
|
|

|
General Forum: Love | | **Hindi Antyakshari*** | |
| jaaye to jaaye kahaa,
samazegaa..... kaun yahaan
dard bhare dil kee joobaan
o jaanewaale daaman chhudaake
mushkil hain jeenaa tuz ko bhulaake
is se to hain, maut aasaan..
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 23, Apr 2005 10:20:31 PM IST ham hain rAhI pyAr ke,
hamse kuchh na boliye
jo bhI pyAr se milA,
ham usI ke ho liye
ham usI ke ho liye
jo bhI pyAr se milA,
ham usI ke ho liye
ham hain rAhi pyaar ke..
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 23, Apr 2005 8:03:06 AM IST ye sama.. sama hai pyaar ka..
uski intizar ka...(ka)
Posted by: Miss gattupalli anusha At: 22, Apr 2005 11:39:55 PM IST haaN, mainne bhii pyaar kiyaa
pyaar se kab inkaar kiyaa
bhiigii-bhiigii raaten,
miiThii-miiThii baaten
aur mainne dil ko nisaar kiyaa
haaN, mainne bhii pyaar kiyaa
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 22, Apr 2005 8:49:06 PM IST Main shaayar to nahin
Main shaayar to nahin, magar ae haseen
Jab se dekha maine tujhko
Mujhko shaayari aa gayi
Main aashiq to nahin
magar ae haseen Jab se dekha maine tujhko
Mujhko aashiqui aa gayi
Main shaayar to nahin
Posted by: Nishigandha At: 22, Apr 2005 8:05:27 PM IST ye aankhen, uf yummaa!
ye suurat, uf yummaa!
pyaar kyuun naa hogaa,
ye adaayen, uf yummaa!
ye mausam, uf yummaa!
ye dhaDakan, uf yummaa!
kaise dil ko rokuuN,
koi thaamen, uf yummaa!
ye aankhen, uf yummaa!
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 22, Apr 2005 7:51:00 PM IST good evening Ram :) Good morning to me....
TP loa DB lanniTini chaka chakaa kavar chaesaestunnaarugaa :))
Tanhaai tanhaai
Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi
Toote khwaab saare ek maayusi hai chhaayi
Har khushi so gayi zindagi kho gayi
Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi
Tanhaai tanhaai milo hai phaili hui tanhaai
Posted by: Nishigandha At: 22, Apr 2005 5:24:43 PM IST **good evening nishi gaaru**
Naam hai mera fonsesca baby humein tum nahin jaanta
Naam hai mera fonsesca baby humein tum nahin jaanta
Bachke humse kidhar jayega idhar aana maangta
Naam hai mera monica khaali pilli hukum nahin maanta
Hum to jaani udhar jayega jidahr jaana maangta
Posted by: Mr. Ram Tangirala At: 22, Apr 2005 5:12:31 PM IST Yaara seeli seeli
birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli
yaara seeli seeli
O yaara seeli seeli
dhola seeli seeli
Yaara seeli seeli
birha ki raat ka jalna
Yeh bhi koi jeena hai
yeh bhi koi jeena hai
Yeh bhi koi marna
Posted by: Nishigandha At: 22, Apr 2005 5:02:40 PM IST Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
Na Na Karte Pyaar Hai Mai Kar Gayi, Kar Gayi, Kar Gayi
O Tune Kiya Kya Yaad, Haay Mai Mar Gayi, Mar Gayi, Mar Gayi
Na Na Karte Pyaar Oy Mai Kar Gaya, Kar Gaya, Kar Gaya
O Tune Kiya Aitbaar, Haay Mai Mar Gaya, Mar Gaya, Mar Gaya
Posted by: Mr. Ram Tangirala At: 22, Apr 2005 2:23:58 PM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|