
|
|

General Forum: Offbeat n Jokes | Hyderabadi jk--Siri | |
| :)
Posted by: Mr. Siri Siri At: 20, Mar 2006 11:51:05 AM IST :):):) siri bhai sahi hai
chotu bahut tez potta hai :)
Posted by: Mr. shyam shooter At: 26, Mar 2003 6:23:42 PM IST Go thru this. . .
In Hyderabad we have our own little Johnny. His name is Chotu. His
father is ambitious to educate Chotu.
Chotu goes to school in Tappachaputra.Its principal was educated in Urdu
high school and claims that he
passed tenth class! There is a school inspection the next day and the
conversation is as follows :
Teacher: Kal inispector ayinga. Kochchanaa (questions) puchinga. Sabachchaa
padkey aau. Koi galath answer
deengaa naa tho main uske pairaan thodtoom.
Chotu: Iski maakki. Kyun aara inispector? Kaam nai hai usku? Kya kochchanaa
puchta kathey?
Teacher: Abey tereku kaiku re, tu kal school aanaaich nai. Tu tera moo
khola to gaaliaan nikaltey. Tereku
main absent nai daalthaum. Ghar pe baithkey gotiyaan khel. Tu school
aayingaa to inispector ke saamney mere
izzat ki biryaani karke khaaingaa tu.
So our Chotu is excited, goes home and tells his
father that he is not going to school the next day.
Father: Yeah kyaa hai..ischool hai paan ka dabba hai? Gaand pe maartaun
saale tu ischool nai gaya to.
Chotu: Arey Bava, mera teacher bola nakko aao bolke.
Father: Usku akhal hai! Begum suno! Chotu ischool nai jayinga kathey
kal.Agar iney ischool nai gaya to kaise
padhinga? Chotu, agar tu kal ischool nahin gaya naa, tere haathan pairaan
thod daaltaum.
So Chotu cries and finally agrees to go to school.
Next day in school,
Teacher is very upset to see Chotu back:
Teacher: Arey teri maakki. Nakko aao bole to bhi kyun aaya re?
Chotu: Mera bava gaand phodtum bola ischool nai gaya to.
Teacher: offo?! Tera bava bola? Theek hai chal. Last bench pe baith aur
inispector aya to chchup jaa.
Dikhnaich nai. Kuch bhi gadbad karinga naa meri noukri gaand lag jayingi.
So Chotu goes to sit in the last bench hiding behind a
tall guy.
Inspector comes for the visit.
Inspector: Adaab.
Teacher: Adaab saab. Bachen acha padrain saab. Kochchanaa puchey to
answeraan yun bolte.
Inspector: Abaa? Offo! Ithney kilever hai aapke bachchey? Achchaa, ek
bahuth easy sawaal - Hamarey
body mein sab se nazook cheez kaun si hai?
Teacher: Arey Imtiyaz tu bata rey!
Imtiyaz: Saab, Khaleja saab.
Inspector: Aisa! ..... woh kyun?
Imtiyaz: Saab, khaleja hai to sab kuch hota. Agar woh gaya naa, kuch bhi
nahin hota saab.
Inspector: Abaa, kya tez potta hai rey! Aur koi?
Teacher: Arey Akram, tu bata re.
Akram: Saab bheja saab. Bhejey ku khuch bhi hua to kuch yaad nahin rehta
saab. Haathaan pairaan kaam nai
karthey, iscooter ku kick bhi nai maar sakthey saab.
Inspector: Abey Teacher, kya kya padaaraa re inku tu. Chutiye ke jaiseich
answeraan bolrai naa!!
In the meantime Chotu is trying very hard to hide but
Inspector sees him. He thinks Chotu is hiding because
he does not know the answer.
Inspector: Woh last bench pe yun jhuk ke baithaa naa woh pottey ka naam kya
hai?
Teacher: kaun saab? .......Woh! (iski bhain ku, kaiku dikhaa re tu) Woh
Chotu hai saab.
Inspector: Chotu? Ye kya naam hai? Kahan-kahan se lagaathey re bhai
naamaan! Chotu, woh lambu ke
peechchey kaiku chchup raa tu?
Chotu: Saab main moo khola to teacher maaringi saab.
Inspector: Tereku yaa mereku??
Teacher: Arey kya baath kar reh saab, main kaiku maarthaum aapku. Ye potta
ekdam badmaash hai saab,
jhoot bolraa. Abey Chotu, answer maloom hain to bolnai tho khaamoosh baith
jaa mere baap tere pau
padthaum.
Chotu: Saab sabse nazook cheez apne body mein Gaand hai saab.
Teacher: Allah!! Iney moo khola meri gaand lag gayi re!!!
Inspector: Abey kyaa to bhi bolra re! Sharam kar badon ke saamney aisaich
baathaan karthey! Yeich sikhaaye
tumhaarey amma-bavaa? Gaand kahaan kaa answer hai re?
Chotu: Hau saab, gaand ich sabse naazook cheez hai. Kaiku boletho wahaan pe
dilli mein baamb
phata....Yahan Hydrabad mein apni gaand phat thi..Yahaan old city mein
gadbadaan shuru
hothey....wahaan new city mein sabki gaand phat thi.
Uttaa kaiku saab, main yeh answer bolraun naa, mere
teacher ki gaand phatri dekho!
with luv,
S
Posted by: Mr. Siri Siri At: 26, Mar 2003 12:02:10 PM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|