
|
|

General Forum: Poetry | Ek sher arj kiya hai .... | |
| Jab tumko chaha hai to...
Mohabbat tumhe sikha hi denge...
Dard ka rishta jo hai...
Aaj tumko rula hi denge...
Posted by: Murali za az At: 4, Apr 2005 8:21:54 PM IST hawao ne yuh rukh badla hai
lagta hai jeene ka bahana milgaya hai
uske aajane se
manjil ko thikhana mil gaya hai
Posted by: Murali za az At: 31, Mar 2005 8:27:55 PM IST Bada armaan tha tere sang zindagi beetane ka,
shikwa hai bas tere khamosh rah jaane ka,
deewanagi isse bhi badkar kya hogi,
aaj bhi intezaar hai tere waapas aane ka.
Posted by: Murali za az At: 29, Mar 2005 0:42:49 AM IST Ye Kis Maqaam Pe Laayi Hai Meri Tanhaayi
Ke Mujh Se Aaj Koyi Bad GumaaN Nahee Hota
Posted by: Murali za az At: 25, Mar 2005 7:53:56 PM IST Gham Yeh Nahin Ke Tum Roth Gaye
Gham Yeh Hai Ke Hum Mana Na Sakhe
Posted by: Murali za az At: 24, Mar 2005 8:25:18 PM IST khuda wo hi to hai, usse hi maana maine apna khuda
ab tu hi bata, kaise khuda se shikayat karu
wo hi to hai, muje is haal mai lane wala
aor kis juban mai, usse halat-e-bayan karu!!!
Posted by: Murali za az At: 23, Mar 2005 8:11:37 PM IST Is ko chaha bhi to izhar na karnay aiya
Kat gae umer humain piyar na karnay aiya
Is nay manga kabhi ager to kuch judae mangi
Aur hum thay humain inkar na karnay aiya
Posted by: Murali za az At: 22, Mar 2005 7:52:28 PM IST Bhoola gya ja ke pardes ki rangeen dunya mein mujh ko
Ye bhi yaad na raha ke dia tha kisi ne apna dil tujh ko
Posted by: Murali za az At: 21, Mar 2005 11:36:14 PM IST inn oodas rahon par
iss akelay dil kay saath
kar liya safar kitna-!
aur kitna baki haya
Posted by: Murali za az At: 18, Mar 2005 8:23:25 PM IST Ayyo, think I even forgot the basic numbers :)
Posted by: Janakiram Lakkapragada At: 17, Mar 2005 11:50:34 PM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|