
|
|

General Forum: Love | Main Aur Meri Tanhayi ! | |
| Dekho chhodke kis raste vo jaate hain
Saare raste vaapas mere dil ko aate hain
Nahin saamne
Nahin saamne ye alag baat hai
Nahin saamne ye alag baat hai
Mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai
Tera naam maine liya hain yahaan
Mujhe yaad tune kiya hai vahaan
Tera naam maine liya hain yahaan
Mujhe yaad tune kiya hai vahaan
Bade zor ki aaj barsaat
Bade zor ki aaj barsaat
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai
Bichhad ki bhi mujhse juda to nahin
Khafa hai magar bewafa to nahin
Bichhad ki bhi mujhse juda to nahin
Khafa hai magar bewafa to nahin
Mere haath mein hi tera haath hai
Mere haath mein hi tera haath hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai
Mere paas hai mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai
Mere paas hai mere paas hai
Posted by: Sanvi Sarma At: 3, Feb 2005 5:03:17 PM IST Tanhaai, tanhaai
Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi
Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi
Har khushi so gayi, zindagi kho gayi
Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi
Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai - 2
(Khwaab mein dekha tha ek aanchal
Maine apne haathon mein
Ab toote sapnon ke shishe
Chubte hai in aankhon mein) - 2
Kal koi tha yahin, ab koi bhi nahin
Banke naagin jaise hai saanson mein laheraayi
Tanhaai, tanhaai, palkon pe kitne aansu hai laayi - 2
(Kyoon aisi umeed ki maine
Jo aise naakaam hui
Door banaayi thi manzil
To raste mein hi shaam hui) - 2
Ab kahan jaaoon main, kisko samjhaaoon main
Kya maine chaaha tha aur kyoon kismat mein aayi
Tanhaai, tanhaai, jaise andhero ki ho gehraayi
Dil ke raaste mein kaisi thokar maine khaayi
Toote khwaab saare, ek maayusi hai chhaayi
Har khushi so gayi, zindagi kho gayi
Tumko jo pyaar kiya maine to sazaa main paayi
Tanhaai, tanhaai, milo hai phaili hui tanhaai - 2
Tanhaai, tanhaai, tanhaai, tanhaai
Posted by: Sanvi Sarma At: 2, Feb 2005 7:22:57 PM IST Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na
Tera Dupatta Aaj Bhi Tere Sar Se Sarakta Hoga Na
Baalon Mein Tere Aaj Bhi Phool Koi Sajta Hoga Na
Dhandi Havaein Raaton Mein Tujhko Thapkiya Deti Hogi Na
Chaand Ki Thandak Khwaabon Mein Tujhko Leke To Jaati Hogi Na
Sooraj Ki Kirnen Subah Ko Teri Neendein Udaati Hogi Na
Mere Khayaalon Mein Sanam Khud Se Bhi Baatein Karti Hogi Na
Main Dekhta Hoon Chhup Chhupke Tumko Mehsoos Karti Hogi Na
Jhonka Hava Ka Aaj Bhi Zulfein Udaata Hoga Na
Tadev Lagnam Suridam Tadev
Naarabalam Chandra Balan Tadev
Vidya Balam Daiv Balan Tadev
Lakshmi Pate Tendra Yugam Swarami
Shubmangal Sawadha
Kaagaz Pe Meri Tasveer Jaisi Kuchh To Banati Hogi Na
Ulat Palatke Dekh Ke Usko Jee Bhar Ke Hansti Hogi Na
Hanste Hanste Aankhein Tumhari Bhar Bhar Aati Hogi Na
Mujhko Dhaka Tha Dhoop Mein Jisse Vo Aanchal Bhigoti Hogi Na
Saawan Ki Rimjhim Mera Taraana Yaad Dilati Hogi Na
Ek Ek Meri Baatein Tumko Yaad To Aati Hogi Na
Yaad To Aati Hogi Na
Yaad To Aati Hogi Na
Kya Tum Mere In Sab Sawaalon Ka Kuchh To Jawaab Dogi Na
Posted by: Sanvi Sarma At: 2, Feb 2005 7:04:48 PM IST Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
Tum hoti to kaisa hota, tum yeh kehti, tum voh kehti
Tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hansti
Tum hoti to aisa hota, tum hoti to vaisa hota
Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Teri baahon mein hai jaanam
Mere jism-o-jaan pighalte
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Yeh raat hai, yeh tumhaari zulfein khuli hui hai
Hai chaandni ya tumhaari nazrein se meri raatein dhuli hui hai
Yeh chaand hai ya tumhaara kangan
Sitaarein hai ya tumhaara aanchal
Hawa ka jhonka hai ya tumhaare badan ki khushboo
Yeh pattiyon ki hai sarsaraahat ke tumne chupke se kuch kaha hai
Yeh sochta hoon main kab se gumsum
Ke jab ki mujhko bhi yeh khabar hai
Ke tum nahin ho, kahin nahin ho
Magar yeh dil hai ke keh raha hai
Ke tum yahin ho, yahin kahin ho
O, tu badan hai main hoon chhaaya
Tu na ho to main kahan hoon
Mujhe pyaar karne waale
Tu jahan hai main vahan hoon
Hamein milna hi tha hamdam
Issi raah pe nikalte
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Mm, meri saans saans maheke
Koi bheena bheena chandan
Tera pyaar chaandni hai
Mera dil hai jaise aangan
Koi aur bhi mulaayam
Meri shaam dhalte dhalte
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Majboor yeh haalaat, idhar bhi hai udhar bhi
Tanhaai ki ek raat, idhar bhi hai udhar bhi
Kehne ko bahut kuch hai, magar kisse kahe hum
Kab tak yunhi khaamosh rahe aur sahe hum
Dil kehta hai duniya ki har ek rasm utha de
Deevaar jo hum dono mein hai, aaj gira de
Kyoon dil mein sulagte rahe, logon ko bata de
Haan humko mohabbat hai, mohabbat hai, mohabbat
Ab dil mein yehi baat, idhar bhi hai udhar bhi
Yeh kahan aa gaye hum
Yunhi saath saath chalte
Yeh kahan aa gaye hum
Posted by: Sanvi Sarma At: 2, Feb 2005 7:02:08 PM IST Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, yaara seeli seeli
O yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yeh bhi koi jeena hai, yeh bhi koi jeena hai
Yeh bhi koi marna
Yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
(Tooti hui choodiyon se jodoon yeh kalaai main
Pichhli gali mein jaane kya chhod aayi main) - 2
Beeti hui galiyon se, beeti hui galiyon se
Phir se guzarna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
O yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
(Pairon mein na saaya koi, sar pe na saanyi re
Mere saath jaaye na meri parchhaayi re) - 2
Baahar ujaala hai, baahar ujaala hai
Andar viraana
Yaara seeli seeli, o dhola seeli seeli
O yaara seeli seeli, birha ki raat ka jalna
Yaara seeli seeli, dhola seeli seeli
Yaara, dhola, yaara, dhola, yaara, dhola
Posted by: Sanvi Sarma At: 2, Feb 2005 7:00:11 PM IST Hey Hey Aahaa Hmm Hmm Aahaa Ahaa Haa Haaa Aahaa Umm Hmmm
Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera, Mera Mera Mera
Likh Diya Naam Iss Mein Tera, Tera Tera Tera
Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera
Likh Diya Naam Iss Mein Tera
Soona Aangan Tha Jeevan Mera
Bas Gayaa Pyaar Jiss Mein Teraa
(Toot Na Jaaye Sapne Main Darta Hoon
Nis Din Sapnon Mein Dekha Karta Hoon) (2)
Naina Kajaraare Matavaare Yeh Ishaare
Khaali Darpan Tha Yeh Mann Mera
Rach Gayaa Roop Iss Mein Tera
Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera
Likh Liya Naam Iss Pe Teraa
(Chain Ganvaayaa Maine Nindiya Ganvaayi
Saari Saari Raat Jaagu Doon Main Duhaayi) (2)
Kahoon Kya Main Aage Nehaa Laage Jee Na Laage
Koi Dushmann Tha Yeh Mann Mera
Ban Gaya Meet Jaa Ke Teraa
Koraa Kaagaz Tha Yeh Mann Mera
Likh Diyaa Naam Iss Mein Tera
Baagon Mein Phuulon Ke Khilane Se Pehle
Tere Mere Nainon Ke Milane Se Pehle
Haan, Baagon Mein Phuulon Ke Khilane Se Pehle
Tere Mere Nainon Ke Milane Se Pehle
Kahaan Thi Yeh Baaten
Mulaakaaten
Aisi Raaten
Tootaa Taaraa Tha Yeh Mann Mera
Ban Gayaa Chaand Hoke Tera
Kora Kaagaz Tha Yeh Mann Mera
Likh Liyaa Naam Iss Pe Tera
Aa Aa Aaa Aa
Aaa Aa Aaa
O Hooo Hoo Hoo
Posted by: Sanvi Sarma At: 2, Feb 2005 6:57:29 PM IST Film : Aitbaar
Awaz Di Hai aaj ek najar ne
Ya hai ye dil ko ghuma
Dohara rahi hai jaise phajaye
Bhuli huyi dasata
Awaz Di Hai aaj ek najar ne
Ya hai ye dil ko ghuma
Dohara rahi hai jaise phajaye
Bhuli huyi dasata
Aaa...aa...
Loutayi hai phir ruti bahare
Kitana hasin hai sama
Duniya se kehdo na hamko pukare
Hum khogaye yeha...
Loutayi hai phir ruti bahare
Kitana hasin hai sama
Duniya se kehdo na hamko pukare
Hum khogaye yeha...
Posted by: Anusha At: 14, Dec 2004 10:46:47 AM IST "Ye doulat bhi lelo
Ye shohrat bhi lelo
Bhale chinle mujh se meri jawani
Magar mujko loutado bachpan ka savan"
My all time fav. song..thanks for posting Anusha..
...tum itanaa jo, muskuraa rahe ho
kyaa gam hai, jis ko chhupaa rahe ho
aankho mein namee, hasee labon par
kyaa haal hai, kyaa dikhaa rahe ho
ban jaayenge jahar peete peete
ye ashk jo peete jaa rahe ho
jin jakhmon ko wakt bhar chalaa hai
tum kyo unhe chhede jaa rahe ho
rekhaaon kaa khel hain mukaddar
rekhaaon se maat khaa rahe ho ....
Posted by: Ms. Suma At: 14, Dec 2004 3:05:54 AM IST Jagjit :
Ye doulat bhi lelo
Ye shohrat bhi lelo
Bhale chinle mujh se meri jawani
Magar mujko loutado bachpan ka savan
Vo kagaj ki kasti
Vo barish ka pani
Ye doulat bhi lelo
Ye shohrat bhi lelo
Bhale chinle mujh se meri jawani
Magar mujko loutado bachpan ka savan
Vo kagaj ki kasti
Vo barish ka pani
Vo kagaj ki kasti
Vo barish ka pani
Posted by: Anusha At: 13, Dec 2004 7:27:32 PM IST yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum
jhuumatii bahaar hai kahaa.N ho tum
pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2
(o, kho gaye ho aaj kis khayaal me.n
o, dil fa.nsaa hai bebasii ke jaal me.n ) - 2
matalabii jahaa.N meharabaa.n ho tum
yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum
pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2
(o, raat Dhal chukii hai subah ho gayii
o, mai tumhaarii yaad leke kho gayii ) - 2
ab to merii daastaa.N ho tum
yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum
pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2
(o, tum to mere zi.ndagii ke baaG ho
o, tum to merii raah ke chiraaG ho ) - 2
mere liye aasamaa.N ho tum
yaad kiyaa dil ne kahaa.N ho tum
pyaar se pukaar lo jahaa.N ho tum - 2
Posted by: Mrs. Rohini Rohini At: 8, Dec 2004 4:46:48 PM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|