Discussion on Love in General Forum at TeluguPeople.com
TeluguPeople
  are the trend-setters

 
General Forum: Love
** GANALAHARI **
< < Previous   Page: 68 of 580   Next > >  


Now you can Read Only. Login to post messages
Email ID:
Password:
Remember me on this computer
pyaar kiyaa to Daranaa kyaa jab pyaar kiyaa to Daranaa kyaa pyaar kiyaa koii chorii nahii.n kii pyaar kiyaa\threedots pyaar kiyaa koii chorii nahii.n kii chhup chhup aahe.n bharanaa kyaa jab pyaar kiyaa to Daranaa kyaa pyaar kiyaa to Daranaa kyaa jab pyaar kiyaa to Daranaa kyaa aaj kahe.nge dil kaa fasaanaa jaan bhii lele chaahe zamaanaa maut vohii jo duniyaa dekhe maut vohii jo duniyaa dekhe ghuT ghuT kar yuu.N maranaa kyaa jab pyaar kiyaa to Daranaa kyaa pyaar kiyaa to Daranaa kyaa jab pyaar kiyaa to Daranaa kyaa unakii tamannaa dil me.n rahegii, shammaa isii mahafil me.n rahegii \hbox{ishq me.n jiinaa ishq me.n maranaa ishq me.n jiinaa ishq me.n maranaa aur hame.n ab karanaa kyaa jab pyaar kiyaa to Daranaa kyaa pyaar kiyaa to Daranaa kyaa jab pyaar kiyaa to Daranaa kyaa chhup na sakegaa ishq hamaaraa chaaro.n taraf hai unakaa nazaaraa paradaa nahii.n jab koii khudaa se paradaa nahii.n jab koii khudaa se ba.ndo.n se paradaa karanaa kyaa jab pyaar kiyaa to Daranaa kyaa pyaar kiyaa to Daranaa kyaa jab pyaar kiyaa to Daranaa kyaa pyaar kiyaa koii chorii

Posted by: Mr. manoopuli At: 8, Sep 2003 2:53:24 PM IST
Teri oonchi shaan hai maula Meri arzi maan le maula Tu hai sab kuch jaanne waala Main hoon tera maanne waala Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Teri oonchi shaan hai maula Meri arzi maan le maula Tu hai sab kuch jaanne waala Main hoon tera maanne waala Bangla motor car dila de Ek nahin do chaar dila de Mujhko aeroplane dila de Duniya bhar ki sair kara de Kaise kaison ko diya hai Aise vaison ko diya hai Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Dollar de ya pound de de - 2 Cash de de, check bana de Dirham-o-dinaar de de Dollar de ya pound de de - 2 Cash de de, check bana de Dirham-o-dinaar de de Koi chhapad phaad maula Apni jaibain jaad maula Ab to mujhko maal de de Aur na ab dhaal de de Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Bangla motor car dila de Ek nahin do chaar dila de Kaise kaison ko diya hai Aise vaison ko diya hai Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Sona de ya chaandi de de - 2 Heere de de, moti de de Noton ki barsaat kar de Sona de ya chaandi de de - 2 (Heere de de, moti de de Noton ki barsaat kar de) - 2 Tune khud hi to kaha hai Deta hoon jo maangta hai Kab se banda maang raha hai Kab se line mein khada hai Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Mujhko aeroplane dila de Duniya bhar ki sair kara de Kaise kaison ko diya hai Aise vaison ko diya hai Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Teri oonchi shaan hai maula Meri arzi maan le maula Tu hai sab kuch jaanne waala Main hoon tera maanne waala Mujhko bhi to lift kara de Thodi si to lift kara de Bangla motor car dila de Ek nahin do chaar dila de Mujhko aeroplane dila de Duniya bhar ki sair kara de

Posted by: Mr. M.S.Reddy At: 8, Sep 2003 2:34:36 PM IST
likhe jo Kat tujhe vo terii yaad me.n hazaaro.n ra.ng ke nazaare ban gae saveraa jab huaa to phuul ban gae jo raat aaii to sitaare ban gae koii nagamaa kahii.n guu.Njaa, kahaa dil ne ke tuu aaii kahii.n chaTakii kalii koii, mai.n ye samajhaa tuu sharamaaii koii Kushabuu kahii.n biKarii, lagaa ye zulf laharaaii fizaa ra.ngii.n adaa ra.ngii.n, ye iThalaanaa ye sharamaanaa ye a.nga.Daaii ye tanahaaii, ye tarasaa kar chale jaanaa banaa de naa kahii.n mujhako, javaa.n jaaduu ye diivaanaa jahaa.n tuu hai vahaa.n mai.n huu.N, mere dil kii tuu dha.Dakan hai musaafir mai.n tuu ma.nzil hai, mai.n pyaasaa huu.N tuu saavan hai merii duniyaa ye nazare.n hai.n, merii jannat ye daaman hai

Posted by: Mr. manoopuli At: 8, Sep 2003 2:24:15 PM IST
Madhuban mein jo Kanhaiya kisi gopi se mile Kabhi muskaaye, kabhi chhede, kabhi baat kare Radha kaise na jale, Radha kaise na jale Aag tan mann mein lage Radha kaise na jale, Radha kaise na jale Madhuban mein bhale Kaanha kisi gopi se mile Mann mein to Radha ke hi prem ke hain phool khile Kis liye Radha jale, kis liye Radha jale Bina soche samjhe Kis liye Radha jale, kis liye Radha jale O, gopiyaan taarein hain, chaand hai Radha Phir kyoon hai usko biswaas aadha Kaanhaji ka jo sadaa idhar udhar dhyaan rahe Radha bechaari ko phir apne pe kya maan rahe Gopiyaan aani jaani hain, Radha to mann ki rani hai Saanjh sakhaare, Jamna kinaare Radha Radha hi Kaanha pukaare Oye hoye, oye hoye Baahon ke haar jo daale koi Kaanha ke gale Radha kaise na jale, Radha kaise na jale Aag tan mann mein lage Radha kaise na jale, Radha kaise na jale Mann mein hai Radhe ko Kaanha jo basaaye To Kaanha kaahe ko usse na bataaye Prem ki apni alag boli, alag bhaasa hai Baat nainon se ho Kaanha ki yahi aasa hai Kaanha ke yeh jo naina hain Chheene gopiyon ke chaina hain Mili najariya, hui baawariya Gori gori si koi gujariya Kaanha ka pyaar kisi gopi ke mann mein jo pale Kis liye Radha jale, Radha jale, Radha jale Radha kaise na jale Kis liye Radha jale Radha kaise na jale Kis liye Radha jale, kis liye Radha jale Radha kaise na jale Kis liye Radha jale, kis liye Radha jale Aah, aah, aah, aah...

Posted by: Mr. M.S.Reddy At: 8, Sep 2003 2:22:46 PM IST
mere nainaa saavan bhaa.Ndo.n phir bhii meraa man pyaasaa \- ai dil diivaane, khel hai kyaa jaane dard bharaa ye, giit kahaa.N se in ho.nTho.n pe aae, duur kahii.n le jaae bhuul gayaa kyaa, bhuul ke bhii hai mujhako yaad zaraa saa, phir bhii \... baat puraanii hai, ek kahaanii hai ab sochuu.N tumhe.n, yaad nahii.n hai ab sochuu.N nahii.n bhuule, vo saavan ke jhuule R^itu aaye R^itu jaaye deke jhuuThaa ek dilaasaa, phir bhii\... baraso.n biit gae, hamako mile bichha.De bijurii banakar, gagan pe chamake biite samay kii rekhaa, mai.nne tumako dekhaa man sa.ng aa.Nkhamichaulii khele aashaa aur niraashaa, phir bhii\... ##Lata version:## mere nainaa saavan bhaa.Ndo phir bhii meraa man pyaasaa \- baat puraanii hai\... ghu.ngharuu kii chhamachham, ban ga_ii dil kaa Gam Duub gayaa dil, yaado.n me.n phir (?) ubharii bera.ng lakiire.n, dekho ye tasviire.n suune mahal me.n naach rahii hai ab tak ek rakkaasaa, phir bhii\...

Posted by: Mr. manoopuli At: 8, Sep 2003 1:45:27 PM IST
Aankhon Ki Gustakhiyaan Maaf Hon O Aankhon Ki Gustakhiyaan Maaf Hon Ek Tuk Tumhein Dekhti Hain Jo Baat Kehna Chaahe Zubaan Tumse Vo Ye Kehti Hain Aankhon Ki Sharmohaya Maaf Ho Tumhein Dekhke Jhukti Hain Uthi Aankhein Jo Baat Na Keh Sakin Jhuki Aankhein Vo Kehti Hain Aankhon Ki Aankhon Ki Gustakhiyaan Maaf Hon Kaajal Ka Ek Til Tumhare Labhon Pe Laga Loon La la la.. Haan Chanda Aur Suraj Ki Nazron Se Tumko Bacha Loon Hmmm.. Oh Palkhon Ki Chilman Mein Aao Main Tumko Chhupa Loon Aa.. Khayaalon Ki Ye Shokhiyaan Maaf Hon Har Dam Tumhein Sochti Hain Jab Hosh Mein Hota Hai Jahan Madhosh Ye Krti Hain Aankhon Ki Sharmohaya Maaf Ho Ye Zindagi Aapki Hi Amaanat Rahegi Ay Hey Dil Mein Sada Aapki Hi Mohabbat Rahegi Ay Hey In Saanson Ko Aapki Hi Zaroorat Rahegi Is Dil Ki Naadaniyaan Maaf Hon Ye Mere Kahan Sunti Hain Ye Pal Pal Jo Hote Hain Bepal Sanam To sapne Naye Bunti Hain Aankhon Ki Aankhon Ki Gustakhiyaan Maaf Hon Sharmohaya Maaf Ho

Posted by: Mr. M.S.Reddy At: 8, Sep 2003 1:41:38 PM IST
chaudavii.n kaa chaa.nd ho, yaa aafataab ho jo bhii ho tum khudaa ki qasam, laajavaab ho zulfe.n hai.n jaise kaa.Ndhe pe baadal jhuke hue aa.Nkhe.n hai.n jaise may ke payaale bhare hue mastii hai jisame pyaar kii tum, vo sharaab ho chaudavii.n kaa \... cheharaa hai jaise jhiil me khilataa huaa ka.nval yaa zi.ndagii ke saaj pe chhe.Dii huii gazal jaane bahaar tum kisii shaayar kaa Kvaab ho chaudavii.n kaa \... hoTho.n pe khelatii hai.n tabassum kii bijaliyaa.N sazade tumhaarii raah me.n karatii hai.n kaikashaa.n duniyaa\-e\-husn\-o\-ishq kaa tum hii shabaab ho chaudavii.n kaa \...

Posted by: Mr. manoopuli At: 8, Sep 2003 1:14:33 PM IST
chaa.Ndanii raat me.n chaa.Nd ke saamane rukh se paradaa haTaanaa gazab ho gayaa chaa.Ndanii chhup gaI chaa.Nd sharamaa gayaa aapakaa muskaraanaa gazab ho gayaa chaa.Ndanii raat me.n chaa.Nd ke saamane ruK se paradaa haTaanaa gazab ho gayaa jhuum kar kaalii kaalii ghaTaa jab uThii raat apanii to karavaT badalate kaTii kuchh to mausam ne bechain rakhaa hame.n kuchh teraa yaad aanaa gajab ho gayaa chaa.Ndanii raat me.n apane hisse me.n tuufaa.n kii taqadiir thii zindagii apanii maujo.n kii za.njiir thii Duub jaane kaa apane hame.n Gam n thaa usakaa saahil pe aanaa gajab ho gayaa chaa.Ndanii raat me.n chaa.Ndanii raat me.n chaa.Nd ke saamane ruK se paradaa haTaanaa gazab ho gayaa chaa.Ndanii chhup gaI chaa.Nd sharamaa gayaa aapakaa muskaraanaa gazab ho gayaa chaa.Ndanii raat me.n chaa.Nd ke saamane ruK se paradaa haTaanaa gazab ho gayaa

Posted by: Mr. manoopuli At: 8, Sep 2003 12:56:35 PM IST
Bholi si soorat aankhon mein masti Arre bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye Bholi si soorat aankhon mein masti

Posted by: Mr. M.S.Reddy At: 8, Sep 2003 12:25:28 PM IST
Koi ladki hai jab vo hansti hai Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom Koi ladki hai jab vo hansti hai Baarish hoti hai chhanar chhanar chhumchhum Koi ladki hai jab vo hansti hai Baarish hoti hai chhanar chhanar chhumchhum Koi ladka hai jab vo gaata hai Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom Arre koi ladka hai jab vo gaata hai Saawan aata hai ghumar ghumar ghumghoom Koi ladka hai jab vo gaata hai Saawan aata hai ghumar ghumar ghumghoom Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom Chakdhoom dhoom chakdhoom dhoom

Posted by: Mr. M.S.Reddy At: 8, Sep 2003 12:16:09 PM IST
< < Previous   Page: 68 of 580   Next > >  
 
Advertisements
Advertisements
Advertisements
Beauty and Skin Care
For all your favorite branded products of Beauty, Skin Care, Perfumes, Makeup and more!
News
Headline News
Cinema News
Business
Special Stories
Devotion
NRI News
Social Media
Facebook
Movie Gallery
Devotional Gallery
Twitter
Photo Galleries
News Gallery
Cinema Gallery
Beauty Gallery
Fashion Gallery
Sports Gallery
Travel Gallery
Devotion
Classifieds
Jobs
Real Estate
Automobile
Personals

Search TeluguPeople.com

(C) 2000-2025 TeluguPeople.com, All Rights Reserved.