
|
|

|
General Forum: Love | | **Hindi Antyakshari*** | |
| (Na)
Neela aasmaan so gaya
Neela aasmaan so gaya ho
Neela aasmaan so gaya
Aansuon mein chaand dooba raat murjhaayi
Zindagi mein door tak phaili hai tanhaayi
Jo guzre ham pe woh kam hai
Tumhaare gham ka mausam hai
Neela aasmaan so gaya (Ya)
Posted by: Sanvi Sarma At: 21, Apr 2005 3:08:23 PM IST (hui=e , i)
ikraar karna mushkil hai
inkaar karnaa mushkil hai
mehboob ke mohabbat kaa , izhaar karnaa mushkil hai
hoooo, kitnaa mushkil hai dekho is duniyaa mein dil lagaana
ho yaara, dil lagaaana
Posted by: Mr. Ram Tangirala At: 21, Apr 2005 2:54:25 PM IST Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui
Subho ko jab hum neend se jaage, aankh unhi se chaar hui
Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar hui
Posted by: Sanvi Sarma At: 21, Apr 2005 2:47:06 PM IST Nahi honaa tha, Nahi honaa tha
Nahi honaa tha Nahi honaa tha
lekin ho gayaaaaa...
Ho gayaa hai mujhe pyaar, o sajnaa..
ho gayaa hai mujhe pyaar
Posted by: Mr. Ram Tangirala At: 21, Apr 2005 2:41:22 PM IST Baabuji dhire chalna, pyaar mein zara sambhalna
Haa bade dhokhe hain, bade dhokhe hain is raah mein,
Baabuji dhire chalna
Posted by: Mrs. ψ శకి౨ ψ At: 21, Apr 2005 2:21:34 PM IST (i came, good morning fren in India..Good night for folks abroad)
Ladki hai kyaa...re baaaba
iski adaa...re baaba
iskaa nasha...re baaaba
re baaba..re baaba..re baaba baba ba ba baba('ba')
Posted by: Mr. Ram Tangirala At: 21, Apr 2005 10:11:54 AM IST a praposal to start with the last word was already accepted @ bannU
pesoona and rahul plz. come to my risk
bachaaao......
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 21, Apr 2005 7:16:36 AM IST mile naa fool to,
kaaton se dostee kar lee
isee tarah se basar,
hum ne jindagee kar lee
Posted by: ★Vinåyåkåm★ chitt♥♥r At: 20, Apr 2005 10:46:36 PM IST Loote Koi Mann Ka Nagar Banke Mera Saathi
Loote Koi Mann Ka Nagar Banke Mera Saathi
Kaun Hai Vo Apnon Mein Kabhi Aisa Kahin Hota Haai
Ye To Bada Dhokha Hai
Posted by: Nishigandha At: 20, Apr 2005 8:18:03 PM IST gumanaam hain koee
badanaam hain koee
kis ko khabar kaun hain wo
anjaan hain koee
Posted by: Nishigandha At: 20, Apr 2005 7:03:15 PM IST
|
|
|
 |
| Advertisements |
|
|
 |
 |
| Advertisements |
|