
|
|

|
General Forum: Love | | **Hindi Antyakshari*** | |
| rainaa beetee jaaye, shaam naa aaye
nindeeyaa naa aaye
Posted by: Mrs. ψ శకి౨ ψ At: 26, Apr 2005 8:57:13 PM IST Inhi logon ne, inhi logon ne Inhi logon ne le leena dupatta mera Hamri na maano bajajva se poochho
Hamri na maano saiyyaan
Hamri na maano bajajva se poochho
Jis ne
Posted by: Mrs. ψ శకి౨ ψ At: 26, Apr 2005 8:39:11 PM IST tasviir banaataa huun,
tasviir nahiin bantI,
tasviir nahiin bantI
ek khvaab saa dekhaa hai,
taabIr nahiin bantI,
tasviir nahii.n bantI
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 26, Apr 2005 8:29:31 PM IST aaye tum yaad mujhe,
gaane lagii har dhadkan
Kushbuu laaI pavan,
mahakaa chandan
aaye tum yaad mujhe ...
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 26, Apr 2005 8:12:42 PM IST HAAYE rE vO dIn kYUn nA AAYE
HAAYE rE vO dIn kYUn nA AAYE
jAA jAA kE YE rItU...jAA jAA kE YE rItU lAUT AAYE
Posted by: Mr. Rahul Siddharth At: 26, Apr 2005 6:58:58 PM IST lut gaye haay
lut gaye, lut gaye haay.
teraa dekh ke nazaaraa
taubaa taubaa mere yaaraa
kahin le na Doobe mujhe
teri aaNkh daa ishaaraa
lut gayee...haye re...lut gaye..hay
Posted by: Mr. Ram Tangirala At: 26, Apr 2005 6:30:01 PM IST maaku cool gaa vundi... weather is beautiful these days... :)
kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
jaise shammaa se kahee lau ye zilamilaa ke mile
kab ke bichhade huye hum aaj kahaa aa ke mile
jaise saawan se kahee pyaasee ghataa chhaa ke mile
Posted by: Nishigandha At: 26, Apr 2005 5:47:18 PM IST **hmm...cool(maa daggara varshaalu baaga)..meerelaa unnaru**
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin...
Tera Nashila Badan
Baahon Ne Chhoda Nahin
Aankhen To Kholi Magar
Sapna Woh Toda Nahin
Haan Wohi Woh Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Posted by: Mr. Ram Tangirala At: 26, Apr 2005 5:35:52 PM IST :) elaa vunnaaru??
Honton pe tera naam hai, aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai
Honton pe tera naam hai, aankhon mein pyaar hai
Zinda hoon is liye ke tera intezaar hai
Tune kaha tha laut ke aayegi tu zuroor
Posted by: Nishigandha At: 26, Apr 2005 5:16:06 PM IST **hello nishi garu, good evening..mee gurinche waitingu ikkada**
Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale rukte hain kahan
Yeh khumaar, yeh nasha, jawaan bekhudi
Ab na koi nagar, na koi gali
Din vahan, raat yahan
Posted by: Mr. Ram Tangirala At: 26, Apr 2005 5:04:07 PM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|