
|
|

General Forum: Love | Main Aur Meri Tanhaayi... | |
| frds
Posted by: Mr. Kiran Kumar Jonnalagadda At: 16, Dec 2004 9:19:36 PM IST Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon
Har Ek Pal Meri Kahani Hai
Har Ek Pal Meri Hasti Hai
Har Ek Pal Meri Jawaani Hai
Rishton Ka Roop Badalta Hai, Buniyaden Khatam Nahin Hoti
Khwaabon Ki Aur Umango Ki, Miyaden Khatam Nahin Hoti
Ek Phool Mein Tera Roop Basa Ek Phool Mein Meri Jawaani Hai
Ek Chehra Teri Nishaani Hai, Ek Chehra Meri Nishaani Hai
Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon...
Tujhko Mujhko Jeevan Amrit, Ab In Haathon Se Peena Hai
Inki Dhadkan Mein Basna Hai, Inki Saanson Mein Jeena Hai
Tu Apni Adaaen Baksh Inhen Maein Apni Wafaen Deta Hoon
Jo Apne Liye Sochi Thi Kabhi, Woh Saari Duaen Deta Hoon
Main Har Ek Pal Ka Shaayar Hoon...
Posted by: UK At: 16, Dec 2004 8:50:12 PM IST Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Aao kho jaaye sitaaron mein kahin
Hum hai tayaar chalo
Aao kho jaaye sitaaron mein kahin
Chhod de aaj yeh duniya yeh zameen
Duniya yeh zameen
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Hum nashe mein hai sambha lo hamein tum
Hum hai tayaar chalo
Hum nashe mein hai sambha lo hamein tum
Neend aati hai jaga lo hamein tum
Jaga lo hamein tum
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Oh oh, oh oh, oh oh oh, oh oh oh
Oh oh oh, oh oh, oh oh oh
Zindagi khatm bhi ho jaaye agar
Zindagi khatm bhi ho jaaye agar
Na kabhi khatm ho ulfat ka safar
Ulfat ka safar
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
Chalo dildaar chalo
Chaand ke paar chalo
Hum hai tayaar chalo
......................
......................
....................
Posted by: UK At: 15, Dec 2004 7:03:53 PM IST Ek Ajnabi Hasina Se Yoon Mulaqaat Ho Gayi
Phir Kya Hua, Yeh Na Poocho
Kuch Aisi Baat Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se Yoon Mulaqaat Ho Gayi...
Woh Achaanak Aa Gayi
Yoon Nazar Ke Saamne
Jaise Nikal Aaya Ghata Se Chaand
Chehre Pe Zulfein Bikhri Hui Theen
Din Mein Raat Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se Yoon Mulaqaat Ho Gayi...
Jaane Man Jaane Jigar
Hota Maein Shaayar Agar
Kehta Ghazal Teri Adaaon Par
Maine Yeh Kaha To Mujhse Khafa Woh
Jaane Hayat Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se Yoon Mulaqaat Ho Gayi...
Khoobsurat Baat Yeh
Chaar Pal Ka Saath Yeh
Saari Umar Mujhko Rahega Yaad
Maein Akela Tha Magar
Ban Gayi Woh Humsafar
Woh Mere Saath Ho Gayi
Ek Ajnabi Hasina Se Yoon Mulaqaat Ho Gayi...
Posted by: UK At: 3, Dec 2004 1:45:30 PM IST Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Chhaayi hai betaabi
Meri jaan, kaho main kya karoon
Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Oh, kho gaya main khayaalon mein
Ab neend bhi nahin aankhon mein
Karvatein bas badalta hoon
Ab jaagta hoon main raaton mein
Ab doori na sehni, har lamha kehta hai
Na jaane haal mera aisa kyoon rehta hai
Main deewana tera ban gaya jaane jaana
Main fasaana tera ban gaya jaane jaana
Haseena gori gori, churaaya chori chori
Churaaya dil chori chori chori chori chori
Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Aarzoo hai mere sapnon ki
Baitha rahoon teri baahon mein
Sirf tu mujhe chaahe ab
Itna asar ho meri aahon mein
Tu keh de haske to tod doon main rasmon ko
Marke bhi na bhooloon main teri kasmon ko
Main to aaya hoon yahan pe bas tere liye
Tera tan mann sab hai mere liye
Hai kya haseen nazaara, sama hai pyaara pyaara
Gale laga le yaara yaara yaara yaara yaara
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Chhaayi hai betaabi
Meri jaan, kaho main kya karoon
Kya karoon, kya karoon, kya karoon
Posted by: UK At: 2, Dec 2004 9:21:37 AM IST Pal pal dil ke paas tum rehthi ho
Jeevan meethi pyaas yeh kehthi ho
Pal pal dil ke paas tum rehthi ho
Har shyaam aankhon par tera aanchal laheraaye
Har raath yaadon ki baaraath le aaye
Main saans leta hoon teri khushboo aathi hai
Ek maheka maheka sa paigaam laathi hai
Mere dil ki dhadkan bhi tere geet gaathi hai
Pal pal dil ke paas tum rehthi ho
Kal tujhko dekha tha maine apne aangan mein
Jaise keh rahi thi tum mujhe baandh lo bandhan mein
Yeh kaisa rishtha hai, yeh kaise sapne hai
Begaane hokar bhi kyoon lagthe apne hai
Main soch mein rehta hoon darr darrke kehtha hoon
Pal pal dil ke paas tum rehthi ho
Tum sochogi kyoon itna main tumse pyaar karoon
Tum samjhogi deewana main bhi ikraar karoon
Deewaanon ki yeh baatein deewaane jaanthe hain
Jalne mein kya maza hai parwaane jaanthe hain
Tum yunhi jalaate rehna aa aakar khwaabon mein
Pal pal dil ke paas tum rehthi ho
Jeevan meethi pyaas yeh kehthi ho
Pal pal dil ke paas tum rehthi ho
Posted by: UK At: 30, Nov 2004 11:22:21 PM IST Zindagi jab bhi teri bazm mein laathi hai hamen
Ye zamin chaand se behathar nazar aathi hai hamen
Surkh phoolon se mahak uthaathi hain dil ki rahen
Din dhale yun teri aawaaz bulaathi hai hamen
Yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se
Raat ke pichhale prahaar roz jagaathi hai hamen
Har mulaqat ka anjaam judaai kyun hai
Ab tho har waqth yahi baat sathaathi hai hamen
Posted by: UK At: 29, Nov 2004 5:01:51 PM IST Aksar Tanhayi Mein
Is Dil Ne Pukara
Yeh Soch Ke Hum Ne To
Har Lamha Guzara Tha
Jaanejaan Kehna Tha Aap Se
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote
Aksar Tanhayi Mein
Is Dil Ne Pukara
Yeh Soch Ke Hum Ne To
Har Lamha Guzara Tha
Jaanejaan Kehna Tha Aap Se
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote
Saamne Baith Ke
Is Chehre Ka Deedar Kare
Ho Saamne Baith Ke
Is Chehre Ka Deedar Kare
Yeh Tamanna Ke
Tumhe Chaahe Tumhe Pyaar Kare
Dil Hi Dil Mein Tumko
Hum Pyaar Bahut Karte The
Yeh Bhi Sach Hai Ke
Zamane Se Bahut Darrte The
Chaahat Ki Armaan Tha Pyaas Thi
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote
Phool Sehra Mein
Mushkilon Se Khila Karta Hai
Phool Sehra Mein
Mushkilon Se Khila Karta Hai
Aisa Mehboob
Naseebo Se Mila Karta Hai
Mil Gaye Tum Jo Hume
Ab Rabb Se Maange Kya
Ho Apni To Hai Yeh Dua
Ho Kabhi Hum Na Juda
Bechaini Kehti Thi Raat Din
Kash Aap Hamare Hote
Ho Kash Aap Hamare Hote
Aksar Tanhayi Mein
Is Dil Ne Pukara
Yeh Soch Ke Hum Ne To
Har Lamha Guzara Tha
Jaanejaan Kehna Tha Aap Se
Kash Aap Hamare Hote
Kash Aap Hamare Hote
Posted by: UK At: 28, Nov 2004 1:40:29 PM IST Saawan ka mahina pawan kare sorrr
Saawan ka mahina pawan kare shorrr
Mmmmmmm Mmmmm, pawan kare sorrr
Pawan kare shorrrrrrr
Arre baba shor nahin, sorrr sorrr sorrr
Pawan kare sorrrrrrr
Haan, jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr
Saawan ka mahina pawan kare sorr
Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr
Saawan ka mahina pawan kare sorr
Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr
Rama gajab dhaaye yeh purvaiyaan
Naiya sambhaalo kit khoye ho khivaiyaan
Rama gajab dhaaye yeh purvaiyaan
Naiya sambhaalo kit khoye ho khivaiyaan
Purvaiyaan ke aage chale na koi zorr
Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr
Oh, Saawan ka mahina pawan kare sorr
Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr
Maujva kare kya jaane humko ishaara
Jaana kahan hai poochhe nadiya ki dhaara
Maujva kare kya jaane humko ishaara
Jaana kahan hai poochhe nadiya ki dhaara
Marzi hai tumhaari le jaao jis orr
Jiyara re jhoome re aise re jaise banma naache morr
Oh, Saawan ka mahina pawan kare sorr
Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr
Jinke balam bairi gaye hai bidesava
Aayi hai leke unke pyaar ka sandesava
Kaali matwaali ghataaein ghanghor
Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr
Saawan ka mahina pawan kare sorr
Jiyara re jhoome aise jaise banma naache morr
Jiyara re jhoome re aise re jaise banma naache morr
Posted by: UK At: 27, Nov 2004 1:19:01 PM IST Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega thoofan
Ab hai judaai ka mausam, do pal ka mehmaan
Kaise naa jaayega andhera, kyoon naa thamega toofan
Kaise naa milegi manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hain manzil pyaar ki
Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoomke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar
Pyaar ne jahan pe rakha hai jhoom ke kadam ek baar
Vahin se khula hai koi rasta, vahin se giri hai deewaar
Roke kab ruki hai manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki
Ae mere humsafar, ek zara intezaar
Sun sadaayein de rahi hai manzil pyaar ki
Posted by: UK At: 22, Nov 2004 3:11:13 PM IST
|
|
|
 |
Advertisements |
|
 |
 |
Advertisements |
|