya dil hai meraa dil haaye dil lekar mujh ko na behlaana
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Aug 2005 8:24:52 PM IST hmmm talk about mind reading. How did you know I was listening to this song now@mere jeevan saathi...jaise tum kehti thi na ke you stole my song, you did the same thing now...
btw, nice playful song it is w/all the movie names...Kamal ka pyaar karne ka andaaza bhi kamaal ki hai @lift me :p
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Aug 2005 8:08:45 PM IST Morning*
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 2, Aug 2005 7:49:47 PM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|